Photography ka shook
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Photography ka shook
    Click image for larger version

Name:	s.png
Views:	1
Size:	642.9 کلوبائٹ
ID:	12462722

    Photography mukhtalif yado ko mahfooz karne kay liye mukhtalif events ki tasaveere banane ka ek art hai. Yeh mukhtalif age kay logo ka shook bhi hota hai aur ek profession bhi hai.

    Agar ap ko bhi tasveere lene ka shook hai aur photograpy pasand hai to hamare sath apna experience share kare. :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Photography ka shook

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    [ATTACH=CONFIG]7021[/ATTACH]

    Photography mukhtalif yado ko mahfooz karne kay liye mukhtalif events ki tasaveere banane ka ek art hai. Yeh mukhtalif age kay logo ka shook bhi hota hai aur ek profession bhi hai.

    Agar ap ko bhi tasveere lene ka shook hai aur photograpy pasand hai to hamare sath apna experience share kare. :)
    Yes, mujhe bhi photography ka buhat shook hai aur mujhe nature ki pictures capture karna buhat pasand hai like, paharo ke photo samander ke photo aur ese buhat sari natural places ke photo lena acha lagta hai, is ko apna profession banana chahta tha magar meri family ne support nhi kia. :(
    • #3 Collapse

      Re: Photography ka shook

      Dear friend mujhe be photography desigan ka bahot shook hai mai khud be adobe photoshop editing app ka istamal karta hai kio k photography designing kafi zayida logo ko passand hai
      • #4 Collapse

        Re: Photography ka shook

        G ha friends ap ka ya question bohat acha g ha muja photography ka bohat shook ha is ma ma bohat enjoy karta hu ya mara favorite ha
        • #5 Collapse

          Re: Photography ka shook

          Photo grafi mera behtreen shok hy mn bahot piari poze ki photo bnata hon or mn is mn kafi maharat rakhta hon
          • #6 Collapse

            Re: Photography ka shook

            Yes Dear Friend Photography boht acha shook or acha kam b hai agr jasy k apne kaha yaadon ko mehfooz karna mujhe b boht acha lagta hai Photography krna pr professional level p aisa koi kam to abhi tak nahi kia pr mostly events p mare relatives mujhe force karte hai wo meri Photography ki tareef b karte hai.
            • #7 Collapse

              Re: Photography ka shook

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mianjee پيغام ديکھيے
              Yes Dear Friend Photography boht acha shook or acha kam b hai agr jasy k apne kaha yaadon ko mehfooz karna mujhe b boht acha lagta hai Photography krna pr professional level p aisa koi kam to abhi tak nahi kia pr mostly events p mare relatives mujhe force karte hai wo meri Photography ki tareef b karte hai.
              G bhai, zaruri nhi hai photography ko profession banaya jae, shooq to hum ap ki tarha family ki achi memories ko capture karte rahe to bhi pura ho jata hai.
               
              • #8 Collapse

                Re: Photography ka shook

                اصل پيغام ارسال کردہ از: uzair078 پيغام ديکھيے
                Photo grafi mera behtreen shok hy mn bahot piari poze ki photo bnata hon or mn is mn kafi maharat rakhta hon

                Mere khayal se pictures lena buhat asan hai per achi pictures lena mushkil aur tricky kam hai. ap is mein achi maharat rakhte ho to bari bat hai. kia apne photography seekhi hai kahin se?
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Photography ka shook

                  my dears friends
                  umeed ah kay app sab thk ho gay ji app ki bat tthk ha kyu kay ya bi aik sab say best shook ha or bot sary log iis say enjoy karty ha or apni life kay sab say perfect movement ko enjoy karty ha or is kay lyia hamary pass aik sab say best camera hoan zroori ha lakin ab is new technology ma ma bot sary asay hi perfect or high technology kay mobile phone bi ha jo camera jasy hi photo ko save karty ha or sath hi market ma hi asay hi bot sary software ha jin say app editing kar kay bot hi achy photo ko save kar sakty ha sath hi app apni picture ko facebook ya ksi or social net par dal sakty ha or famous ho sakty ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Photography ka shook

                    g bhai jan har kisi ka pan shok huta ha es tara mojy bi photgraphy ka bohat zyada sho ha aksr ma bohat sa city ma jata hu jaha bohat hi achy or khub surat mnazr hut han on k pic lan on ka sath on mnazr ko apna mobile ma safe karna ka bohat zyada shok ha ya bi aik acha shok ha es ma bi hamy bohat zyada mhart hasl kar sakta han markit ma ya bohay hi bara trend ha ka har koi in ka shok rakhna lag gya ha or jo is shok ko aik profeshionl bnata wo es ma aik achi kamyabi bi hasl karta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Photography ka shook

                      Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay aj kal bahut sary loog asaa shook rakhty han apny pass photografii ka ak majmowaaan rakhty han dear ye ak bahut he achi cheez ha dear hammy is ko samjhny kay leye bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha ham is ko jitna samjhy gay is ko utna he achy or poerfect tareeqy say kar sakeey gay dear ye ak bahut he acha or strong cheez ha jo bhi photo gharafar hota ha wo apny pass ak bahut he umdaa ak stook rakhta ha jis say ussy photo gharafi karny main asani hoti ha dear ye ak bahut he perfessional kam ha is ko karny kay leye hammy achi mehnat ki zarorat hoti ha ham is ko jitni mehnat say kareey gay is main hammy utni he achi success mily gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Photography ka shook

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
                        G ha friends ap ka ya question bohat acha g ha muja photography ka bohat shook ha is ma ma bohat enjoy karta hu ya mara favorite ha
                        G mujhe bhi buhat pasand hai photography aur aj kal mujhe ehsas hua hai ke mujhe sunset aur khubsurat sceneries aur rat mein asman ki tasveere lene ka shook hogaya hai to mein her waqt wahi koshish karta ho ke apne farig waqt mein photography karo.
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Photography ka shook

                          Photography b 1 acha shook hai or ye kehny ko to asan kam lagta hai pr ye itna asan nahi hai jitna hum smjty hain kun k ismy achi pics capture krna mushkil hota hai lekin interst leny sy ye b a hee jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Photography ka shook

                            G ha ha ya ap ka question bohat acha ha muja boaht shook ha photography ka ap ko bi ha friend's
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Photography ka shook

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mehreensaeed پيغام ديکھيے
                              Photography b 1 acha shook hai or ye kehny ko to asan kam lagta hai pr ye itna asan nahi hai jitna hum smjty hain kun k ismy achi pics capture krna mushkil hota hai lekin interst leny sy ye b a hee jata hai.
                              Bilkul sahi bat hai pictures lena mushkil nhi hoti per achi pictures lena buhat hi mushkil kam hota hai, is liye hume proper training aur practice ki zarurat hoti hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X