Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

    Jo log samajhte Hain Ki Woh expert Hai Hum logo ko chahiye kya hua long time ke liye trading Karen aur Arvind cartridge a long term trading karne ke bahane advantages Hai Iske nuksaan hone ke chances bhi bahut jyada kaam Hote Hain kamyabi ke saath kaam karne ke liye in Sab cheezo Ko follow karna padta hai Jitna Jyada Hum Logon Ko follow Karenge running karne ke chances account ko status rakhne ke chances increase Hote Jayenge Hum Sab ke yahan se
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

      forex markeet main har wo kaam har wo orders jo ham baghair sochay samjhay krtay hain y ki ja laitay hain aur jis say hamko yakeenan lose hota hay ya hoga wo haamri ghalty count hoge aur agar ham us pay koi tawajo nai daitay hai to ham phir ghalty pay ghalty krtay jatay hain jisak result hamko lose main milta hay agara ham markeet main thoray bahut lose ko bardasht nai krtay hain aur ham lalach main aa kr mazeed big lots ka use krtay hain to yeh bhi hamarai sab say main ghalty count hoge is liye better yahi hay k ham markeet main honewwalai har ik ghalty ko notebook pay note karain jis say ham usay next time krnay say bach saktay hain aur haamrai trading ki life main hamara bhi kuch mukaam ban sakta hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

        Dear friend forex trading main hum ziada common galtien karty han jin sy humy both ziada loss hota ha is ley humy apni mehnat sy in galtiun ko door kar sakty han is k ley humy mehnat karni ho ge or ziada sy ziada kamyab ho sakty han
        Forex trading main maximum knowledge or experience hona both zarori ha jis sy hum achy analysis kar sakeny or ache trading kar sakeny gy is ley humy proper learning or practice sy trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny gy
        Forex trading main juldbazi lalich or emotions ko control karny ho ga or small lots sy trading karni ho ge or small risk lana ho ga ta k humy ziada loss na ho or humy ziada fayda ho or ache earning kar sakeny
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

          Traders forex mai bohat ci ghaltiaan kertay hain jo unkay profit ko kamm ker daiti hain ya phir unhain loss daiti hain jo recover nahi ho saktay hain. Fortex ki wo ghaltiaa jo traders ko ziada nuqsaan day sakti hain unhain zaroor forum pay discuss kerna chaiye takay sub members wo ghaltiaan khatam ker sakain aur apni trading ko mistakeless ker lain:-

          1. Jald Baazi

          Trader jab bhi trade open kernay mai jaldbazi kerta hai ghalti hoti hai

          2. Laalach/Greed

          Trader jab bhi ziada profit ka laalach kerta hai uss say koi ghalti ho sakti hai

          3. Over confidence ho jana

          Trader aik trade profit mai close kernay kay baad over confidence ho kay dusri trade open kertay huay ghalti ker laita hai

          4. Stop loss / Take profit ka use

          Trader jab take profit ya stop loss ko bohat ziada ya bohat kamm pips pay select kernay ki ghalti kerta hai
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

            ji mere Bhai aisi bahut si galti hai jinki vajah se Ham ismein loss karte hain aur ismein hamara account was bhi hota hai isiliye hamen ine galtiyon se sikhana chahie unko dobara nahin rakhna chahie ismein sabse badi galti to yah hai ki Ham wrong selection of currency pair karte Hain pair ka chunav bahut hota hai basic staff mein ek taraf hai jaldbaji mein kaam karte hain wrong inter kar dete hain aur market ko sahi se follow nahin karte kuchh log sikar garage mein direct a jaate Hain aur unke pass experience nahin hota isliye bhi ismein loss hota hai vah trading bhi iski vajah hai kuch log raat raat amir banna chahte hain aur lalach mein a jaate Hain jiski vajah se anil loss hota hai inke alava aur bahut sari Ho Jo hath hai jaise hi motions mein aakar trail gana to usse bhi loss ho sakta hai
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

              forex trdaing k busines main har trador he koi na koi galti kar jaty hain or galti ki aik he wjah hoti hai k hum apni trdaing se achi eraning chahty hain jis k liye hum yah method ko use kar k dekhty hain es se kiya pta humari trdaing achi ho jay basically en method sko hum toky kahty han jis se hum api trdaing ko bahtr karny ki kosish karty hain es liye kbhi bhi ayse kam nahi karny chahye jin ka hmain knolwedge he nahi hai q k knowedge hoga tu he hum apni trdaing kar skty hain tu hmaisha he apni trdaing main wo kam kbhi bhi na karen jin ko hu tiuka smjhty hain es k ilwa har trdaor he koi na koi galti kart y hain jin se loss ko face krna parh jata hai jesy k hum jald bazi main bhi loss krwa lety hain risk ko zyda rakh kar loss krwa lety hain es k iwla sub se bari galti yai hota ha k hum apni trdaing ko achi trha lean nahi karty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza.wo kon c ghaltiyon haen jo hm Forex mein krty ha?

                Trading me hamari ghaltiya bahot hoti hey esi waja se to ham long time tak successful nahi hoty, agar 1 ya 2 ghaltia hoti to es ko to control karna asaan hota magar ham se bahot hi zeyda ghaltia ho jati hey aur hamesha common mistakes hi ham karty hey,

                1. market analysis na karna aur daily news ko watch na karna 1 esi ghalti hay jes ko ham greed ki waja se ehemyat nahi dety,

                2. Trading tools (take profit aur stop loss) use na karny ki ghalti be ham har trade me hi karty hey,

                3. Successful hona hamara dream to hota hay magar learning aur experience gain na karny ki be ham ghalti karty hey,

                esi bahot se ghaltia hey jes ko khatam karna hamari responsibility be hay aur hamary rules ka part be hota hay es key ley koshish har trader ko zaror karni chaye.

                اب آن لائن

                Working...
                X