Successful trading key zaroreyat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful trading key zaroreyat
    Trading me zeyda patience more profit key equal samja jata hay jetna zeyda trading me sabar kia jaye profit ki limit etni hi zeyda ho sakti hay, patience key elawa traders ka good risk/reward ratio be successful trading par bahot zeyda effect kar sakti hay, risk aur reward ka ratio agar sahi ho to traders apny account ki behtar management me kamyab ho sakty hey daily time frame key base par ki gai trading be successful trading me important role play kar sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful trading key zaroreyat

    g han bhai apki bat shia hai or main apki bat se agree krta hun forex trdaing main saber ki boht ahmiyat hai q k yah saber se he hmain acha profit milny k chances hoty hain q k aghr hum yahi apni trdaing main nahi rakhty hain tu hmain possible hota hai k hum apni trdaing main risk ki ratio khud he increse kar lety hain or jis ki wjah se hmain loss ho jta hai tu hmain chahye k hum apni trdaing saber k sath profit eran karen jub hum zayda profit eran karny main parh jaty hain tu hmain loss hony k chances barh jaty hain q k ayse hmari trading main greed factor boht zayda hota hai or jis se hmain loss ho jta hai saber k sath apni trading ko karen jis se ap ki trdaing main money mangemnt ks ath apko achi eraning milny k bhi chances hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Successful trading key zaroreyat

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Trading me zeyda patience more profit key equal samja jata hay jetna zeyda trading me sabar kia jaye profit ki limit etni hi zeyda ho sakti hay, patience key elawa traders ka good risk/reward ratio be successful trading par bahot zeyda effect kar sakti hay, risk aur reward ka ratio agar sahi ho to traders apny account ki behtar management me kamyab ho sakty hey daily time frame key base par ki gai trading be successful trading me important role play kar sakti hay.
      Assalamualaikum bhai aapne Ek bahut hi accha Sawal kiya hai jo escape reply wali post se dusron ke liye bhi bahut jyada helpful hoga aapne Sawal Kiya Hai Ke successful trading ki zarurat kya hai main aapke Sawal ke jawab Main Kehna Chahu gi ke ek kamiyab trader Wohi hota hai aur ek Kamyab trading Wohi Hoti Hai Jisko open karne se pehle market ki movement ko acche se dekh liya Jaye Uske analysis kar liye Jaye kis Karan se Paya gold purchase par Bhi Hum trade Laga Rahe Hote Hain Uske chart aur uski market ki movement ko dekh liya jaye aur confident hokar full confidence ke saath apni newtrade open ki jai shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Successful trading key zaroreyat

        forex trading main kamyb hony k liye hmain jo jo zaroriyat mehsos hoti hain un main sub se pahly tu hmari trading leraning hai jis ko hum aghr high rakhty hain tu hum trading main kamyb hony k chances ko mazeed barha skty hain es k bad aghr hum kamyb hony k liye bat karen tu wo hai trading ka knowledge ata hai jis main over all he trading se reated point hain jin ka knowledge hona boht zarori hai qk jub tak hmain kisi chez k bary main oski khasosiyat ka he ilm nahi hoga tab tak hum apni trading ko bhi sai tariky se use nahi kar skty hain es k bad har trador k liye zarori hai k apni trdaing main risk k factor ko jitna hos kay otna he kam rakhen or greed ko avoide karna be had lazmi hai q k greed se he insan nakam hota hai tu en baton par aghr hum step by step implemnts karen tu hum trading main lazmi kamyb ho skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Successful trading key zaroreyat

          Muashi bohran par qabo panay kay liay Successful trading ka hona boht zarori hay aor successful trading ka liay zarori hay is ka mukamal knowledge. Is bat ka mukaml knowledge ho k trading men kin kin wajohat ki bina par loss hota hay aor kon say treqay say profit hota hay. Successful trading kay liay zarori hay k trader jald bazi na kary aor soch samjh kar trading karay. Trading start karnay say pehly market kay bary men janna bhi bay had zarori hay market ki movement dekhay baghair trading start karnay say loss ka chance barh jatay han. Successful business aor profit kay liay market ki movement dekhnay kay sath sath chezon ki demand aor level janana bhi boht zarori hay ta k demand aor level kay mutabiq big earning ho sakay.
          • #6 Collapse

            Re: Successful trading key zaroreyat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Trading me zeyda patience more profit key equal samja jata hay jetna zeyda trading me sabar kia jaye profit ki limit etni hi zeyda ho sakti hay, patience key elawa traders ka good risk/reward ratio be successful trading par bahot zeyda effect kar sakti hay, risk aur reward ka ratio agar sahi ho to traders apny account ki behtar management me kamyab ho sakty hey daily time frame key base par ki gai trading be successful trading me important role play kar sakti hay.

            Dear friend ap nay boht achay point bayan kiye hian. aur yeah chezen achi trading kay liye boht zarori hian. kuch point mian add kerna chahon ga.

            Patience:

            Patience ya sabar kerna forex main zayada profit bhi dy sakta hay aur loss bhi. jesay kay ager trader market main entry kerta hay aur us kay bad us ko kuch der bad idea ho jata hay kay market us ki trade kay khilaf zayada move keray gi to wo exit nahi hota sahi exit point say to us ka sabar us ko zayada loss dy sakta hay.
            isi traha say trader laluch main take profit zayda laga detay hain aur market reverse honay ki nishandahi ker deti hay lakin ager trader sabar keray tp hit honay ka to wo kabi bhi mazeed profit hasil nahi ker sakta.

            Is liye trader ko apni trading strategy kay rules kay mutabiq hi sabar kerna hi fyeda mand sabit ho sakta hay.

            Risk aur Reward Ratio:

            Achay risk rewards ratio wali trades trader ko hamesha acha profit deti hain. aur ager trader achay risk reward ratio walit trade leta hay to wo 50 percnet accuracy say bhi profit hasil kerta hay.

            Baray chart per Analysis:

            Trading kay lye hamesha analysis baray chart per kiaye jatay hian aur trading us say chotay chart per ki jati hay. is say trader ko market kay trend ka idea rehta hay.

            Oper bayan ki gai tamam chezon kay ilawa bhi boht c chezen hain jo kay successful trading kay liye zarori hoti hain, jesay money aur risk management, good trading strategy, aur trader ka knowledge aur experience waghair.
            • #7 Collapse

              Re: Successful trading key zaroreyat

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Trading me zeyda patience more profit key equal samja jata hay jetna zeyda trading me sabar kia jaye profit ki limit etni hi zeyda ho sakti hay, patience key elawa traders ka good risk/reward ratio be successful trading par bahot zeyda effect kar sakti hay, risk aur reward ka ratio agar sahi ho to traders apny account ki behtar management me kamyab ho sakty hey daily time frame key base par ki gai trading be successful trading me important role play kar sakti hay.
              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Mere Khayal mein agar aap ek successful trader Banna Chahte Hain To aapko bahut jyada mehnat karne ki jarurat Hogi aapko risk reward ratio Mein successful Hona padega aur aapko technical or fundamental analysis Mein expert Bana Hoga aur Market ke Chahat ko reading karne ke Jo tarike Hai Un mein jyada Se Jyada kamyabi Hasil karna Hogi money management bahut jyada jarurat hai isko use karna sikhna hoga aur agar aap photo photo bahut jyada jarurat hai isko use karna sikhna hoga aur agar aap stop loss or take profit ko use nahi karte To Mere Khayal mein aap Jyada der tak ke Forex trading business mein nahi reh Sakte aur agar aap Chahte Hain ke aapko acchi indication icsil Hoto acche se indicators 2 ya 3 se indication Hasil kare
              • #8 Collapse

                Re: Successful trading key zaroreyat

                je ap ne bohat hi informative points bataye hain k successful trading ma kon si cheezain ziadah zaruri hain jin ko karnay se aik trader successful trader ban jata ha is lye un points ma kuch yeh hain == Patience (Sabar): sab se aham cheez jo forex trading ma kamyabi ki zamin ha woh patience ha q k aksar trader apni trades ma patience pe control ni kar patay hian jis ki waja se un ko loss ho jata ha aur sometime woh thoda profit hasil kartay hian == Proper knowledge of Forex trading: hamain agar forex ma kamyabi hasil karni ha to hamain forex ko mukamal tor pe seekhna ho ga tab hi ham aik successful trader ban paye gain== Good money management plan: yeh sab se ahm point ha forex ma kamayab ko achieve karnay k lye k risk aur reward ko nazar ma rakh kar hamain apni trades ko manage karna chaye ta ham zaidah se zaidah profit aur kam se kam loss ki taraf jaayian aur forex ma kamyabi hasil karain
                • #9 Collapse

                  Re: Successful trading key zaroreyat

                  Successful Trading ki zaroriyaat:Successful trading ki zarorat kay liye sab say pehaly trader kay pas apni trading strategy ka hona boht zaori hay. aur wo mukammal ho aur us kay rules hon. que kay rules per bani hoe trading strategy hi mukammal hoti hay. is kaybad trader ko risk reward ration ka pata hona chahye. Risk aur money management trader kay liye do boht hi ahm satoon hain trading kay liye aur in main trader ko kafi expert hona chahye. is say trader apnay loss aur risk ko sahi trah say manage ker kay loss asy bach sakta hay.Jab trader kay pas oper bayan ki gai cheezen hon gi to trader ko un per discipline ka muzahra kerna ho ga. aur un par sakhti say kar band hona peray ga. is ay us main sabar peda ho ga. aur khouf khatam ho jaye ga. aur wo emotion less bhi ho jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Successful trading key zaroreyat

                    Dear forex user , is waqt har koi successful trader banney ka khuwahishmand ha. Is k liay apko kuch ehm baatein yaad rakhni hongi. Aik to apne aik time limit k undet aik target set karna ha, or usko achieve krne k liay mehnat karni, lakin achieve krne k baad laluch nhi karna. Kuch log is tarah se order laga fete hn k unko jald ee account wash dekhna parh jata . Lahaza sabar ka muzahira zaroori ha. Or is k sath sath aap jo kaam kar rahay hain us k barey ma apko poora knowledga hona chahiye. Or us kaam pe poora aboor hona chahiye. Khud pe yaqeen rakhain q k self confidence bhi bahut zaroori ha. Trend analaysis ko proper observe karain. Market k utaar charhao ko dekhain or us k mutabik work frame karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Successful trading key zaroreyat

                      Successful trading key ley traders ko trading tips aur exert traders key advises ko follow karna bahot zarori hay, traders ko har trade me risk ka khayal profit se zeyda rakna chaye, zeyda profit ki earning key ley risk zeyda leny ki zarorat nahi, low risk key base par traders ko trades open karny chaye es me agar profit ki earning bahot kam hi kinu na ho traders ko loss kam hona chaye, traders ka control agar loss par ho ga to us key ley loss ki recovery asaan ho saky gi, successful trading key ley trading tools ki ehmeyat ko be nazar andaz nahi kia ja sakta hay bahot se esy trading tools terminal me majood hey jo traders ko successful trading karny me help de sakty hey es key sath indicators ki bat be karna zarori hay, without indicators key kabi be successful trading karna mumken nahi ho sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Successful trading key zaroreyat

                        Dear bro ap ny bilkull sahi kaha hy k sbar jo hy wo profit hy jitna ziyada ap sbar karo.gy utna ziyada profit hoga market kai sary chakars per mushtamil hy hum log jub koi trad open karty hein to wo trad account wash karny sy pehly aik bar zaror humein mini profit deti hy lekin hum jub minimize karty hein tub ja k account wash hota hy to pehly sbar karein wait karein profit unlimited hoga
                        😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                        • #13 Collapse

                          Re: Successful trading key zaroreyat

                          G han bilkal ap ny bilkal tek kaha hy jasa k ap ny suna ho ga k sabar ka phal metha hota hy is liay dunya ka koi bi kam ho us m sabar means patience bot zrori hy agr ap sabar sy kam lan gy to ap hmasha kamyab rahan gy forex m b main Chez emotions py qabo pana hota hy ham agr forex m trading krty wakt emotions py qabo pa lyty han to forex hamy success dyta hy agr ham apny ap pr qabo ni pa skty or zyada k chakar m apna loss kr lyty han hmasha soch smj kr aista aista trading krni chaiy jitna ap kisi kam ko dil lga kr krty han utna hi ap ko wo kam profit dy ga ap forex m b juldbazi na kr k lalich na kr k hi successful hoty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Successful trading key zaroreyat

                            kesi bhi kaam ko karobar ko kaam yaab karny ky lie us kaam ky karobar ky kuch lwazmat hoty hain jen ko samny rukh kar us karobar ko kamyab tariqy sy saranjam dia ja sakta hy agr un lwazemaat ko samny na rakha jae ya un shraet ka khayal na rakha jae to insan us kaam main kamyab ni ho sakta forex main kayab trading ky lie sub sy pehly forex ka ilam hasel karna zarori hy or ilam ky sath sath forx palit forum py kaam karny ka tariqah atta ho keh forex markit main hum ny kaisy kaam karna hy or forex markit ky kia kia qwanin hain un qwanin ko kaisy falo karna hy in sari chizon ko samny rukh kar trader achi trading kar sakta hy or us sy acha profet kma kar kamyab trading kar sakta hy lehaza pata chala keh forex main kayab trading karny ky lie forex ky qwanin ko samny rakh jae ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Successful trading key zaroreyat

                              Agar ap chahty hai k ap ki trading achi ho or successful ho to ap ko chaihiye k ap trading ko seekhy agar ap seekhy gy nahi to ap ki trading kabhi b achi nahi ho sakti is liye seekhna bohat zroori hai.
                              Or agar ap trading seekh lo gy to ap ko pata lagy ga k analysis kesy karty hai or analysis k base par hi to trading hoti hai agar analysis theek ho to trading theek agar analysis theek na ho to trading theek nahi hoti.
                              Is liye ap ko chahiye k ap analysis kary or apni trading ko theek kary ta k ap earn kar saky or ap loss sy b bach sakky or stop loss zroor use kia kary apni trading me ap.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X