Trading mobile par karni chaheye ya leptop?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mobile par karni chaheye ya leptop?
    Asalam o alaikum all forex pakistan forum members i hope you will be good dear brothers. Main aj ap k samny aik chota sa question rkhna chahta hoon k bhai jan hamain trading mobile pr karni chaheye ya computer ya leptop par krni chaheye. Mera aj ya question just senior and expert members sa hy. Main trading main new aya hoon so mujhy abhi in baaton ki confirmation nahee hh so please senior and expert help karain. Wesy mujhy yahee lgta hy k mobile par trading karna best hota hy. Q k mery teacher khud zyada time mobile pr hi trading krty hain. Mery khiyal main leptop ya computer sa zyada mobile ko trading k liye tarjeeh di jaati hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

    Dear, mostly log mobile phone pe trading karte hain is liay main bhi apna vote mobile phone ko he doon ga.
    _ 2nd mobile ko hum asaani se apnay sath carry karte hain. Wazan or size k lehaz as isko saath rakhna bahut asaan ha.
    _ mobile hamari daily life ki zaroorat ha every time. Is liay jub chahain trading continues kar sakte hain
    _ baaz dafa light challi jati ha to hum mobile pe apni trading jari rakhtey hain.
    _ during job time, aap free time main mobile pe markeet daikh k trade open kar sakte hain.
    _ strong signal kuch dair k liay out hota ha, jo k friends apko mail kar dete hain, jo k kisi waqt bhi aa sakta ha, usko avail krne k liay availability of source yani Mobile se he mumkin ha.

    Lap top pe bhi trading hoti ha lakin mobile pe aap trading se every time touch rehte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan95 پيغام ديکھيے
      Asalam o alaikum all forex pakistan forum members i hope you will be good dear brothers. Main aj ap k samny aik chota sa question rkhna chahta hoon k bhai jan hamain trading mobile pr karni chaheye ya computer ya leptop par krni chaheye. Mera aj ya question just senior and expert members sa hy. Main trading main new aya hoon so mujhy abhi in baaton ki confirmation nahee hh so please senior and expert help karain. Wesy mujhy yahee lgta hy k mobile par trading karna best hota hy. Q k mery teacher khud zyada time mobile pr hi trading krty hain. Mery khiyal main leptop ya computer sa zyada mobile ko trading k liye tarjeeh di jaati hy.
      Assalamu alaikum bhai aap training Kisi bhi cheez par kar sakte hain FIR Chahe Woh mobile ho ya laptop ho ya FIR computer Ho Waise to aaj ke computer dastiyab Nahin Hote Har Jagah Yaha Har Ghar Mein Main lekin Fir Bhi Agar aapke paas computer available ho to aap computer par bhi kar sakte hain Mera Jahan Tu Pyar Hai mobile par read Lagana bahut easy hai aur easily Har Insaan Ho Baithe trade open kar sakta hai Kyunki zaroori Nahi Ki Har Ghar Mein laptop maujud Ho Aksar Ghar Aise hote hain Jahan laptop Nahin maujud Hota tu Aise Mein mobile par trade Lagana bahut achha hai aur waise bhi mobile par trade Lagana bahut easy hai aap mobile par Laga sakte hain Shukriya
       
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

          bhai pahli bat tu yah hai k ap ko jis method main trdaing krna asan lgta hai osi k sath krna chahye q k boht se tradors laptop par trading karty hain un ko laptop asan lgta hai or boht se tradors mobile par trading karny ko trajeh dety hain or aghr hum trading mobile par karty hain tu wo hmary liye asan hoti hai q k aik tu hmain sub se pahly market ko folow karna hota hai osi time par jis k liye mobile best option hai q k aghr hum laptop par trade lgani ho tu market kafi move kar jati hai q k laoptop on hony main kafi time lgta hai tu aghr hum mbile par trading karen tu zayda bahtr lagta hai mobile par trading ka mothod asan hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

            bhai jahan tak mera khyal hai k aghr hum trading mobile par karen tu hmain zayda acha rahy ga q k mobile par trading karny ka faida hota hai q k mobile par zayda best option hoty hain jin ko time par hum follow kar skty hain jesa k hyum sub janty hain forex main trading k liye hmain market ko follow krna hota hai jis k liye waqt ko waste kiye bina he apna order lgna hota hai jis k liye mobile ka option zayda best hain or os main hum apni trdaing ko zayda best tariky se kar skty hain or aghr laptop ki bat karen tu trdaing os main bhi ho jati hai laken os main apko time zyda lag jta hai q k laptop on hony par bhi time lgta hai jis se market yah tu nechy gir jati hai yah oper chli jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

              meray khayal se ziadah tar traders ab mobile pe trading karnay ko tarjeehn detay hian aur me bhi mobile trading ko hi like karta houn bajaye laptop pe trading karnay ko , q k mobile pe agar ko internet ki facility mojood ha to ap easily trading kar skaty hain aur jab ap ko trading signal milay ap order place kar skatay hian aur profit kama skatay hai lakin laptop pe ap ko special hours ma beth kar trading karna padti ha jis ma ap ko trading ki opportunity ko talash karna padta ha
              to mobile se trading karna zaidah easy ha, is lye k ap har waqt market se touch rehtay hain aur asani se profit kama saktay hain, jab chahain order place kar saktay hian trading ap ki pocket ma hoti ha aur ap apni trades ko watch kar saktay hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakistan95 پيغام ديکھيے
                Asalam o alaikum all forex pakistan forum members i hope you will be good dear brothers. Main aj ap k samny aik chota sa question rkhna chahta hoon k bhai jan hamain trading mobile pr karni chaheye ya computer ya leptop par krni chaheye. Mera aj ya question just senior and expert members sa hy. Main trading main new aya hoon so mujhy abhi in baaton ki confirmation nahee hh so please senior and expert help karain. Wesy mujhy yahee lgta hy k mobile par trading karna best hota hy. Q k mery teacher khud zyada time mobile pr hi trading krty hain. Mery khiyal main leptop ya computer sa zyada mobile ko trading k liye tarjeeh di jaati hy.

                Dear forex members, ap ne pocha k trading kis pe karnai chaye, mobile ya laptop, and then ap ne apnea seniors ka hawala bi dya k would kase trading kartay han, trading to ap don't pe kar saktay han is ma koye shak nai, lakin mobile aur laptop ki trading ma aik cheese bohat ehmeyat rakhti ha aur wo ha straghety bnana, mobile k nisbat ham laptop pee long time k charts dakhne ma asany hoti ha aur long term trading asaan hoti ha jb k mobile ko carry Karne ma asani hoti ha, aur Jahan pe bi hun gay ap market dakh saktay han, trade ma in out ho saktay han. So jis ko Jo better lage would use kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                  Ap ka sawal k trading mobile par karni chahiay ya leptop par? bohat hi zarori topic par hay is main trading karnay walay trader par depend karta hay k us ko kon si chazz available hay aon si chez nahen yehni aik admi kay pas computer ya laptop hay hi nahen to woh agar mobile ka hamil hay to woh trading mobile par hi karay ga chahay usay jitni bhi mushkil ho aor agar jis trader kay pas mobile nahen hay sirf computer ya laptop hay to woh computer ya laptop par hi trading karay ga aj kal ziada tar trader mobile ka use trading kay liay ziada karatay han qun k computer aor laptop ko har jaga lay jana aor sanmbhalna bohat mushkil hay aor phir light ka bhi kafi problum hota hay mobile ko easily sanmbhala ja sakta hay aor mobile internet say trader har time asani say Forex market say attach rehta hay jis say usay trading karnay main asani rehti hay lekin baz Forex trading ki websites bohat have hoti han jo k mobile par open nahen ho sakti un kay liay computer aor wi fi dsl waghera jesa internet hona bohat zarori hay is liay meray knowledge kay hisab say to computer ya laptop behtar hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                    bhai trading k liye ap k pass jo chez majood hai ap osi par he kar skty hain or aghr hum majority ki base par bat karen tu mera khyal hai k mobile par hum achi trading ar skty hain es k liye faida yah hota hai hmary liye aik tu hum market ko time par follow kar skty hain kisi bhi trah ki changing howe bgair or hum apni trading ko bhi achy point par profit eran akr skty hain q k forex trading k es buisness main hmary liyez arori hai k hum market ko best point main pakren or es k liye mobile best rhta hai q k hmain time par mobile par apna order lgany maina snai hoti hai or aghr hum laptop ki bat karen tu os ko on hoty kafi time lag jta hai jis se market kafi agy move ho jati hai tu hmain apni trdaing os main krni chahye jis main hmary liye asnai hai or aghr laptop hai tu os main bhi ap achi trading kar skty hain aysa nahi hai k hum laptop par trading nahi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                      Dear aap nay aik acha topic thread kay liye mozu banaya hai.Forex trading business aik aisa business hai jisay kernay kay liye humey bohat ziada tayyari kerni hoti hai.Koi bhi trade open kernay sey pehlay humey market ko achi tarah monitor kerna hota hai.Hum jiss pair mai trade open kerna chahtay hai usay hum kaafi der tak watch kertay hai or pichla trend bhi daikhtay hai phir hum apni trade open kertay hai.Mobile pay ye sarey kaam ho to saktay hai laikin phir bhi mobile kiyu kay aik choti device hai or sub cheezay aik he saath screen pay nahi arahi hoti iss liye agar trading laptop ya computer pay ki jaey to he behtar hai.Mobile pay hum kisi trade ki movement zaroor daikh aktay hai or agar hum apni trade close kerna chahey to mobile use kerna bhi theek rehta hai.

                      Kuch members shayad mobile pay trading ko asaan samajhtay hongay but mairay khayal mai mobile ki nisbat forex trading laptop ya computer pay he asaan hai kiyu kay mobile pay calls,messages or social media kay alerts humey disturb kertay rehtay hai jin sey humey trades kay barey mai acha sochnay ka moqa nahi mil pata magar ye maslay humey laptop pay darpaish nahi atey.Mai mobile ki bajaey computer ya laptop ko prefer kerta hu.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                        Forex trading mobile per bhi ho sakti hay aur laptop per bhi ho sakti hay. issue trading kernay main nahi ata. issue trader ko tab ata hay jab trader forex market main kisi bhi chart kay analsysis kerna chahta hay. quekay mobile main trading platform kay tools aur indicators kam hotay hain jis say chart kay analysis main problem ati hay. dosra mobile ki screen small honay ki waja say chart kay view main kafi faraq ata hay. jis say analysis wrong ho saktay hian. is liye trading ko manage kernay aur open close kernay kay liye to mobile use ho sakta hay lakin analysis kernay kay liye laptop ya computer boht zarori hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main ap laptop pc ya mobile use Kar sakty han par laptop ya pc bari screen hony ki waja sy humy chart ziada acha nazar ata ha or in pe hum analysis ache kar sakty han jab k mobile pe screen choti hoti ha chart full nazar ni ata ha jis k waja sy hum analysis ni kar sakty han Jase humy karny chae han ap ko chae ha analysis k ley laptop ya pc use karny or apni trade pe nazar rakheny k ley ap mobile use karny ta k ap analysis bi ache karny or trade pe nazar bi ho mobile ap k pass ho to jahan bi hon apni trade ko dakh sakty han agr close karna ho ya modify karna ho to easily modify kar sakty han or trading main easily successful ho sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                            Trading main trading kernay kay do tarikay hotay hain. aik simple yeah kay trader ko pata ho kay us nay kis price level per entry leni hay aur wo entry lay lay aur close ker dey. dosra trader ko pehlay trading chart ko analysis kerna ho aur phir trading kerni ho aur close kernay say pehlay bhi trade kay analysis kerna ho. ager trader nay simple trade enter aur exit kerni ho to mobile use ho sakta hay. ager trader nay analysis bhi kernay hain aur koe setup run kerna hay indicators ka to mobile per yeah mushkil ho sakta hay. que kay mobile main tools aur indicator trading platform main kam hotay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mobile par karni chaheye ya leptop?

                              Trading to kici bhi computing device par ke ja sakti hay wo chahye laptop ho ya fr mobile ho but mai to laptop ya computer par trading karny ka mashwara don ga kiyun kay mobil ek screen choti hay aur trading terminal yani trading software ke full option theek trah say ho sakta hay nazar na ati hon ya fr chart baaz auqat theek tarah say wazeh na hota ho to traders kay liye screen ke har option ko dekhna mushkil ho jata hay. aisi surat.e.haal baz auqat traders kay liye boht confusing hoti hay , wo phr theek tarah say trades open ya close karny ka theek decision ni kar paty. However majboori ke surat main to mobile use kya ja sakta hay trading kay liye, koe pabandi ni hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X