Analysis ki aqsam..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ki aqsam..
    Analysis ki 3 ahem aqsam hoti hai. Technical, Fundamental aur Sentimental analysis.

    1. Fundamental analysis social, economic aur political factors ka tajzia shaamil hota hai jo kisi currency ki demand aur supply ko mutasir karti hai.
    2. Technical analysis mein chart aur history ko parh ke price movement ka mutaliya shaamil hai.
    3. Jab kay teesri qisam Sentimental Analysis hai jo traders ke makhsoos pair ke baray mein jazbaat par munhasir hai. Sentimental Analysis main emotions matter karte hai.

    Forex trading in teeno analysis pe depend karta hai aur hum in teeno analysis ko ache se samajhne kay bad hi trading main kamiyabi hasil kar sake ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ki aqsam..

    Jaha tak mra experience hai technical analysis se zaida behtar hai fundamental analysis. jis ka result ap ko minto main mil jata hai or jo scalping karty hain un k leye behtareen hai yeh.Technical analysis long term k leye bus zaida achy hain or yeh he dunu aisy hain jin se ap kafi kuch hasil kar sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ki aqsam..

      Basic analysis ap ko 2 tarha kay milain gy. aik technical analysis or 2nd fundamental analysis hai. Technical analysis jo kay meta trader mai chart ki madad or us kay tools ki madad se indicators ko set kar kay kiya jata hai. 2nd analysis mai fundamental Analysis jis ko bola jata hai yeh sara news pay depend karta hai. news ap ko jis kadar achi pata hogi us kadar ap strog analsysi karkny waly ban jaty hain

      اب آن لائن

      Working...
      X