Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?
    kisi thread kay jwab kay liay jab ham thread open kartay han to kisi kipost achi lagnay par jab ham us post par kisi ko thanks detay han to kia us ka hamen koi faida hota hay ya hamen koi loss hota hay agar loss hota hay to kis kisam ka hota hay senior members hazrat help farmaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

    Dear assalam o alaikum.Pak forex forum pay bonus 2 tareekay sey milta hai.Jab hum posts kertay hai ya threads open kertay hai to humey unka bonus milta hai.Dusra bonus humey hamari posts ya threads per jo thanks memebrs ki taraf sey miltay hai unka bhi bonus milta hai.Or dono bonus ki amount hum apnay real trading account mai account history kay option mai daikh saktay hai waha dono bonus alag alag hamarey account mai add honay kay baad show ho rahey hotay hai.

    Ab aap nay jo sawal kia hai kay kia dosray members ki posts per thanks kernay sey humey koi faida hota hai to dear bilkul humey dosroo ki posts ya threads ko thanks kernay sey faida hota hai kiyu kay jab hum kisi dusrey member ko thanks kertay hai to wo bhi hamari posts ko thanks kertay hai iss tarah hamarey bonus mai izafa hota hai.Humey kisi ki posts ko thanks kernay sey kisi kisam ka nuksaan nahi hota hai.ye aap ki ghalat fehmi hai iss liye isay door ker lain.Thanks kay barey mai mukhtalif threads mai bohat detail sey baat ki jaati rehti hai un threads ko talash ker kay mazid tafsil sey bhi agahi haasil ker lain takay aap kay knowledge mai izafa ho sakay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

      Ji haan, posts pe thanks karne se jis ko aap thanks kar rahay hain usko faida hota ha, wo is tarah k ussay thanks ka bonus milta ha. Issi tarah jub aap kissi ko thanks karain ge to automatically wo bhi aap ki posts pe thanks karega is tarah aap ko bhi faida hoga.
      Aap itni achi post karain k apko kissi se thanks mangna na parhay, balkay members khud post k mayaar ko daikh k thanks dain, jub aap achi post upload karain ge to automatically thanks mil jaein ge apko. Last time bhi members ko thanks ki waja se kaafi bonus milla, is liay thanks karte raha karain, kiun ab to thanks karnay main koi difficulty bhi nahi ha.
      • #4 Collapse

        Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

        bhai dosrun ki posts ko thanks karny ka bhi faiada hmain milta hai jis se hmain acha bonus milta hai laken aghr ap kisi dsry ki posts ko thanks kar rahy hain tu ap k liyez arori hai k os bandy ki posts ki quality achi hai jis se ap osko acha thanks kar rahy hain or aghr ap kisi dosry ki posts ko tahnsk os posts par de rahy hain jis main acha knowledge nahi hai tu apko so thanks se kuj hasil nahi hota hai or ap ka thanks bhi waste chala jata hai tu ap k liye bahtr hai k ap apni posting main acha bonus or yah chahty hain k apki posts ko bhi thanks mily tu miyari posst likhen or es k sath stah wo posts ka thanks karen jo apko lgta hai k thanks ka haq rakhti hai q k ap ayse he fazol posts ko thansk nahi kar skty hain or na he ap ko oska faida milta hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

          g han bhai aghr ap kisi ki posts ko thanks karty hain tu es ka faida yah hota hai k apko acha bonus milta hai q k es se un ko bhi acha bonus milta hai or apko bhi acha bonus milta hai aayse he bonus milny ka amal chlta rhta hai laken aik bat apko mind main rakhni chahye k aghr ap kisi dosry ki pots ko thanks kar rahy hain tu oski potss es qabil ho k osko thnsk milna chahye k nahi aghr ap fazol posts ko thansk kar dety hain tu es se apko koi faida nahi milta hai or na he os insan ko milta hai bonus jis ki posts hoti hai tu ayse baton par dehan den achahye k aghr ap forum main kam kar ray hain tu forum k rols k according har kam krna chahye ta k apko koi bhi pareshani na ho bonus se related
          • #6 Collapse

            Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

            Pakistan Forex Varun ke member Ek dusre ki postopis thanks Lagate Hain To is an ka fayda hota hai aur unke bonus ko Zyada Milta hai isliye Hum Sab logo ko ek dusre ki post par Jyada Se Jyada Hai Lagan chahi Jiska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

              Agar Hum Log dusre members ki post par thanks lagayenge to iska Hum Logo Ko fayda Hoga aur dusre member Se Hamare post par thanks lagayenge jisse Hum logo ko bonus Jyada milega
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

                forex aik online business hain hum is mai posting karty hain or agar hum dosro ke posts py thanks kary gy to us ka dosry traders ko extra bonus milta hain forex aik world wide business hain hamy posting ky bad trading karne chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai agar lalac ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hamy aik time table bana kar kam karna chahey forex aik real or legal business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kia dosaray members ki posts par thanks karanay ka koi faida hay?

                  I'm trading mobile par Karen ya FIR computer Par Se Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer trade discount adding karna Aasan Lage unko Waise Hi trading Karni chahiye tu aur Main Hamesha trading mobile par hi Ki Hai Mujhe mobile pet reading karna bahut pasand Karta Hai Kyunki ispe market ke Chahat ko aasani se Samjha Ja sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X