Kabi be barai lots na lagay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabi be barai lots na lagay
    Dear forum members kuch traders aisay Hain ke jb be koye acha trading setup daiktay Hain to oss pe bara lots lga ke trade kartay Hain maira app ko ye mashwara hai ke chahay setup acha ho ya acha na ho app pooper money management ke sath small lots jitna appka account ka 3% bnta hai utna lots lga ke trade karay bara lots account wash honay ka sabab BN sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabi be barai lots na lagay

    Bari kit siz ham ko hutEada loss dilwa dyti hy is liya hamy choya ham aoni trading my bri lit siz ka use kbhi hi na kry ham sahi kam kia kry agr ham bri lit siz lagye gy to ham nakam ho jaye gy hamy sahi kam krny k luya apni lot sz ko sahi use krna chiya agr ham sahi mhant kry gu to ham ko pr bhot Easa acaha faida hoga
    • #3 Collapse

      Re: Kabi be barai lots na lagay

      Bary lot size ke trading kafi risky sabit ho sakti hai. iss liye traders ko iss trah ke trading say lazmi toor per perhaiz he karna chaiye. ager bohot acha trading setup b mil raha ho tu phir b traders ko chaiye ke woh apny money management plan ko disturb nai Karin aur trading mai over excitement ka shikar ho kar bari lot size kay sath trade na Karin.
      • #4 Collapse

        Re: Kabi be barai lots na lagay

        Money management ko follow karain account kay capital ki achi preservation karain takay aap kisi barray loss sey bach jayen loss sey khud ko bachanay aur high risk sey bachnay kay liye small lot size mei trade keya karain sab sey acha mashwra hay barra risk kabhi na len trading mei.
        • #5 Collapse

          Re: Kabi be barai lots na lagay

          Dear brother aap ki baat se 100% agree kerta ho k aap agar bare lots lagate he to aapko apne account wash hone ka dar rehta he k kahi loss na ho jai. To is dar se behter he k aap chota lot lagaein jis se ziada loss ya account wash hone ka dar hi na ho. Hum logon ko chahiye k soch samjh ker hi Trading ka business kia jai to acha hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Kabi be barai lots na lagay

            lot mass is one of the important factor in the forex market es liye hamein es factor ko achi tarha say he handle karna chahye ,dear fellow agar ham apnay balance k hisab say trade nahe karein gay tu ham kabhe bhe es main kamyabi hasil nahe kar saktay kion k agar hamkam balance say zaida trade karein gay tu ham relax ho k lot ko hold nahe kar saktay es wajah say ham jald he loss ka samna kartay hain
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Kabi be barai lots na lagay

              BiLkul Sahii kahaa hai Aap Ne Dear forex Main Kaamyaabi HaasiL Karnay Or Loss Se bachnay k LiYe humeN koShiSh Karni ChaahiYe k Lott SiZe kam Se kam Rakha Jaaey Taakay Afar market Reverse MoVe Karay Bhi Or Trade cLoSe Karni Bhi parh Jaaey To Kam Se Kam Loss Py Trade CLose Ki Jaa Sakay Or Loss Bhi Kam se Kam Ho or AccOunt Wash HoNay K ChanCes bhi Kam Se Kam hooN.
              • #8 Collapse

                Re: Kabi be barai lots na lagay

                Gee haan aap ki baat theek hai forex mein kabhi bhi bari lot kay sath trade nahin kerni chahyea aur phir hum tou forex mein bonus account sae kaam kertay hain tou humaray pas balance bhi kam hota hai tou humain her surat mein minimum lot kay sath trade kerni chahyea
                • #9 Collapse

                  Re: Kabi be barai lots na lagay

                  Froex trading ma kbi b bohat bri lots na lagani chaye q k is say ap ko loss ka chances bohat zayda hoo jaty hyn soo ap ko cahye k ap manasaib lot size lagayn is traha agr market ap ki favour ma nai b jati too ap ka account wash hony ka khatara bohat kam hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabi be barai lots na lagay

                    Forex trading main lot size bht important hy mera bhi yehi opinion hy k app ka balance jitna bhi ho ager app safe trading kerna chahtay hain to big lot na lagain ziada ka lalach na krain is se ager app ko profit ziada ho ga to loss bhi ziada ho ga is lie bht zaroori hy k app lot small hi lagain takay app ka account safe rahay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabi be barai lots na lagay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                      Dear forum members kuch traders aisay Hain ke jb be koye acha trading setup daiktay Hain to oss pe bara lots lga ke trade kartay Hain maira app ko ye mashwara hai ke chahay setup acha ho ya acha na ho app pooper money management ke sath small lots jitna appka account ka 3% bnta hai utna lots lga ke trade karay bara lots account wash honay ka sabab BN sakta hai.
                      assalamu alaikum bhai jee bilkul Hamen Zyada lalach Karke kabhi bhi Badi lot nahi Lagani chahiye is Hameed nuksan ho sakta hai Surat main aapko profit Hoga agar aap le Ki Hai zahira Allah Jo Chahta Hai Karta Hai Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabi be barai lots na lagay

                        G han brother ap nay thek kaha hay, hamain jetna bi strong signal milay hamain money management ko nai bholna chaheay aur trading main money management ko follow karna chaheay aur agar ham money management ko bhol kar bari lot size use karain gay to trade loss main janay par account wash ho jaay ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabi be barai lots na lagay

                          g bilkul sahi kah rahy haian kbhi b big lot ko mat use kaarin kyu k agr ap big lot use karain gay to ap ko loss b big hoga is se ap k account b wash ho jaye ga aur ap dobara trade b nhai kar sakty haain is liye small lot ko use karain agr loss b ho jaye to ap is ko easily recover kar sakain aur apny account ko b secure rakh saakain ash se bacha sakain.
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabi be barai lots na lagay

                            yes dear hmain kabhi bhi big lot k sath kam nahi karna cahheay jab bhi order lgay tu ham forex k money mangement k rules k mutabik order lgain phir he ap ko success mil skati hai aik professional trader bhi issi tra say forex main success hota hai wo kbhi bhi big volume k sath trade nahi karta hai chahy market main jitni marzi achi movement ho rahi ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabi be barai lots na lagay

                              forex mai hamy kabe be bare lots nahi lagane chahey hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X