jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #16 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

Walekum salam dear aap ne kafi achi points share ki hain ek trader ke life style before trading and after trading kaafi alg and different hota hai jab aap regular trading mein ajate ho and aap ko trading ke zarye profit milna start hota hai to hum logo ko ek kam ye karna chaye ke greedy factor se bach ke rahen kyun jo greed hota hai wo barhi buri cheez hoti hai jo insan ko dobbati hai other hand pe dekha jaye to forex trading life style setup karne ka ek behtreen tareeka aur zarya jis se na khud ka apni family ka life style futute set kar skate hain apni zindagi ko behtreen namoon spend karna hai to tradding learn krke us se earning karen.
• InstaForex
• #17 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

us main dost main aik boht he simple baat kahoun ga k jab bhe ksie business ko app us k rules and regulation k mutabik nahe kerty hain to pher app ka time table disturb hota hai our us ko kharaab kernay wala main factor forex k andar greed hai us ko ager hum apni life say nikal dain to pher us main hum aik achy our successful trader ban sagty hain
• #18 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
Assalam o alaikum dear members and traders.Mai ye thread iss muqabalay mai post kertay huay muskara raha hu kiyu kay aap ye samajh lain kay likh to mai apni kahani raha hu but sub traders or forum members ka yehi lifestyle hai.Parh kay acha lagay to thanks nahi kijeye ga sirf muskara kay koi comment zaroor post ker dijiye ga.

Yaar jab mai forex trading nahi kerta tha or pak forex forum pay work nahi kerta tha tab mairay paas bohat time hota tha or mai apni marzi sey bohat sa waqt dosto kay saath guzarta tha.Facebook ,twitter pay social tha but jab sey iss business mai aya hu or forum pay bonus kay liye kaam shuru kia hai ,aisa lagta hai zamanay hogaey facebook or twitter ko daikhay huay.

Jab mai forex nahi kerta tha tab mai khana time pay khata tha or sota jagta bhi time pay tha or iss waqt tak to mai aadhi neend ker chuka hota tha or ab mai iss waqt bhi jaag kay kabhi mt4 ko click kerta hu or kabhi forum pay likhna shuru ker daita hu.

Trader bananay sey pehlay mai chaey din mai 4 baar peeta tha or ab to din mai jitni trades open kerta hu close kerta hu,jitnay threads kerta hu jitnay thanks daikhta hu dil kerta hai bus chaey chalti rahey or kaam chalta rahey.huh haa yaqeen karey mai forex trading sey pehlay aadha siyastdaan,aadha sahafi,aadha tajzia nigaar,aadha maeshiyat daan or aadha actor ban chuka tha but ab to sirf pora trader he reh gaya hu baqi sub aadha khatam he hogaya hu.

Allah sey dua hai kay aap bhi baqi sub aadhay aadhay ki bajaey pooray kay pooray trader ban jaey takay un sab aadhoo ko bhi poora honay dain or apna apna aadha kaam poora ker lain.

Aap sub traders ka kia khayal hai?
Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha aik normal life main or trader ki life main both difference ha normal life main hum log both sy kam dakh or Kar rehe hoty han jab k forex trading main sirf trading he Kar rehe hoty han trading main humy both ziada time dana hota ha duniya ka koi bi kam ho us k ley humy pehly usy seekna hota ha us k baad us ka experience hasil karty han kuch area practice Kar k or jab humy Kam aa jata ha to phr hum log kam easily kar sakty han isi tahra same forex trading main bi ha sab sy pehly hum seekty han practice karty han or us k baad real account main kam karty han srif forex trading main humy online rehna parta ha market ko dakhna hota ha jab k normal life main asa ni hota ha Jo Kam hua bas Kar lea jab k trading main humy online rehna hota ha is ley trader ki life har waqat busy rehti ha

• #19 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel
Assalam o alaikum dear members and traders.Mai ye thread iss muqabalay mai post kertay huay muskara raha hu kiyu kay aap ye samajh lain kay likh to mai apni kahani raha hu but sub traders or forum members ka yehi lifestyle hai.Parh kay acha lagay to thanks nahi kijeye ga sirf muskara kay koi comment zaroor post ker dijiye ga.

Yaar jab mai forex trading nahi kerta tha or pak forex forum pay work nahi kerta tha tab mairay paas bohat time hota tha or mai apni marzi sey bohat sa waqt dosto kay saath guzarta tha.Facebook ,twitter pay social tha but jab sey iss business mai aya hu or forum pay bonus kay liye kaam shuru kia hai ,aisa lagta hai zamanay hogaey facebook or twitter ko daikhay huay.

Jab mai forex nahi kerta tha tab mai khana time pay khata tha or sota jagta bhi time pay tha or iss waqt tak to mai aadhi neend ker chuka hota tha or ab mai iss waqt bhi jaag kay kabhi mt4 ko click kerta hu or kabhi forum pay likhna shuru ker daita hu.

Trader bananay sey pehlay mai chaey din mai 4 baar peeta tha or ab to din mai jitni trades open kerta hu close kerta hu,jitnay threads kerta hu jitnay thanks daikhta hu dil kerta hai bus chaey chalti rahey or kaam chalta rahey.huh haa yaqeen karey mai forex trading sey pehlay aadha siyastdaan,aadha sahafi,aadha tajzia nigaar,aadha maeshiyat daan or aadha actor ban chuka tha but ab to sirf pora trader he reh gaya hu baqi sub aadha khatam he hogaya hu.

Allah sey dua hai kay aap bhi baqi sub aadhay aadhay ki bajaey pooray kay pooray trader ban jaey takay un sab aadhoo ko bhi poora honay dain or apna apna aadha kaam poora ker lain.

Aap sub traders ka kia khayal hai?
Ji bhai ap nay bohat hi achi bat ki hay aor jo Forex trading kay hawalay say ap nay apni life main changing share ki hay main es say bil kul agree karta hoon Forex trading aik profitable business hay and world wide business hay this time yeh poori world main famous ho raha hay es business ki in khasosiat ki bina par log isay bohat ziada join kar rahay hain aor kamyabi ki soorat main bohat ziada profit hasil kar rahay hain is business main traders ka sanjeeda hona bohat zarori hay aor jo log es main serious nahi hotay woh Forex trading main kabhi kamyab nahi ho saktay aor na hi woh ziada busy hotay hain jab k serious traders Forex trading main bohat hi ziadabusy rehtay hain aor jis taran ap nay kaha hay k life main tamam masrofiat kam ho jati hain bas Forex trading hi aik big masrofiat reh jati hay aor trder is main success kay liay din rat mehnat karta hay aor sath sath Forex kay knowledge ko increase karnay kay liay Pakistan Forex Forum pay posting karta hya. Lehaza yeh bat bil kul thek hay k Forex trader kay life style ko change kar deti hay.
• #20 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

Forex trading business ka effect traders key life style par zaror hota hay, traders ki life pehly se zeyda masroof ho jati hay aur sath me agar poor persons Forex business ko join kar lety hey to us ka life style hi bilkul change ho jata hay, bahot se esy poor traders hey jo key mehnat key base par achi trading kar rahy hey aur esy traders ne Forex business me kamyab hasil kar key hi apni life style ko change kar dia hay, Forex business me agar planing key sath trading ki jaye to traders risk be ban sakty hey aur agar es business me mehnat na ki jaye to fail hona be traders key ley yakeeni ho sakta hay.
• #21 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

G han Forex business ko join karny key sath hi hamari life style change ho jati hay, Forex business aur Forex forum ko join karny se pehly ham other social activities me time zaya karty tey magar Forex business ko join karny se hamara ye time zaya nahi hota aur ab ham apny time ko keemti bana chuky hey, jetna be time ham learning karny me ya forum me posting work me spend karty hey ye keemti ban jata hay, es business me zeyda profit earn karny se be hamari life par positive effect hota hay aur hamari life pehly se zeyda change ho jati hay.
• InstaForex
• #22 Collapse

Re: jaiza: Aik Trader Ka LifeStyel

Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha ap k hath main ha ap kase time ko manage karty han or kase trading karty han or Pakistan forex forum pe ache post kab or kase karty han ap apni need bi puri kar sakty han or apni family ko bi time da sakty han par in sab ko manage karna ho ga asa time jis main family members sab available hon tab ap bi uny time dan juldi soen or juldi jageny or baqi din main bi ache trading karny or sham ko bi or Pakistan forex forum pe ache post bi karny sath sath Pakistan forex forum main jtni ache post karny gy utna he ziada ap ko bounce hasil ho ga jis ap easily ache trading kar sakeny gy or forex trading main ache earning kar sakeny gy or sath main ap sab ko time bi da sakeny gy ziada busy ni hon gy

اب آن لائن

Working...
X