Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.
    Dear Friends
    Rooz maara ki life mai jaha log business ho ya daily ki life mai koi kam karty ho jab tak un mai shouq nahi hoga woh kaam ko deeply nahi seekh patay hain. woh bus otna kam karty hain jitna woh zarorat mehsoos krty hain. jab ap shouq se kam karain gy tu ap us ko zaida se zaida seekhny ki koshish karain gay ap apni mehnat se kudh ko kamyab banan gy tu mra maswhara hai life main woh kam karain jis mai ap ko karne ka shouq ho

    Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

    Theek keha aap ne brother k jo bhi kam ho ya business ho us me jab tak aap khud interest nahi lenge to aap kamyab nahi ho sakte koi bhi business ho us me lazmi he k us me interest bhi ho or shoke bhi ho wo kaam kerne ka agar shoq nahi hoga to aapka kaam me bhi dil nahi lagega or apna loss karte rahenge is se acha he k apna time waste na kia jai to hi behter hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
      Dear Friends
      Rooz maara ki life mai jaha log business ho ya daily ki life mai koi kam karty ho jab tak un mai shouq nahi hoga woh kaam ko deeply nahi seekh patay hain. woh bus otna kam karty hain jitna woh zarorat mehsoos krty hain. jab ap shouq se kam karain gy tu ap us ko zaida se zaida seekhny ki koshish karain gay ap apni mehnat se kudh ko kamyab banan gy tu mra maswhara hai life main woh kam karain jis mai ap ko karne ka shouq ho

      Shukriya
      G bro apne durust kaha, insan jo bhi kam dil se karta hai to us mein zarur kamiyabi hota hai, phr chahe wo student life ho ya professional, dono mein hi dil se aur mehnat se kamiyabi ki taraf tab hi insan bhar pata hai jab insan ke ander us ko karne ka shoq hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

        hello dear members ye baat bilkul sch hai k hamare shouq hmari kamyabi ki zamanat hai. mn is baat ko agree krta ho q k mn apne life mn jahan b kamyab hua ho mujhe mare shouq ki wja sy kamyabi mili hai mujhe apne hr kam ki lagan sy boht se kamyabia mili hai or mn aj boht khush ho apni kamyabi se.
         
        • #5 Collapse

          Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

          Yes Dear brother theek kaha apne. ye baat bilkul sach hai k shouq kamyabi ki zamanat hai jasa k dakha jata hai k bohat se log koi na koi business start karte hai jin mn se kch log to shouq or lagan se kaam karte hai or ase he wo kamyab b ho jate hai or kuch log aise b hai jo k kaam start karne k kuch time bad phly ki trha mehnat nahi karty or wo log asy he apna pasa loss kr lety hai.
           
          • #6 Collapse

            Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha kyu kay app asa hi shook kary jo app ko advantage day sath hi app ko earning bi day ji am app ko apny shook kay bary ma btata ho jo ma karat ho or who ya ha or mary shook mujy earning bi daty ha or mary knowledge ko bi increase karty ha or who ya ha
            1:READING
            ya aik best hobby ha mary kyu kay ma aik universty ka student ho or sath hi mary lyia learning sabsay zroori ah or ma sab say zyida apni book ko read karta ho or jab bi ma farig hota ho to ma news paper ko bi read karta ho or sath hi country ka halat ko bi achy tara say smajta ho
            2: BIRDS KA SHOOK
            ja mary pass bot hi zyida birds ha or mary pass aik room ha jis ma mary pass bot hi verity ka birds ha jo bot hi zyida kimti ha or sath hi mary pass 150 hens bi ha jo muj ko daily do andy daty ha or ma in ko market ma sell kar kay earning hasil karta ho or sath hi apna shook bi pora karta ho
            • #7 Collapse

              Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

              g bhai jan bilkol thk kaha khuch shok asa huta han jo hamy bohat zyad kamyabi da jata han jasy ka agr ham asi markit ma kam karna ka sho pada kar lata han to es koora karna sa hamra na sirf shok pora hu ga balky ham aik achi kamyabi ko bi hasl kar lata han r sath aik achi earning bi jo hamy aik kamyab or success life guzarna ka moka data han es liya hamy aik achy shok ka rakhna zarori ha birds ka bi mojy ohat zyada shok ta or ya aik bohat hi acha shok ha ham start ma in pa bohat mehnat karni huti ha jab ham in ka boaht pyar sa khyal rakhta han or ya hamy bachy data ha jin sa tadad ma bi azaf huta ha asa hi mara pas ab bohat zyada han jin ko ma markit ma sell kar ka in sa bi cha kma lata hu
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ap ka Shouq Ap ki kamyabi ki zamanat hai.

                Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insaan ka apna apna shok hota ha ham is ko jitna achy say sarinjaam dety han hammy is main utni he achi success hasil hoti ha dear mera shok ha trading karny ka dear ye ak bahut he acha business ha dear trading karny say ham ghar main asaani say reh sakteey han or koi bhi dificult kam hammy nai karna parta dear ye ak esi markit ha jis main hammy bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha ham is ko jitni mehnat kay sath is ki parectice kar kay is ko enjoy kar sakteey han is main hammy bahut sari mehna kay bad he kamyabi hasil hoti ha ye ak international business ha mera shok is ko achi tarha say karny ka ha ye ak bahut he vip business ha

                اب آن لائن

                Working...
                X