Ap ka Star or Us ki Haqeqat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ka Star or Us ki Haqeqat
    Dear Friends
    Jaisa ky har insan ki date of birth ka ik star hota hai. Ap ka star koun sa hai or kiya ap us ki daily prediction ko read karty hain or ap yakin karty hain un pay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap ka Star or Us ki Haqeqat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
    Dear Friends
    Jaisa ky har insan ki date of birth ka ik star hota hai. Ap ka star koun sa hai or kiya ap us ki daily prediction ko read karty hain or ap yakin karty hain un pay ?
    Mera star to pisces hai magar mujhe in cheezo pe bilkul bharosa nhi hai to main daily perdition na dekhta ho na serious leta ho. mere khayal se in pe yaken karna useless hai, yeh cheeze srf aur srf insan ko waswaso main dal deti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ap ka Star or Us ki Haqeqat

      Har insan ki date of birth k lehaz cy us k stars hoty hen or yhi stars us ki life me hony wali utar charhao ki prediction karty hen. Kafi had tak stars shi sabit b hoty hen lakin zarori nhi k wo har bar true prediction kar rhy hon. Lakin apny star k bary me update lety rhna achi habit ha.
       
      • #4 Collapse

        Re: Ap ka Star or Us ki Haqeqat

        Dear Pakistan forex number hum stars par yakeen karte hain lekin star ka maloom nahin hai ki hamara kaun sa star hai aur star ke saath hamara Dil bahut accha ho sakta hai lekin agar hamare star ka maloom hoga to hamein data pata chalega Meri date of birth 15 March 1990 hai
        • #5 Collapse

          Re: Ap ka Star or Us ki Haqeqat

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
          Dear Pakistan forex number hum stars par yakeen karte hain lekin star ka maloom nahin hai ki hamara kaun sa star hai aur star ke saath hamara Dil bahut accha ho sakta hai lekin agar hamare star ka maloom hoga to hamein data pata chalega Meri date of birth 15 March 1990 hai
          Well bro ap ki date of birth ke lihaz se ap ka star Pisces hai, per mera yahi mashwara hai ke ap is astrology matlab stars ke chakar mein nhi jae, apni mehnat kare aur apne future ko acha banane ki koshish kare.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ap ka Star or Us ki Haqeqat

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ka question thk ha lakin ma app ko aik bat btata hon kay ma in star par belive nai karta ho or na hi manta ho kyu kay who rab hi ha jo sab nizam kiynat ko chalata ha or is ki marzi kay bagr aik pta bi nai hil sakta ha or bot sary asy per ha or nojomi ha jo insan ko dhoka daty ah or in ko apny upper belive karnay ka khaty ha or or ya is tara say belive karty ah kay jo bi normal life ma hota ha har aik kay sath who hi bar bar repeat karty ha or log in par yaqeen karty ah or ya sab passy hasil karnay kay lyia karty ha

            اب آن لائن

            Working...
            X