Stochist + RSi+ cci ka kamal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stochist + RSi+ cci ka kamal
    Ye teenon indicator aise hain jo ikathe use kie jaen to apki 90% trades win hoti hai agr ap 1:1 se tp aur sl rakhte hai. Jab bhi teeno indicatos over bought ya over sell area mein hon to usk bad agr candle koi reverse ka sign de to ap market nein enter ho k pips banao mgr munasib tp aur sl rakh kr.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stochist + RSi+ cci ka kamal

    Dear Ap jab zaida indicator ko mix krain gy tu aun ka result same aik jaisa nahi aye ga or indicator mai b ap ko kabi woh over bought dikhaye ga or kabi over sold dikhaye ga. esleye ap just alag alag indicator ko use kar lo . Like ap RSI ko just lay lo tu ap daikho us ki value set kar k ap ko result acha dikhaye ga or ap un sub ko mix kar k b daikh lo ap ko kudh pata chal jaye ga k trend kis mai zaida clear hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Stochist + RSi+ cci ka kamal

      RSI ka use kiya howa hai lekin RSI kay sath baqi cci or stochist ka use nahi kya howa hai. RSI ka indicator ap ko market kay oversold or overbought hony kay baray main batata hai. esleye mery kiyal mai ap aik ya kam sy kam 2 indicator ko ighata kar kay use kar rahy hain tu woh be acha hai ap dunu ki value sy trend ko behtar tareeqy sy daikh sakty hain lekin aik he time mai es sy zaida indicator ka use sahi nahi ho sakta. behtar result kay leye ap khas indicator ko apny khas pair kay sath use karain.

      اب آن لائن

      Working...
      X