Bitcoin wallet q zarori he
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Bitcoin wallet q zarori he

    Jab tak aapke pass Bitcoin wallet Nahin hoga tab tak aapko Bittu Bitcoin wallet ke andar naahi aap bitpoint deposit kar sakte hain na hi Apne Bitcoin ko vidroh kar sakte hain isliye agar aap Bitcoin ko purchase karna chahte hain ya unko bhi Aana Chahte Hain To uske liye aapke pass Bitcoin wallet Hona chahie Bitcoin Ek digital currency hai aur uske andar digital currency ke liye ek alag wallet hota hai Kyunki Jaise Hamen Maloom Hai Ki Har Karan ji ke liye ek different wallet ko open Kiya Jata Hai ISI Tarah Bitcoin digital currency ke liye Bhi Ek alag wallet ko use Kiya jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Bitcoin wallet q zarori he

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Monda پيغام ديکھيے
      Bitcoin wallet is liyea zarori hai kay agar ap ik bitcoin kharedtay hai tu usay ap us may rakh sakiey safe and waqt anay per usay kesi per bhaijna hu tu asani say sell kar saktay hai wo ap ka safe para rehta hai
      Dear ab kafi exchange a chuki hai. ap un kay undar be safe rahk sakty hain or un kay apny wallet be hai or ab tu decentralize exchange a chuki hai woh or b zaida secure hai.esleye ap wallet woh chose karian jo kafi secure ho like trust wallet, metamask yeh bhout achy hai jin ka experience mai kar chuka ho. ap apny fund ko exchange mai be rahk sakty hain or bad mai ap un ko wallet mai be transfer kar sakty hain.
       
      • #18 Collapse

        Re: Bitcoin wallet q zarori he

        Dear bitcoin wallet sa hi hum btc ko stock ma buy karsak ta ha our market ma selling bhi karsak ta ha iss laya btc wallet bhot zida important ha .
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Bitcoin wallet q zarori he

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Monda پيغام ديکھيے
          Bitcoin wallet is liyea zarori hai kay agar ap ik bitcoin kharedtay hai tu usay ap us may rakh sakiey safe and waqt anay per usay kesi per bhaijna hu tu asani say sell kar saktay hai wo ap ka safe para rehta hai
          Dear wallet ager decentralized hai tu ap ki amount us mai pari hai tu woh hack tab tak nahi ho sakta hai jab tak ap us ki secret phrase na dain.tu ap ki woh amount jo ap in exchange mai rahkty hain woh mehfooz rehti hai or baqi exchange mai exchange centralized hoti hai us kay password ap kay pas hota hai baqi data ka backup un he kay pass hota hai. esleye koshish karain kay ap apny hisab sy exchange ya wallet ko chose kar kay apni amount safe rahkain.
           

          اب آن لائن

          Working...
          X