kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren
    mn forex trading k tmam membran sa kehna chahon ga k kabi bhi overconfidence ho kr trade na kren is sa bahot ziada nuksan ho skta ha aksr traders ko jb profit milta ha to woh overconfidence ho kr big lot mn trade lga detay hn aur jb loss hota ha to account bhi wash ho jata ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

    G han brother ap nay thek kaha hay, hamain kabi bi trading ka doran over confident nai hona chaheay q kah forex aisa business hay jis main choti si mistake bi bahut baray loss ka sabab ban sakti hay esleay agar ham over confident hon gay to es say ham analysis main mistake kar jaain gay jis say hamain loss hoga.
    • #3 Collapse

      Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

      Gee haan forex mein kabhi bhi over confident na hoon aur aise situation mein khud ko control kernay ki koshish kerni chahyea kyun kay aisay waqt mein hi ghalti ho sakti hai jis sae bahut bara loss ho sakta hai aur aisa koi step forex mein na lain jis sae aap ko loss ho
      • #4 Collapse

        Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

        Yes dear friend bilkul kaha Hai ap NY confidence hona achei bat Hai lykin overconfidence hona achei bat ni Hai markeet ki condition ko dehkna chiyee kaisy kaisyy move Kar rahi Hai smjh ati Hai to trad lagenn warna mat lagenn jitna time markeet par rhyy gyy markeet ki smjh at jaiyy gei our koi na koi best option milyy ga entri ka best trad lagei ja skyy ..
        • #5 Collapse

          Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

          g han dear aisa he hai over confidence hmesha marwata hai is liye koshish kren k kabi bi over confidence ho kr trade na lgAEn is se kaBI profit ni hota aksar loss he face krna parta hai is l;iye agar kamyabi hasil krni hai to over confidence se bach kr trading kren ta k loss bi na ho aur profit bi mil jae.
          • #6 Collapse

            Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

            Hi g bel.kul kabhi b over confidence ho kr trading nahi krni chahiye nahi to gany loss ho sakta hai har aik cheez apny dairy hi main achi lagti hai confidence hona chahiye ye bihat hi zaroiri hai kanyabi k leye per over confidence sahi nahi gai hany overconfident nahi hina chahye hany chahite k hm bihat hi sich samaj kr is business ko karen business ko krna bihat hi zaroiri hai soch samahmj kr
            • #7 Collapse

              Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

              Trading mein aap ko chahye hota hy ky overconfident nah hon. Jab aap ko kuch trades mein munafa any lagta hy to ap khud ko bara trDer smjhety hain or overconfidwnt ho kr trsding krny lagty hain. ap analyzing ko bhi waqt nahin dety or yeh smjhty hain k ap ko is ki zrurt nhin hai. is trha ap ko zyada loss hony lagta hy.
              • #8 Collapse

                Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                G Han bilkul aisa he Hai kabi bi over confidence ho kr trade na lgaen loss ho Jae GA kyun KY over confidence men hum markeet ki movement ko dekhe bgher market k trend k against trade lga dyty hain jis ki waja se humen bra loss face krna par jata Hai is liye bar bar ek he baat kahe jati Hai k apny emotions ko control men rakh kr he trading krni chaheye ta k loss se khud ko mehfooz rakh kr successful trading ki ja sake.
                • #9 Collapse

                  Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                  g bilkul sahi kah rahy haain hum agr kamyab hona chahty haain to hume chahye k hum kbhi b overconfident ho k trade ko mat open karain kyu k overconfidence hume loss main chaly jaaty haain is liye confident hona achi baat hai liken overconfident hona bilkul b achi baat nahi hai kyu k ye ap ko loss main he dalta hai aur ap k account b wash ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                    G han brother ap nay thek kaha hay, hamain kabi bi trading ka doran over assured nai hona chaheay q kah foreign exchange aisa business hay jis fundamental choti si mistake bi bahut baray loss ka sabab ban sakti hay esleay agar ham over confident hon homosexual to es say ham evaluation principal mistake kar jaain gay jis say hamain loss hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                      Forex trading main kuch logon ko jab profit hota ha tu wo over confident ho k zyda lot size sa trade lagna shuro kr dety han jis sa unka acount wash hota ha or phr forex ko blame krty han asa members ko chaiya k kabi bhe over confident na hon hmesha sabr sa kam lein or tasli sa kam kren
                      • #12 Collapse

                        Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                        G han dear ap ny bilkul thk bola hai overconfidence ho kar trad ni lagni chiyee confidence hona axhei bat hai lykin overconfidence hona buri bat hai soch smjh kar bary ihtiytt syy trading karyy choti se mistake bi bara loss karwa deti hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                          Asalamoalikum g bahe overconfidance aek boat e wek point h ksi b kam mai khas kr k es forex k kam mai or 2sri wek chez jo mery zehan mai a rae h wo h lalch ye b same e h ap ko jtna marzi experince ho ap ko over confidance ya lalchi nai hona chiy soch samj kr sabr k shat acha faisla krna chiy
                          • #14 Collapse

                            Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                            mn forex trading k tmam membran sa kehna chahon ga k kabi bhi overconfidence ho kr trade na kren is sa bahot ziada nuksan ho skta ha aksr traders ko jb profit milta ha to woh overconfidence ho kr big lot mn trade lga detay hn aur jb loss hota ha to account bhi wash ho jata ha
                            Hame kabhi bhi overconfident hokar trading Nahin Karni chahi Jab Ham overconfidence hokar trading karte hain tu apni trading ki proper planning Nahin Karte jis ki vajah se loss hota hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kabi bhi overconfidence ha kr trade na kren

                              g han dosto forex market main over confidence hamara bohat barra enemy hota hai es liye hamein stable mind k sath he trading karni chahye,agar ham overconfidence ka shikar hojayein gay tu phe chances hain k ham loss bhe karna start hojayein.dear fellow over confidence ki wajah say ham lot mass zaida use karna start hojatay hain es liye ye bohat aham hai k ham apnay jazbaat py qabo rakh k he trading karein
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X