forex ko sekhna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ko sekhna
    mere dosto jo bhe kam ap suro krte hain us mein kasmyab hone klye hmare lye zarori h k hm us ko achi trah sekhein isi trah forex ko sekhne klye hm demo ya koi taecher tklash kr k un se sekhein tb ja k is se hm achi khasi incom hasil kr skte hain to bgair sekhe forex ko join krna bri bewakofi h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ko sekhna

    G dear apki bat sahi hai dunya main koi bhi kam aesa nahi jis ko ap bina sekhe he karen aur trading main bhi aesa he hai agar ap forex ko achi tarah se learn karte hain is main demo main practis karte hain to apki kamyabi k chance zyada ho jate hain is lye pehle acha knowledge hasil karen us k bad trading karen
    • #3 Collapse

      Re: forex ko sekhna

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me is sy behter or koi treqa nhe ho sakta kah ham forex trading business ko learn kar len demo pe practice karny sy agr hamen loss bhi hota hai to mery kheyal me hamen us ki parwa nhe hopti jab kah real account pe practice sy jab loss hota hai to us sy hamen bhot dukh hota hai
      • #4 Collapse

        Re: forex ko sekhna

        g bilkul sahi kah rahy haain hume forex main kamyab hony k liye hume chahye k phly forex ko achi tara seekh laain demo account pay achi tara practices lay laain aur learning b kaarin zada se zada learning ko time day kyu k jitni achi learning aur experience hoga utni achi hum earning karain gay is liye start main kosish karain k phly forex ko sekhain taa k earning increase kar sakain.
        • #5 Collapse

          Re: forex ko sekhna

          Forex sikhane ke liye learning bahut jaruri hai learning ke bagair earning bilkul nahi ho sakti Kyunki koi bhi Kaam Ho usko sikhe koi bhi Banda paise nahin kar sakta isliye Forex 1 dangerous business hai aur is dangerous business se bachne ke liye aap ko pahle isko sikhana Hoga uske baad hum isko lifetime business Bana kar karna sakte hain Par Hum Loss kar Denge
          • #6 Collapse

            Re: forex ko sekhna

            Agar ap forex mein zada mehnat karte hain to apko is mein zada mehnat karni chahye aur forex mein ap zada profti hasil kar skate hain aur forex mein apko zada mehnat karniu cahye aur jitna ho sake apko learning karna chahye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada earn kar skate hain aur is mei learning k begair ap earn kabhi bhi nahi earn kar skate hain
            • #7 Collapse

              Re: forex ko sekhna

              Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hamein usko samajhna Hai To hamein chahiye ki hum isme bahut jyada mehnat Karen aur knowledge Hasil Karen experience bhi Kyunki experience or knowledge Hoga Tu Hi ham as main Kamyab Honge thanks for you
               
              • #8 Collapse

                Re: forex ko sekhna

                forex aik international business hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex ko lean karna bohat zarore hota hain hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex ko sekhna

                  Dosto forex ko sekna itna mushkil nahi agar ap dill sy sekna chaty hai to ap kameyab ho jyain gy shoro shoro may ap ko kuch problem face karna hon gi but kuch din bad ap forex per behtar ho jyhain gy agar ap ne business karna hai to forex ko zarore sekkhain aur pasy kamahain.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ko sekhna

                    Friend ap nay sahi kaha hai,ap forex mein new hain to apko is mein mistakes se bachna chahe aur agar ap inexpriences hai to ap is meinkhayal se kam karna chahe warna apke account ko khatra hain wo banned hou sakta hain ,Dua hai k ap ko kamyabi hasil ho,thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ko sekhna

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main learn kare gey tu earn kar sake gey q k learninmg earning kar bihtreen zarya hai as liy ham ko as main pahlelearning karna ho gaa agar ham as main se earning kartna chahte hain aor ham ko chahiy hai kee ham har aik chez ko as main learn kare q k learn kare gey tu hi ham as main earn kare gey as liy hanm ko as main hamesha learn karte rihnna chahiy hi tab ja kar ham as main se profit earning karne main kamyab ho sake gey aor ham ko chahiy hai kee ham as main ache se mihnat karna chahiy hai tu hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ko sekhna

                        forex ko sihkna bohat zarore hain hamy demo account mai mahnet sy practice karne chahey is mai kam karny ky bad jab hum real acount mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik unique business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business or legal busines hain
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ko sekhna

                          Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Jigar khilana chahiye ki Hamesha Mein sabse pahle isko sikhe Phir jaa kar Hum Itna achha padathil kar sakte hainSir Aap as main earning Karna Chahty Hain to Aapko Chahiye ke Aap as main learning Karo Phr Aap as main Asani Se Aap Forex main kamai Kar Sakty Hain learning Karna Zaroori Hota Hai Forex main agar Jisko Kamyab Hona Hai Tou pehly learning Phr earning agar learning Nhi Karo ge Tou Phr Aap as main earning Bhi Nhi Kar sako ge
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ko sekhna

                            Good evening friends....
                            Yes hum ko learning karna hota hai or ap ny belkul sahi baat ki hai or main aap say agree karta hon k hum ko learning zaror karna hota hai agar hum learning karty hain tu earning karna bhut he easy ho jata hai as lyi hum ko forex trading main agar learning karni hai to hum ko as trading forum main demo account use karna hota hai or hum ko as main acha practice karna hota hai or bad main hum as mien as qabil ho jaty hain k ham aik expert ban kar as main khud ko prove ker lain aor apny lyi aik acha future hasi kar lain as lye mien hard work karta hoon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ko sekhna

                              forex aik esa krobar he jis ko sekhna to asan lagta he mage is mein expert wohi hota he jo hardwork karta he human start mein metal mein kam karna hoita he kunk ke is ke movement slow hoti m karna risky he hein forex aik acha or behtar krobar he jo mehnati treders ko acha bonus deta he human forex aik online karobar he jesy online he kea jata he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X