bitcoin halal ya haram
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bitcoin halal ya haram
    dosto kya koi confirm bta sakta ha k bitcoin halal ha ya haram agr haram ha to kyun?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bitcoin halal ya haram

    اصل پيغام ارسال کردہ از: shanfo پيغام ديکھيے
    dosto kya koi confirm bta sakta ha k bitcoin halal ha ya haram agr haram ha to kyun?
    Dear yeh ik business ki tarha hai . es mai ap buy ya sale ka business kar rahy hoty hain . or yeh haram nahi hai. Forex be haram nahhi hai. ap es mai jab swap free account bana laity hain tu ap ka account halal ho jata hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: bitcoin halal ya haram

      Bhai jis kaam main aap mahnt krte ho oar dosron ko nuqsaan nahi pohncha rahe ho to wo halal hoti he isi trhn bitcoin main trade krna bhi halsl he
      • #4 Collapse

        Re: bitcoin halal ya haram

        Dear apny thek pocha k bitcoin halal hai k haram.daer mery khiyal me ye halal hen q k ye ak online businass hai jo kharedo frokht pe chalta hai businass haram nahi hota es me apko loss bi hoskta hai prufit bhi jesa k keai bi businass me hoskta hai
        • #5 Collapse

          Re: bitcoin halal ya haram

          Bitcoin halal hai kion k ap apna paisa lagate ho aur uske badle mein aik new currency ya digital currency buy krte ho jo upr niche hoti hai to apko profit hota haj mgr btc se pta nahi chalta govt ko k ye itna paisa kis ka hai aur kitna rakha hua hak tax se bachne k lie to govt waghera jese pakistan, china aur india ne ise gher qanuni qrar dia hai.
          • #6 Collapse

            Re: bitcoin halal ya haram

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shahzad2461976 پيغام ديکھيے
            Bhai jis kaam main aap mahnt krte ho oar dosron ko nuqsaan nahi pohncha rahe ho to wo halal hoti he isi trhn bitcoin main trade krna bhi halsl he
            Dear zarori nahi hain ap jis kam mai mehnat karian gya woh halal ho . Lekin Bitcoin main haram jaisa kuch nahi . ap es ko market ki value k hisab se business kar rahy hoty hain esleye es main ap ki investment mai profit ka b chance hota hai or loss ka be es leye yeh hala business ki tarha hai or es mai kisi b tarha ka doubt nahi .
            • #7 Collapse

              Re: bitcoin halal ya haram

              Crypto BTC mein trading karna bhi forex trading ki tarha hi hai to agar ap ke lihaz se forex trading haram hain to crypto btc mein trading bhi haram hai.

              I think ye sari confusion hum logo ke dimag mein hai, asal mein ese kuch nhi hi, phly hume haram aur halal ka concept clear karna hoga tab hi jake samjh pae ge ke ye karobar halal hai ya nhi. jo bhi kam jis mein ap mehnat karte hain to wo halal hota hai. Trading ap currency mein kare ya Crypto Btc mein dono mein ap market ka tajzia karna aur is sekhne aur samjhne mein jitni dimagi mehnat lagti hai wo kisi bhi jismani mehnat se kam nhi hai to mere lihaz se currency trading aur cryptocury trading dono hi halal hai. bas ye ap pe depend karta hai ke ap is ko kis tarha karte hai.
              • #8 Collapse

                Re: bitcoin halal ya haram

                Bhaijan bitcon 1 crypto currency say jo i think 2015 may market may naya aya ta or is bitcoin ki waja loog millioniar ban gae or ye jaha tak mujhay ilam hay to ye bitcoin halal hay q k is may b loss or profit hay or jis bussnis may loss or profit hote hay wo halal hote hay.
                • #9 Collapse

                  Re: bitcoin halal ya haram

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: No1
                  mere bhai mein ap ko kaisy bta sagta hon kiyon k mein hon he new forex trading mein mein nahein janta k forex trading kiya hy mujhy bitcoin ka bhi maloom nahein hy
                  merey khyal say bitcoin halal hai kyon kay trading halal hai or ap trading kar rahay hain aik chez sastay main buy kartay hain or jab rate chahrta hai tu usay ap sell kar detay hain or aisay ap paisa kamatay hain apna paisa invest kar kay ya karobar hai jisay hum trading kahtay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: bitcoin halal ya haram

                    Assalam.o.alaikum
                    G han ap nay boht acha sawal kia hy Bitcoin halal hai kion k ap apna paisa lagate ho aur uske badle mein aik new currency ya digital currency buy krte ho jo upr niche hoti hai to apko profit hota haj mgr btc se pta nahi chalta govt ko k ye itna paisa kis ka hai aur kitna rakha hua hak tax se bachne k lie to govt waghera jese pakistan, china aur india ne ise gher qanuni qrar dia hai....
                    $#@#i Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: bitcoin halal ya haram

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: shafiqahmad046
                      bhaai mery kuch andaza nahi hy bitcoin k baary main kiun keh yeh aik new electronic cryptocurrency hy kiun keh main jaanta hoon forex aik aisi trading business hy jo kisi waqt hum ko profit sy nawaz sakta hy is liy humain forex ko samajhna chaahuy
                      Forex ik business hai es mai ap bitcoin mai be usi tarha trade karty hain jis tarha baqi ap Forex main trade karty hain.esleye koshish karain kay ap jab trade karain tu ap apni trading mai achi skills ko use karain or learning karain es mai halal wali koi bat nahi hai. ap jab trade karain gay tu ap ko faidfa yeh ho ga kay ap ko paata ho ga kay ap kya kar rahy ho or kaisy kar rahy ho.
                         
                      • #12 Collapse

                        Re: bitcoin halal ya haram

                        Dekhen Bitcoin Ek currency hai bhai digital Karan se aap nai Faisla kar sakte ki yah haram hai ya Halal hai is Waqt donon possibilities theek hain yah haram bhi ho sakti hai Halal bhi ho sakti hai depend Apne karta hai ki aap Kis Tarah Se Sambhal Karte Hain for example Agar aapke pass 20 lakh 30 lakh rupya hai tu Agar aapko Koi Kahe Ke bhai yah haram hai ya Halal to yah sab se jyada aap ko pata Hoga Kya aapane Kis Tarah Se yah kamaya hai yah Hai point Agar aapke pass Ek Nayi hai To Yahan per depend Karta kisi ki gardan Katen ya apple
                        • #13 Collapse

                          Re: bitcoin halal ya haram

                          Mara ap sab sa ak question ha ka koi muja confirm kar ka bata sakta ha ka ya Bitcoin halal ha ya haram
                          • #14 Collapse

                            Re: bitcoin halal ya haram

                            Bitcoin haram nhi hai, halal hai kiu keh jis kam mein ap mehnat karty hu aur wo kaam jis say kisi ko nuqsan nahi hota wo haram nhi hu sakta aur second reason yeh hai keh bitcoin sy aik currency buy karty hain aur dosri currency ya digital currency buy karty hu jo oper neachy hoti hai aur apko profit hu jata hai aur jis mei profit or loss dono hu wo haram nahi hu skti is liye mery khayal sy bitcoin ka business haram nahi hai. Baki ye sari confusion hum ny khud bnae hoe hain. Agar phir bhi apko lgta hai keh haram hai tau mazeed malomat keh liye kisi mufti sy pata karen taky apka weham khatam hu.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: bitcoin halal ya haram

                              Asslam o alikum dear forex members ...
                              Bitcoin cruncy chand soorton mn halal hai aur chand soorton mn haram hai...jese k bitcoin digital cash k taur per halal hai aur investment k taur per haraam hai... Yeni k agr aap is se munafa kamaty hain to yeh hram hai kuch islamic community ne bitcoin ko mukamal taur per haram qarar dia hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X