Maeshyat aur currency ka taluk
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Maeshyat aur currency ka taluk

    AoA.ap jis pair pay trade karo gay us ki news ko daikhna hai bus Yeh dunu cheezay fundamental anlaysis main ati hai. jab ap ki economy strong ya weak hogi tu ap k trading karny waly currency pair pay asar andaz hoga. or sath main ap ki trading mai up and down daikhny ko mily ga esleye jo achy trader hai woh apny pair ki currency k baray main up to date rehty hian un ko pata hota hai country main kiya event hony waly hai or economy kis taraf ja rahi hai phir he woh trade karty hain strong hogi tu pair main woh currency humesha strong rahy gi or zaida se zaida us ka trend heavy rahy ga dosry currency kay mukablay main tu trader ko asani hoti hai kay woh chose kar sakay kay trading mai kon sa pair heavy rahy ga.Ap apni trading main jis pair ko chose karty hain tu ap ko pata hona cheye kay woh pair ki economy kaisi hai us mulk kay halat ap ko pata hona cheye....S
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Maeshyat aur currency ka taluk

      ap jis pair pay trade karo gay us ki news ko daikhna hai bus Yeh dunu cheezay fundamental anlaysis main ati hai. jab ap ki economy strong ya weak hogi tu ap k trading karny waly currency pair pay asar andaz hoga. or sath main ap ki trading mai up and down daikhny ko mily ga esleye jo achy trader hai woh apny pair ki currency k baray main up to date rehty hian un ko pata hota hai country main kiya event hony waly hai or economy kis taraf ja rahi hai phir he woh trade karty hain shukrya.
      • #18 Collapse

        Re: Maeshyat aur currency ka taluk

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shoaib Khan پيغام ديکھيے
        Agr ksy country k maheshat bahtar ha to us mulk k currency b bahter hogy q wo mulk bramdad or dramdad mn tawazun rkta ha or us mulk mn manghay na hony k brabar ho gy
        Dear Mashyat urdu mai kehty hain he us cheez ko hain jo ap kay mulk ya kisi be mulk jis ka ap jana cha rahy hain us ki condition batay kay ap ka mulk ki kiya situtation hai. ap ka mulk development ki taraf ja raha hai ya us mai mashiyat mai kamzori ati jarahi hai. future mai kon say project anay hai kay ap ki country es lehaz se strong ho sakti hai ap ki country ki currency ki values us base pay increase hogi.
         
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Maeshyat aur currency ka taluk

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ghaffarr پيغام ديکھيے
          Jis mulk ki maeshyat jitni mazbot hogi uski currency utni he strong hogi aur us mulk mein dollar ka rate utna he kam hota jaega jese pakistan mein maeshyat kamzor hai to dollar roz ba roz barhta ja raha hai.
          ap ki economy humesha tab achi hogi jab ap ki currency ki value achi hogi. or woh us surat mai possible hai ap nay baqi IMF ka kam se kam qarza daina ho. business ki ratio country mai zaida ho. unemployment jitni zaida hogi ap ki economy down hogi. skills person hogy tu woh ap ki country ki import or export mai behtar role play karian gy or ap sahi se apni country ki economy ko in way se control kar sakain gy. jis kadar yeh kam hogi ap ki economy down hogi tu currency ki value be girti jaye gi.

          اب آن لائن

          Working...
          X