Bitcoins, ek future currency!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoins, ek future currency!!
    Dost kia future main Bitcoins internet kay through financial transaction and deals kay liye ek ahem currency ban sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bitcoins, ek future currency!!

    Bilkul ye ek global currency he jo kah kafi secure he is k illawa is ko kisi bhi permission k bagair send oar recive kia ja sakta he is ko chand minto main transfer kia ja sakta he ye sach main ek future currency he
    • #3 Collapse

      Re: Bitcoins, ek future currency!!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
      Dost kia future main Bitcoins internet kay through financial transaction and deals kay liye ek ahem currency ban sakta hai?
      Bahi maira apna zaati khyal hay k kuch hi arsay k bad hm currency ki bjaey digital currency ki taraf shift ho jaen gay , aur Bitcoin tou ab b degital currency m bht ehmiat rakhta hay , esliay umeed hay k bjt jald aosa ho skta hay
      • #4 Collapse

        Re: Bitcoins, ek future currency!!

        bikul bitcoin ik futhure currency hai jiss nay bhot banadi hasil ki hy . or ye agy any waly salon mai or b opper jaey ge ager ye lligel ho gaey to maza ah jaey ga or ye or b taraqi hasil karey ge . or humay is say or b zyda faida hasil ho sakta hy.
        Ali hassan
        • #5 Collapse

          Re: Bitcoins, ek future currency!!

          yes meray khayal main tu future hay e digital currency ka hay kyo kay hum apnay saray kaam digitized kar rahay hain so iss kay liye hmain zrorat bhi digital currency ki hi rahay gi so hum ko chahiye hum bhi digital currency kay baray main janay or smjhay kay kaisay hum digital currency ko use kar saktay hain or kaisay iss main apnay businesses main shru kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Bitcoins, ek future currency!!

            bitcoin ek future currency and jab tak hamara mulk legal nahi karega hum sab mulko se peeche he rahenge...........Waqar Zaka poori koshish kara hai k pakistan mein b legal hojaye magar pata nahi yr hamari government q nahi samjhti
            • #7 Collapse

              Re: Bitcoins, ek future currency!!

              Bitcoin future currency ho sakti hai kyunki isne bahut jyada investment ho rahi hai aur yeah starting mein jab hui thi tu bahut niche thi aur bahut jyada upar chale gaye aur isme bahut jyada trading ho rahi hai aur profit hasil Kiya ja raha hai Bitcoin famous currency hai
              • #8 Collapse

                Re: Bitcoins, ek future currency!!

                Walikum salaam
                g bhai ye bitcoin currency kaafi strong hy or save b hy or isko trading kaliye b easily use kiya ja skta hy or any waly dor ki future currency hy,, g ye bilkul any walu dor ki future currency hy
                • #9 Collapse

                  Re: Bitcoins, ek future currency!!

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Danish11 پيغام ديکھيے
                  Walikum salaam
                  g bhai ye bitcoin currency kaafi strong hy or save b hy or isko trading kaliye b easily use kiya ja skta hy or any waly dor ki future currency hy,, g ye bilkul any walu dor ki future currency hy
                  Bitcoin ap ko future mian kafi stores pay online shopping kay leye or sath main ap ko bhout c jaga ap apni amount ko exchange main es kay sath ap kar sakay gay. ap es ki kafi zaida machines be daikhian gya like ATM. esleye ap ager es pay sahi focus karian. es ko kahi bitcoin ko invest karian ya phir trading karain dunu ap kay leye kafi faida mand hai. ap bus es kay analysis or trade main acha role play karain yeh ap ko bhout kam time main kafi kuch day ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Bitcoins, ek future currency!!

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: imranali7550
                    Bitcoin digital currency hy. aur ye future currency k sath mojoda dor main bi bhot useful sabit ho rai hy aur is main trading bhot munafa buksh sabit hoti hy. aur is currency ka wakai future main bhot bright scope ho ga.
                    Yeh bitcoin ap ko anay walay time main bhout c jaga pay apki physical currency ki jaga istamal hotay howay nazar aye gi khas kar online shoping main ap ko es ka use zaisda lagay ga ab be bhot c countries main es ki machines lag chuki hai. or bhout se trader es main a kay es kay analysis kar kay es main trade karna pasand kar rahy hain. es main woh he mehnat cheye hoti hai jo aik trading currency pair kay leye cheye hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bitcoins, ek future currency!!

                      bitcoin ek perfect and private currency hai yeh kisi k b control main nai hai bitcoin future main boht aham ho ga transaction par main b crypto par hi apna paisa store rakhta ho main kis b local currency main paisa store nai karta main ab kagzi note ko bilkul khairbad keh diya hai q k yeh local note govt had se zaida chap daity hai jis ki wajah se local paper money ki value gir jata hai is liay har country ko max digitail currency banana ho gi local tab main us currency par aao ga main yaqeen se keh sakta ho gold ki price boht up jaty rahay gi jo jo abadi zaida hoty jay gi bitcoin ki price b zaida hoty jay gi q k bitcoin ki limit max hai total 21million bitcoin hai jin main se 17million mine ho chukay baki b ho jay gai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bitcoins, ek future currency!!

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                        Dost kia future main Bitcoins internet kay through financial transaction and deals kay liye ek ahem currency ban sakta hai?
                        Janab ap ko aj ki bat batao tu es time Dubai expo mai Crypto ka session open kiya hai.es expo mai duniya kay different jaga sy logo nay a kay apny stall lagaye hai jaha crypto ki anay waly time mai importance bata rahy hain. Bitcoin ki deposit, withdrawal or exchange karny ki machine tak laga di gai hai. Bhout sari jaga pay bitcoin dy kay ap cheezo ko buy kar skaty hain.esi tarha any wala time Bitcoin ka hai. jis sy ap aj seekh kay future main faida hasil kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X