forex men ibtadai trader k msyal.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex men ibtadai trader k msyal.
    dear bro jo trader nya hota hy uskaily rules ko follow kerna tora mushkil ho jata hy wo apny emotions per control nh ker pata jis ki wjha sy kbhi kbhi wo lot ka sahe istimal nh ker pata aor is k illawa uskaily patioence rhkna bhi tora mushkil ho jata ..aik do mertba to wo zroor loss ka samna kerta ho ga phir ja ker in tmama cheezo per control ker paye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex men ibtadai trader k msyal.

    Gee han jab new trader market main aata hai un ko yeh pata nai hota post kaisay karny thread kaisay karny hai rules kahan se read karnay hai jis ki wajah se un ko kafi mushakl paish aaty hai phir jo jo waqat guzarta hai un ko forex trading halat ka pata chalta rehta hai yeh bilkul is tarah jaisay aap kisi new city gai ho phir aap ko gali ka pata nai chalta k ghar kaisay nai jana jab zaida dair us city main raho ga seb pata chal jata hai
    • #3 Collapse

      Re: forex men ibtadai trader k msyal.

      Zaida trader ko jo masla rehta hai woh yeh hai kay woh kehty hain kay demo mai profit hota ha or real mai loss hota hai tu un ko bata do dunu mai market same rehti hai ager fark hota hai tu woh es cheez ka hota hai kay ap ka capital demo pay bout zaida hota hai or live pay kam hota hai esleye market jab zaida against move kary gi ap ka account wash ho ga real main.
       
      • #4 Collapse

        Re: forex men ibtadai trader k msyal.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
        dear bro jo trader nya hota hy uskaily rules ko follow kerna tora mushkil ho jata hy wo apny emotions per control nh ker pata jis ki wjha sy kbhi kbhi wo lot ka sahe istimal nh ker pata aor is k illawa uskaily patioence rhkna bhi tora mushkil ho jata ..aik do mertba to wo zroor loss ka samna kerta ho ga phir ja ker in tmama cheezo per control ker paye ga.
        ji Bhai aapki baat bilkul theek hai jo log bhi is karobar mein aate Hain unko shuruaat mein kafi masale hote hain sabse bada masla to yah hota hai ki hamen is karobar ki acchi jankari nahin hoti jiski vajah se shuruaat mein kafi nuksan ka samna karna padta hai hi lekin agar Ham sabar ke sath kam karte Hain to ahista ahista is karobar mein kamyabi jarur mil jaati hai
        • #5 Collapse

          Re: forex men ibtadai trader k msyal.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
          dear bro jo trader nya hota hy uskaily rules ko follow kerna tora mushkil ho jata hy wo apny emotions per control nh ker pata jis ki wjha sy kbhi kbhi wo lot ka sahe istimal nh ker pata aor is k illawa uskaily patioence rhkna bhi tora mushkil ho jata ..aik do mertba to wo zroor loss ka samna kerta ho ga phir ja ker in tmama cheezo per control ker paye ga.
          Ham koi bhi kam Karen Jab Ham usmein new hote hain to usko understand karna to Kafi Mushkil hota hai lekin Jaise Jaise Hamara experience increase hota hai Hamare liye vah kam karna Aasan ho jata hai aur FIR Ham usmein expert bhi ban Jaate Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: forex men ibtadai trader k msyal.

            Dear Jaisa ki Ham dekhte hain ki Forex trading co jo bhi new members join karte hain unke liye thoda Mushkil ho jata hai Kyunki yah Kaisa business hai jo ke Dekhne Mein starting mein bahut jyada difficult lagta hai Kyunki ismein market ki movement ko samajhna bahut hi Mushkil Ho Jata Hai Jab Ham time ke sath ismein learning karte hain aur knowledge Hasil Karte Hain To ismein Hamen market ki samajh Aati Hai jisse Ham aasani se ismein kam kar sakte hain numerous ko chai ke vah ismein market ko Jyada Se Jyada time de aur ismein knowledge Hasil Karke kam karen to is unko jyada fayda ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex men ibtadai trader k msyal.

              New traders ko jo main issue hota hai woh yeh hota hai woh bina learning or experience se start mai he earning krna chahty hain jo kay possible kam nahi hai. ap apni trading mai jab tak sahi tarha se trade nahi karo gy ap ko loss tu ho ga or sath mai ap ko nahi patachaly ga kay ap nay next kiya karna hai. ap ko free of cost demo account esi leye diya jata hai ap kudh ko sahi prepare us pay karian or phir jab ready ho jain phir trade karian.
                 
              • #8 Collapse

                Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                Slam dear member! Umeed h ap thk hon gy. Pakistan forex forum jesy bhtreen platform se faida utha k apny knowledge ko increase kr rhy hon gy. Is k sath sath informative post kr k acha bonus gain krny k liye struggle kr rhy hon gy. Traders ko start Mein different problems ka Samna karna par sakta hai. Lot size Lagane Mein Kabhi unko masala Hota Hai To Kabhi vah over trading kar Jaate Hain. Lot size bahut hi important hota hai jo ke new members mostly jaldbazi mein galat Laga Dete Hain aur unhen loss ho jata hai. Kabhi kabhi Unka account bhi wash ho jata hai. Beginners ko bahut sari problems ko face karna padta hai. Agar wo start Mein Apni Mushkilat ko sikhate jaen to woh Aage jakar acchi earning kar sakte hain aur Unki trading bhi successful ho sakti hai otherwise Mushkilat se pareshan Ho Jaenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge Shukriya.
                • #9 Collapse

                  Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                  My dear forex friend jo new trader hota hy os k pas acha experience na hony ki waja s wo kabhi bhi achi teade nhi laga skta or os k liy trading k rules ko follow krna thora mushkil hota hy qkih wo apny emotions pr control nhi rakh skta jis ki waja s wi lot size ko nhi sahi use nhi kr skta or osy loss ho jata hy is lit wo loss ko ignore na kry osy is ka khiyal rakhna chahiy or is a acha sbaaq hasil krna chahiy takih wo bhi acha or kamyab trader ban sky
                  • #10 Collapse

                    Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                    Achi kamyabi aur achi earning hasil karne ke liye forex main rules ko follow karna hamare liye bahut hi zaruri hai Jiski madad se forex mein hum acha work aur acchi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain isliye forex mein koshish karni chahie ke forex main trading rules ke mutabik start karen aur Forex main rules k against work our trading nahin karni chahie jiski vajah se forex mein ham nakam ho sakte hain aur Hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai aur forex mein achi aur safe trading ke liye hamen trading money management ke sath karni chahie aur forex mein achi aur safe trading ke liye Hamen trading mein normal lot size use karna chahie forex mein achi trading ke liye hamen trading mein stop loss our take profit ko bhi use karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bach sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                      Forex trader ko sabse Jyada Agar baat kare to Mushkil baat ki hoti hai ki vahan per vah log kaise kam Karenge Kaise unko account active Hona chahienew trader ka video market ko Soch Samajh Ke Nahin Karta Nahi market ko acche se karta hai isliye new trailer ko chahie ki WhatsApp se pahle market ka Nala kaise karen market per kam Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                        Forex mein ibtadai tarding hamsha dekh kr lagen choti trade kren currency ko check kr len chart ko follow lren pGe ki stting kren phir market ko samjhen is k bad tradeing kren ia ay ap ko faida ho ga nai to nuqsan ho ga ye tamam chesen soch kr trading kren profit hasil kren
                        • #13 Collapse

                          Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadTariq1995
                          Agree with you.new members should keep patience.thry should learn complete process of forex trading....
                          Dear patience sub kuch nahi hotahai. jab tak ap sah ise learning nah karo gy apny analysis se trade nahi karo gy open tu ap ko patience rahkny ka faida nahi hai. apny trades ko sahi manage karny kay leye ap kay leye zarori hai kay ap apni tradfes ko sahi se manage karain. us kay leye ap stop loss or take profit ka yakini banain. or sath main apny analysis ko kudh karian yeh woh basic batain hai jo traderrs ko lazmi start se end tak apnani cheye .
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Amir2925 پيغام ديکھيے
                            Forex mein ibtadai tarding hamsha dekh kr lagen choti trade kren currency ko check kr len chart ko follow lren pGe ki stting kren phir market ko samjhen is k bad tradeing kren ia ay ap ko faida ho ga nai to nuqsan ho ga ye tamam chesen soch kr trading kren profit hasil kren
                            Dear jab ap apni trading main mistake karty hain or phir us ko cover nahi karty hain tu woh ap ki issues ko zaida karty jaty hain. ap ko cheye jo mistake ap ko lagain woh ap cover karain or bad mai ap ko aisi mistake ko daikhnay ka samna na karna pary. koshish karain kay jo mistake ap karain es sy ap ko bad mai koi issue nahi aye ga.start mai ap ko mushkil ati hai lekin time to time ap achy sy es ko manage kar laity hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex men ibtadai trader k msyal.

                              han jab new trader market main aata hai un ko yeh pata nai hota post kaisay karny thread kaisay karny hai rules kahan sebata do dunu mai market same rehti hai ager fark hota hai tu woh es cheez ka hota hai kay ap ka capital demo pay bout padta hai hi lekin agar Ham sabar ke sath kam karte Hain to ahista ahista is karobar mein kamyabi jarur mil jaati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X