Pakistan visit karnay kay sabab batayen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan visit karnay kay sabab batayen.
    Hello dosto, Pakistan visit karnay kay sabab batayen kay ap kyon dosoron ko mashawara dian gayy kay wo Pakistan visit karain 1. Yahan kay log boht achay or mahman nawaz hain.. Baki sabab ap batayen ap kay baray main logon ko Pakistan kyon visit karna chaye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan visit karnay kay sabab batayen.

    main ya kahna chahon ga kay foreigners ko Pakistan is lea visit karna chaye kay hamara mulk boht khoobsoart hai is main wo tamam mosam hain or wo tamam jaga hain jo unhain alag alag mulko ko visit kar kay daikhnay ko milti hai.. Pakistan aik sasta mulk hai jis kay log boht achay hain or jin ka khana boht acha hai.
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan visit karnay kay sabab batayen.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Switithe پيغام ديکھيے
      main ya kahna chahon ga kay foreigners ko Pakistan is lea visit karna chaye kay hamara mulk boht khoobsoart hai is main wo tamam mosam hain or wo tamam jaga hain jo unhain alag alag mulko ko visit kar kay daikhnay ko milti hai.. Pakistan aik sasta mulk hai jis kay log boht achay hain or jin ka khana boht acha hai.
      Exactly, hamara mulk buhat hi khubsurat hai aur European countries se muqable buhat hi kam expensive hai. Main to specially un logo ko advice karonga jin ko hiking ka shook hai, wo log Pakistan ko zaroro vist kare aur hamare milk kay hilly area ko enjoy kare.
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan visit karnay kay sabab batayen.

        Asalam o Alikum dear Friends and dear members meed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Pakistan ak bahut he achi country ha is main bahut sary loog han jin kay culture alag alag han is main bahut sary loogo ka rehan sehan ak dosry say mukhtalif ha is main bahut sari atractive or natrul beauty ha jis main hammy is ko enjoy karny ka moqa milta ha ham is ko achy say enjoy karty han dear hammy pakistan main rehny or ghumna is leye pasand ha dear is main ghumny ki waja yahi ha kay yahan kay rahan sehan kay bary main hammy pata chal sakeey dear ye bahut sari beauty apny andar chupay howeey ha jis ko gain karny kay bad he hammy is main ghumny or enjoy karnay main mazaa ata ha ye bahut he piara mulk ha
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan visit karnay kay sabab batayen.

          my dears friends
          umeed ha kay app sab thk ho gay ji ma app ko pakisatn ma visit karnay kay sab sabab btata ho kay ya kia ha or who ya ha kyu kay pakistan aik best country ha or sath hi pory world ma ya naturally tor par sab say beautiful ha or log is ki sihayat kay bary ma bot hi treef karty ha khass tor par nort areas kay bary ma kyu kay ya areas bot hi beautfull ha or yah par barish or mosam bot hi pyara hota ha or sath hi yah par opcy phayard ha or bot hi green ploats ha or ya sab say bst ha or enjoy karny kay lyia sab say best ha log in places ko dakhny ka bot hi shook rakhty ha or sath hi visit karty ha kyu kay yyah par visit visa par bot hi zyida discount ha

          اب آن لائن

          Working...
          X