Jaiza: News effect
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: News effect
    Forex market me achi performance key ley zarori ye be hay key traders ko ye knowledge hona chaye key real world me kia ho raha hay kinu key news currencies rates par bahot zeyda effect kar sakty hey, agar news updates ko hasil key jeye to traders ko allover currencies key utaar chardao (Up down) ki information mil sakti hey, daily latest aur accurate news hasil karny chaye es se traders ko knowledge ho ga key worldwide me kia ho raha hay aur currencies ki next movement ki ho sakti hay, news key elawa kesi aur source se currencies key up down ka andaza nahi ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: News effect

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
    Forex market me achi performance key ley zarori ye be hay key traders ko ye knowledge hona chaye key real world me kia ho raha hay kinu key news currencies rates par bahot zeyda effect kar sakty hey, agar news updates ko hasil key jeye to traders ko allover currencies key utaar chardao (Up down) ki information mil sakti hey, daily latest aur accurate news hasil karny chaye es se traders ko knowledge ho ga key worldwide me kia ho raha hay aur currencies ki next movement ki ho sakti hay, news key elawa kesi aur source se currencies key up down ka andaza nahi ho sakta hay.
    Forex trading market mein news ka bahut jyada effect hota hai aur Jab Bhi Nahi Jati Hai to Puri Forex trading market Bahut Paas Bulati Hai Aur traders co trading karke bahut jyada lost ho sakta hai lekin usne mprofit Bhi Jyada Banaya Ja sakta hai agar traders market ko samajh karo trade Kare aur news ke effect Ko Jane Nicki islamiat rakhte Hain logo Forex trading Mein kaam karke bahut jyada profit gain kar sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: News effect

      forex trading main news ki ,maloomat rakhna ak bhut achi adat ha qk is sa ap ko currency k rates ka ups nd downs ka pata chalta ha or apko is sa ya andza hota ha ka ab market kis tarf move kry ge matlb ka apko market ki movment ka pata chalta ha news ki maloomat rakhna is lea ak bhut acha amal ha qk ya apko lose hona sa bachta ha qk ap ko pehla sa e market ki movment ka andza hota ha or currency ki rates k ups nd downs ki authenic reports ap ko news ki information sa he milti ha is k elwa ap ko is ki authentic report kahni sa bhe ni mil sakti
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: News effect

        je bilkul forex trading ma better result k lye hamain new pe khas concentration dena bohat hi zaruri ha q k market News ki wajah se boaht effect hoti ha aur market ki movement kafi had tak taiz ho jati ha is lye hamain forex trading ma News ko zehn ma lazmi rakhna chaye q k New trading Fundamentala analyses ma shumar hot ha
        == News trading kartay waqt hamain bohat hi care k sath market ma entry leni chaye ta k loss se bach sakian
        == Hmain forex ki news ko hamesah Zehn ma rakhna chaye ta k market analyses k waqt mushkil na ho
        == Aksar koi high profile news ki wajah se market ma kafi utar chadaho ata ha to hamain ehtyat karni chaye aur Forex ki news k sath attach rehna chaye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: News effect

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex market me achi performance key ley zarori ye be hay key traders ko ye knowledge hona chaye key real world me kia ho raha hay kinu key news currencies rates par bahot zeyda effect kar sakty hey, agar news updates ko hasil key jeye to traders ko allover currencies key utaar chardao (Up down) ki information mil sakti hey, daily latest aur accurate news hasil karny chaye es se traders ko knowledge ho ga key worldwide me kia ho raha hay aur currencies ki next movement ki ho sakti hay, news key elawa kesi aur source se currencies key up down ka andaza nahi ho sakta hay.
          News market Mein bohot hi Zyada effect karti hai agar Hum Log news Ko Dekhkar trading nahi karenge To Phir Hum Logon Ko loss ho sakta hai isliye Hum Logon Ko news ko follow Kar Ke hi trading karne chahiye Pe Hum logo ko Kafi fayda ho sakta hai
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: News effect

            G han jnb aap nain bht achi bt ki hai mews kisi bhi market ko buri tarah effect karti hai aur market ko bilkul aik sim at main lay jaati hai baaz dafa to aisay hota hai k market 200 200 pips move kar jaati hai is liye koshish karain k news ka khaas khiyal rakhai
            Technical analysis and news effect...
            Jo log technical analysis k through trading kartay hain woh kamyab to ho jatay hain lakin jub bhi koi news aati hai to un k technical analysis inko dhkha day jatay hain is liye agar aap chahta hain k aap kamyab trader bannan chahta hain to aap technical k sath sath fundamental analysis pr bhi tawajuh dain .
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: News effect

              foreign exchange marketplace me achi overall performance key ley zarori ye be hay key investors ko ye understanding hona chaye key real world me kia ho raha hay kinu key information currencies rates par bahot zeyda effect kar sakty hi there, agar news updates ko hasil key jeye to buyers ko allover currencies key utaar chardao (Up down) ki statistics mil sakti whats up, day by day brand new aur correct information hasil karny chaye es se investors ko information ho ga key international me kia ho raha hay aur currencies ki subsequent movement ki ho sakti hay, news key elawa kesi aur source se currencies key up down ka andaza nahi ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: News effect

                International trade news awareness bahut zayada ehmiat rakhti ha forex trading main. Kiun k kissi bhi mulk ki siasat ka uski economy pe bahut gehra assar hota ha jo k currency k up ya down value honay ki waja banta ha.
                Aap ne aksar dekha ho ga k koi currency value achanak up chali jati ha or baaz dafa achanak se girr jati ha, esa News ki waja se hota ha. Agar aap news k sath touch rahain to phir unexpected loss se bach jaein ge.
                Experts or barhay traders bhi is baat ko jaantey hain or follow krte hain k news awareness bahut aham ha. Country's import and export, income makes lot of changes in currency exchange rates. Lehaza news ki jankaari rakhain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: News effect

                  forex trading main news ki boht ahmiyt hai q k forex tradng main all world par he yah business chal rha hai or market k up donw jany main bhi pori duniya ka hath hai tu yah strong point hota hai es business ko take out karny ka q k es ki smjh hogi tu apko mumkin hga es business main rahna pr aghr yahi kuj ilm man nahi hoga tu ap kbhi bhi pori duniya ko smjh k nahi chal skty hain forex trading main hum currencies ki khareedo farokht karty hain tab he narket k ups down hoty hain or unhin ups or down main hmain apna kam krna hota hai or yah jub hota hai tab hain es ko follow karny ki grip honi lazmi hai nahi tu hum kbhi bhi market main survive nahi kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: News effect

                    bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading ka daromdar he news par hota hai q k market ko hum ny folliw krna hota hai or yah hmain market ki news se he pta chlta hai k market ki point par hai or hmary liye kitni profitable hai tu har trdaor k liye zarori hai k wo news ko update karty rahen or chek karty rahen k market main abkitni point par running ho rahi hai or kis point par hmain market main enter hona hai yah sub apki news par he munhasir hota hai jis main ap acha profit hasil karty hain jesa k hum sub janty hain k forex trading k business main news ki boht ahmiyat hai tu hmain news ko chek karty rhna chahye or market k otar charhao ko madh e nazar rkhna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: News effect

                      Jab aap log Forex par kaam kar rahe hote hain to aapko Yahan Par patient hone ki jarurat nahi hoti hai aap logo ko chahiye ki Yahan Par Jyada time ke liye market core stability ke sath 5 Karte Rahe Jab uska original position aajaye aur aapko yahan se profit Hona start ho jaaye to aap Log Yahan Par long time ke liye Adnan kar sakte hain bas aap ko thoda sa Yahan Par Apne account constable Rakhna hota hai aur thoda sa market ko Jaguar watch karte rehna chahiye Adnan karne ke liye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: News effect

                        Trading kay doran trader ko yeah achi trah say pata hay kay news ka abra asar parta hay. jab koe bari news ani hoti hay trader ko us per nazar rakhni chahye aur trader ko yeah pata hona chahye kay pori dunia main kia chal raha hay. ager pori dunia ka nahi to kam say kam jis pair per trading ho rahi hoti hay us ka idea ho kay in mulko ki moaashi sortehal kia hay. que kay small traders ki trading per news ka bara effect hota hay aur market ini news ki waja say hi move kerti rehti hay. is liye trader ko news kay lehaz say kuch fundamentals indicators ka zaror pata hona chahye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X