Kam risk se trade ka faida new traders k liye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

    Bilkul sahi new banda sirf faida ko dekhtay howay forex main aajata hay, lekin forex main jitna faida hay utna nuqsan bhe hay. agar forex ko sekha na jaye to. Bina seekhay aur bina practice ke koie bhe kaam kiya jaye to problems aur nuqsan ko face kerna parayaga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

      ap kitna risk involve karty hain yeh ap kay experience pay depend karta hai. ik kamyab trader fixed risk ko involve nahi karta hai woh apny analysis kay jitna strong ho ga us kadar risk ko zaida barha daita hai or jab woh analysis itny strong na ho woh risk ko kam karta jata hai yeh he sahi kamyabi hai trader ki ap ko b esi ko follow karna cheye es se ap ko at least yeh pata chal jata hai kay trade kaisy karni hai or kitna volume kab or kaisy use karna hai.
         
      • #33 Collapse

        Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

        Forex ke andar Hamen Hamesha proper risk Lena chahie Nahin Jyada risk Lena chahie aur na hi thoda rest Lena chahie fresh Hamesha proper money management Sath liya jata hai aapke pass Jitna Bada account Hoga aap apne Hain Jyada lot size use Karke apna hi jyada race kar le sakte hain aur agar aap Rapid tarike se lot size ka use Nahin Karenge aur Jyada Se Jyada lot size ka use Karenge aur overtrading Karenge proper money management ke sath trade open Nahin Karenge to aapke liye kamyabi Hasil karna aur trading karna bahut hi Mushkil ho jaega isliye main koshish karne chahie ki Ham proper tarike se word Karen Agar improper tarike se baat karte rahenge To Ham Jarur kamyabi Hasil karte rahenge aur Agar Ham proper tarike se work Nahin Karenge to hamare liye acchi aur nahin karna bahut Mushkil ho jata hai isliye main koshish karne chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen Ham jitni Jyada mehnat Karenge Hamare Liye utna Hi Kamyab hone ke chance ho sakte hain
        • #34 Collapse

          Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Khursheed پيغام ديکھيے
          Bilkul sahi new banda sirf faida ko dekhtay howay forex main aajata hay, lekin forex main jitna faida hay utna nuqsan bhe hay. agar forex ko sekha na jaye to. Bina seekhay aur bina practice ke koie bhe kaam kiya jaye to problems aur nuqsan ko face kerna parayaga

          No Dear main ap ko itna kaho ga kay ap Apny trading mai jab ap ko lagy kay market oversold ya overbought ho gayi tu ap apny risk kay level ko increase kar sakty hain woh time aisa hota hai ap ko scalping ki tarha earning zaida mily gi. zahir hai ap lot size zaida use karain gay or ap ko jab market oversold ya overbought ho jati hai tu trading mai kafi ap ko kuch pips se earning mil jati hai.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Kam risk se trade ka faida new traders k liye?

            acha trader kabi be sub trade min equal risk nahi laita hai kabi woh zaida kabi kam risk laita hai yeh sub us ki trade pay dependf karta hai us ko pta hota hai kis trade mai kitna risk lo ga tu kitna faida ya loss ho sakta hai woh apny analysis or market ki condition ki base pay trade ko open ya close karta hai. esleye ap be jab trade karian apny risk ko manage kar kay phir trade open karian.

            اب آن لائن

            Working...
            X