kamyaab honay ke liye Self analysis (khud ka tajzia) aik bohat ahem Ansar hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kamyaab honay ke liye Self analysis (khud ka tajzia) aik bohat ahem Ansar hai
    Self analysis, yeh sirf aik hi bar ka kam nahi hai. Yeh baqaidagi se trading kay doran karna parta hai. Yeh hume check karne mein madad deta hai ke hamari performance kesi hai, hum kon se rule follow kare aur konse nahi, kya hum apni trading plan ke mutabiq trading kar rahe hai ya hum plan se divert hogae hai. Yeh aik ahcha trader ban'nay ke liye buhat ahem hai . Is liye her new ya purane trader ko her thore time bad apna khud ka tajizia kar lena chahiye take hume apni mistakes ka ache se ilam ho sake aur hum apni trading ko improve kar sake.
    Last edited by ; 21-03-2019, 11:00 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kamyaab honay ke liye Self analysis (khud ka tajzia) aik bohat ahem Ansar hai

    G bhai ap ne bilkul sahi bat ki hai, trading main self analysis utna hi zaruri hain jitna baki sari cheeze. Agar hum her 10, 15 din main apni trading ka tajzia kare ge to hume ehsas hoga ke kaha aur konse point pe humne galati kardi hai ya konsi point pe humne acha kia hai tab hi hum apni mistakes ko behter kar sake ge.
    • #3 Collapse

      Re: kamyaab honay ke liye Self analysis (khud ka tajzia) aik bohat ahem Ansar hai

      Well analysis be ap kudh jab tak nahi karain gy ap dosro pay depend karain gy. ik bar ap jab learning start kar lain gy tu time k sath ap fundamental or technical analysis ap ko karna a jain gy tu ap asani se market ka trend or apni planing ko mazeed strong bana sakty hain. ap ko anay waly time main trading mai kabi mushkil nahi aey gi or ap apny analysis ki base pay stop loss take profit jaisy important tools ko behtar use kar sakain gy
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: kamyaab honay ke liye Self analysis (khud ka tajzia) aik bohat ahem Ansar hai

        jab ap kudh pay depend karain gy tu ap ko pata ho ga kay ap nay kaisy apni trade ko manage karna hai. or kaisy ap apny account ko achy sy manage kar sakty hain. koshish karian kay aisi trades open na karain jis ko ap bina learning ya kisi or pay depend kar kay kiya ho. Ap apni trade ko behtar manage karny kay leye zarori hai kay ap sahi sy apni account ko open kar lain.es sy woh ap kudh manage kar kay or experience hasil kar sakty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X