Combination of 3 indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Combination of 3 indicators
    Akele indicators se kabhi bhi trade na krein kion k ye zydat tar lagging indicator hote hain. Kam se kam 2 indicatir use krein. Moving average aur stichastic do indicators per kam krein. Mazid yakini kam krna ho to rsi sath lga lein. 1 aur 1 mil k 11 hote hain issi trah combine kr k result better mile ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Combination of 3 indicators

    Yes sir apne bilkul hi sahi farmaya hain humko is mein indicators ko ismatil karne chahye market ko achi tarah samjhne k lye humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein apko market k trend ka pata chale ga apko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kar skate hain
    • #3 Collapse

      Re: Combination of 3 indicators

      RSI,MCAD main in do indicators ka combination use karta ho or acha result be milta hai. har trader apni strategy k mutabiq indicator ko chose kar sakta hai khas kar trading pair k lehaz se. ap ko demo pay test karna cheye us k bad ap indicator ko use kar sakty hain. indicators ki ap ki values hoti hai jo ap set karty hain usi pay apka indicator run karta hai or ap ka time frame important hai.
      • #4 Collapse

        Re: Combination of 3 indicators

        G bil kul sahe keh rahay ho ap mera bhi yahe khayal ha k agr hum teen indicators mila k use krain to uska ziyada faida ho ga kyun k 3no different indicators ka jb collectively result ata ha to prediction krnay mn asaani hoti ha. 3no indicators ki average movement say market ka idea lgana qadray behtar hota ha aur yeh aik acha idea ha k hum kam az kam 3 indicators k combination ko istamal krain.
        Kinza789 Trading Journal
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Combination of 3 indicators

          Zarori nahi hai kay ap 3 indicators ka use karain tu phir ap apny analysis ko final karain. ap ager 1 indicator ka be sahi use janty hain tu woh be ap kay leye kafi hota hai waisy kam sy kam 2 indicators ka use kiya karain. us sy faida ap ko yeh hota hai kay ap apni trade ko sahi tarha sy manage kar laity hain. ap ko support or resistance ka pata chal jata hai. or ap ko bad mai manage karny main asani hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X