Beginners ki Ghaltiyan....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginners ki Ghaltiyan....
    Assalam o alaikum friends,

    Ajj me apko bataonga k jab hum forex ki market me new hote hen to hum kia ghaltiyan karte hen jiski waja se hume loss hojata ha aur aksar loog to us loss ki waja se forex ko hi chordete hen.

    (1) Sabse pehle to app jab trading start karen to apne leverage ko hamesha kam rakhen leverage zada rakhne ki waja se app logo ki pori equity 1 tariqe se daoo pe lag jati ha aur agar sl set na kia howa ho to account bhi wash hojata ha so mere khyaal se hume leverage hamesha kam hi rakhna chahiye aur starting me 1:100 best leverage ha.

    (2) Dosri sabse bari ghaltii hum ye karte hen k hum stop loss set naii karte jiski waja se hume jab loss hota ha to hum apni trades ko close na karne ki waja se account wash kara bethte hen ya bht deer me trade ko band karte hen jiski waja se hamara balance bht hi kam reh jata ha. Hamesha Sl aur Tp ko set karen k agar market apki taraf na jaye to 1 aise loss me band ho jo app afford karsako.

    (3)Aur merii nazar pe akhri mistake ye k app jab trading start karte ho to bht jaldii jaldi $ kamane k chakkar me app loss karjate ho aur uski bari waja hoti ha Volume ya lot size jo app bht bari rakh k trade karne lag jate ho aur halke se loss me ku k new trader hote ho ghabra kar trades band karne lagte ho jaldi jaldi so apne start me bari lot use karni hi naii ha hamesha choti lot se jana ha ye hamare discipline hote hen trading k jo hume apne app me rehne me madad dete hen.

    Akhir me app logo ko yehii kahonga k ye mistakes mene start me bht zada ki thi jiski waja se mera account kaii baar wash howa aur sab karte hen. Lekin samajdaar woii hota ha jo ghaltio se sekh jata ha. So be on the winning side because forex can give you some serious returns.

    Duaon me yaad rakhiye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginners ki Ghaltiyan....

    اصل پيغام ارسال کردہ از: *********Signals پيغام ديکھيے

    Well ap k sub points kafi achy hain or 3rd point ka issue new trader ho ya old trader ho us k sath rehta hai he hai or woh hota hai tab jab ap apny daily ya weekly target ko pura karny k bawajood b market mai in ho jaty hain k or fazool trade open karty hain or ap ko finally result mai loss milta hai . bai jab ap ka target pura hai phir kiya zarorat hai market mai janay ki. overconfidence ap ko loss day daita hai.
    • #3 Collapse

      Re: Beginners ki Ghaltiyan....

      G bhai ap ne boht achi post ki he beginners yeh ghalatiya kafi karte hain unko chahiye ke jald bazi se kam na lein lalach na karen or har trader me stop loss and take profit lazmi tor pe use karen or slow and steady trading karen ta ke apko loss na ho slow slow or chota chota profit behter he bare loss ke mukable me.
      • #4 Collapse

        Re: Beginners ki Ghaltiyan....

        : Beginners ki Ghaltiyan....
        Forex may beginners jo main gltiyan krte hen un may se ek ye hai k woh seekhe smje bger hi trading start kr dete hen, or stop loss or take profit ko set nhi krte jiski wja se unhen loss hota hai. Is k ilawa beginners jldbazi se kam lete hen or rules ko bhi follow nhi krte
        • #5 Collapse

          Re: Beginners ki Ghaltiyan....

          اصل پيغام ارسال کردہ از: *********Signals پيغام ديکھيے
          Assalam o alaikum friends,

          Ajj me apko bataonga k jab hum forex ki market me new hote hen to hum kia ghaltiyan karte hen jiski waja se hume loss hojata ha aur aksar loog to us loss ki waja se forex ko hi chordete hen.

          (1) Sabse pehle to app jab trading start karen to apne leverage ko hamesha kam rakhen leverage zada rakhne ki waja se app logo ki pori equity 1 tariqe se daoo pe lag jati ha aur agar sl set na kia howa ho to account bhi wash hojata ha so mere khyaal se hume leverage hamesha kam hi rakhna chahiye aur starting me 1:100 best leverage ha.

          (2) Dosri sabse bari ghaltii hum ye karte hen k hum stop loss set naii karte jiski waja se hume jab loss hota ha to hum apni trades ko close na karne ki waja se account wash kara bethte hen ya bht deer me trade ko band karte hen jiski waja se hamara balance bht hi kam reh jata ha. Hamesha Sl aur Tp ko set karen k agar market apki taraf na jaye to 1 aise loss me band ho jo app afford karsako.

          (3)Aur merii nazar pe akhri mistake ye k app jab trading start karte ho to bht jaldii jaldi $ kamane k chakkar me app loss karjate ho aur uski bari waja hoti ha Volume ya lot size jo app bht bari rakh k trade karne lag jate ho aur halke se loss me ku k new trader hote ho ghabra kar trades band karne lagte ho jaldi jaldi so apne start me bari lot use karni hi naii ha hamesha choti lot se jana ha ye hamare discipline hote hen trading k jo hume apne app me rehne me madad dete hen.

          Akhir me app logo ko yehii kahonga k ye mistakes mene start me bht zada ki thi jiski waja se mera account kaii baar wash howa aur sab karte hen. Lekin samajdaar woii hota ha jo ghaltio se sekh jata ha. So be on the winning side because forex can give you some serious returns.

          Duaon me yaad rakhiye...
          New traders Jab trading Mein joining karte hain to go bahut sari mistake Karte Hain aur example vah Bina soche samjhe train Laga Dete Hain sirf yah dekhte hain ke market ka train down a raha hai bahut jyada down a Gaya Hai To Uske against trade Laga Denge Apne planning aur analyses kabhi bhi nahin Karenge ya FIR Jab unko profit hota hai to bahut jyada profit banane ki lalach Karte Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Beginners ki Ghaltiyan....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: *********Signals پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum friends,

            Ajj me apko bataonga k jab hum forex ki market me new hote hen to hum kia ghaltiyan karte hen jiski waja se hume loss hojata ha aur aksar loog to us loss ki waja se forex ko hi chordete hen.

            (1) Sabse pehle to app jab trading start karen to apne leverage ko hamesha kam rakhen leverage zada rakhne ki waja se app logo ki pori equity 1 tariqe se daoo pe lag jati ha aur agar sl set na kia howa ho to account bhi wash hojata ha so mere khyaal se hume leverage hamesha kam hi rakhna chahiye aur starting me 1:100 best leverage ha.

            (2) Dosri sabse bari ghaltii hum ye karte hen k hum stop loss set naii karte jiski waja se hume jab loss hota ha to hum apni trades ko close na karne ki waja se account wash kara bethte hen ya bht deer me trade ko band karte hen jiski waja se hamara balance bht hi kam reh jata ha. Hamesha Sl aur Tp ko set karen k agar market apki taraf na jaye to 1 aise loss me band ho jo app afford karsako.

            (3)Aur merii nazar pe akhri mistake ye k app jab trading start karte ho to bht jaldii jaldi $ kamane k chakkar me app loss karjate ho aur uski bari waja hoti ha Volume ya lot size jo app bht bari rakh k trade karne lag jate ho aur halke se loss me ku k new trader hote ho ghabra kar trades band karne lagte ho jaldi jaldi so apne start me bari lot use karni hi naii ha hamesha choti lot se jana ha ye hamare discipline hote hen trading k jo hume apne app me rehne me madad dete hen.

            Akhir me app logo ko yehii kahonga k ye mistakes mene start me bht zada ki thi jiski waja se mera account kaii baar wash howa aur sab karte hen. Lekin samajdaar woii hota ha jo ghaltio se sekh jata ha. So be on the winning side because forex can give you some serious returns.

            Duaon me yaad rakhiye...
            New traders Forex trading co job join Karte Hain To vah Kafi sari mistakes Karte Hain bahut Sare traders demo account per apni trading ki practice Nahin Karte aur real account per trading karna Shuru kar dete Hain Iske alava Aur Bhi bahut sari mistakes hoti hai jo new traders karte hain laalach bhi new traders ki ek bahut badi mistake hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Beginners ki Ghaltiyan....

              New Trader apni studies, planing or experience gain karny ko skip kar kay ik din earning karna chahty hain jis waja se fail ho jaty hain. jab trader earning karny ka souchta hai tu us ko cheye pehlay woh learning or experience ko gain kar lay phir us kay bad woh earning ka souchay tu bat ban sakti hai. experience ko pehlay importance day ga tu earning kudh ati jaye gi.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Beginners ki Ghaltiyan....

                New traders apni mistake ki waja sy loss karty hain ya phir jo chor jaty hain woh apni mistake ko bar bar repeat karty hain tu un ko loss hota hai.esleye jab be yeh business karain tu un ko cheye kay woh 1st step sy start lain jab tak aik cheez ko seekh na jain tu dosri cheez ko na seekhain or yeh galti na kabi karain kay woh aik he din mai sub kuch seekh jain gy. har cheez ko time dain woh ap kay analysis ho, meta trader kay tools ho or ya ap ki learning ho. proper time dain practice karain us kay bad experience zaida kar kay es sy faifda hasil karain.

                اب آن لائن

                Working...
                X