Broker ne news se pehle spread barha dia.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Broker ne news se pehle spread barha dia.
    Abhi main ne ic market broker k demo account per nfp news per gbpusd pair per news se 10 sec pehle buy ki trade lagai to is paur ka spread 12 pips tak pohnch gaya. Iska mtlab k ap news se pehle apne man pasand pair aur man pasand price per order nahi laga sakte. Broker ko koi puhne wala nahi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

    Har broker ki apni terms and conditions hote hen or ap account open krte waqt unko accpt krte hen.
    Ap ko chahiye k suba uthte hi sab se pehle ************ website vist kren or news time check kr len . Or us time ma trade na kren . Kyun news ma market out of trend bhe move kr jati he. Oaccount wash bhe ho sakta he. Profit bhe aa jata he zayada leken ye gambling jesa hi hota he.
    • #3 Collapse

      Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

      nahin kiya aisa kabhi nahin hota ya koi aur broker hoga jis ne aisa Kiya hoga lekin storefront broker bahut best Hai jisme in separate kabhi bhi jyada nahin hota aur sab sab ka same hota hai John usse pahle hota hai aur jo arm working routine mein hota Hai instafresh best for main jis Par spread bhi change nahin hota aur profit bhi accha Diya jata Hai jis Par koi bhi mehnat kar ke profit asar kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

        jab internationally spread barh jata hai high impact news kay time tu broker ki taraf se barh jata hai. jaha tak mai nay instaforex main experience kiya hai in ka spread nahi barhta hai woh news ho ya koi or event ho. market ka spread normal he rehta hai. es leye ap achy broker ka intikhab be karna seekhain jo ap ko acha spread day or achy tareeqay se ap kay problems ko be samjain.
        • #5 Collapse

          Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

          esa aksar ho jata hai ku k ham jab kisi b baroker ko join karty hen to un ki kuch terms and conditions hoti hai jisy ham kabhi parhna gawara nhi karty us me ye sab likha hota hai is liye zrori hai k ap market me enter hoty wakt dehan se enter kare or high spread pais par trading mat karen ya phe apny capital k lehaz se market me entery len our apni analysis k zariye faida uthaye stop loss ka istamal zror karen or rahi spread k barhy wali bat to me ne instaforex par aj tak ye issu nahi dekha shyed kisi or baroker par esa ho isi liye to m instaforex par bharosa karti hu
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #6 Collapse

            Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

            G bilkul thek keh rhy hen aap instaforex broker n news s phly hi apna spread brha dia h q ki icki apni ahmiat h ye ek best broker h Jo apny clients ki hr problem m help krta h
            • #7 Collapse

              Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

              Broker se new se pahle aap dekh liya Karen spread kaun sa hai aur instaforex se aap news se Hasil Kiya Karen use aapko Kamyab Karti Hai kamyabi se Ham 4x Mein kam se hi fayda Lenge aur Forex me Ham kam bhi kar sakti hain kam ko bhi acche se karna chahie aur free Dete Hain
              • #8 Collapse

                Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

                Assalam o alaikum guys,
                Har broker ki forex me kuch alag terms or conditions hoti Hain jinhy hamyn follow krna prta hai ya phr brdasht krna prta hai, esliye broker ka intekhab hamyn soch smjh kr krna chahye,
                Aksr bary bary broker me aysa hojata hai k jitna Bara move ho us lihaz se spread brhaya ya Kam kr diya jata hai,
                Lykin es me preshan hony ki koi bat nhi hai kion k yeh Un ki policy ka hissa hota hai, hamyn khud he carefully steps uthany chahyen.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Broker ne news se pehle spread barha dia.

                  Ap jab ik broker ka intikab karty hain or ap ko jo options cheye woh chose kar kay us ki taraf jaty hain tu phir ap ko in issue ko discuss nahi karna parta hai lekin jab ap intikhab acha nahi karty hain aisi cheezy miss kar daity hain tu bad mai ap kay pas koi chaara nahi hai. mera experiece insta mai hai or bhout acha experience hai. kabi aisi situation face karny ko nahi mili.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X