Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

    Dear ap 10 dollars b investment kar skty han or 10000 dollars b mgr is k liay zrori hy k ap k pas experience or knowledge zrori ho phly ap demo account bna kr practice kr k experience hasil karan phr us k bad jo forex forum ny hamy bot achi saholat di hy jis m ham posts kr k bonus hasil krty han jitny zyada ham posts krty han utna hi zyada bonus hamy milta hy hamy is bonus account m trading krni chaiy q k is sy Aik to hamy profit mily ga or dosry forex trading m expert banny k liay experience mily ga us k bad jb ap smjan k ap forex ko achi tra smj gy han trading expert ban gy han phr ap jitni chaiy utni investment kar sakty han or apni mehnat sy kam kr k good traders ban k apni life ko successful bna skty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

      jo bhe trader us souch k sath forex main ata hai k us ko usmain kafi investment kerna ho gee to dosto wo forex main kabhe bhe kaamyaab nahe ho pata hai us ke main reason ye hai k ager us main app money ki bjeay ager knowledge our experience ki investment karen trading ko time dain gay to kal ko app 100 dollar account say bhe millionier ban sagty han but ager app money ki investment main 100000 dollar ka account bhe laga lain to wo aik din zero ho jeay ga so learning pay focus karein pher app kum say bhe boht khuch earn kr pain gay
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

        dear ap ka swal baht acha hai kay humary pas kitni investment honi chayia start main dakhian brother humar pas jitni ziada investment ho gi utni he hum trade achi kr sakty hain is se humara account be safe ho ga or hum acha profit hasil kar saktay.krnay ko tu ap 50$ se b start kr sakty hain lekn agr ap kay pas 500$ ka blanc hona chayia phir ap kuch ern kr sakt ho.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
          Real Fprex account main say trading karnay kay liay investment ki soorat main hamaray pas kitnay paisay honay chahiay jin say ham asani say trading start kar sakan?
          Dear friend forex trading main ap ny investment karni ha to is ki koi limit ni ha ap apni marzi sy investment kar sakty han ap 10 dollars bi invest kar sakty han or ap 10000 dollars bi invest kar sakty han is ley jtna ziada ho behtar trading kar sakeny gy par ap new han ya seekeny main lagay han to ap ko chae ha 100 dollars both han just 100 dollars sy trading karny or ziada sy ziada profit hasil karny ta k humy forex trading main kamyab hon is sy ap learning bi behtar kar lan gy or ap ki ache practice bi ho ge jis sy ap ko maximum knowledge or experience hasil ho ga or ap ziada sy ziada ache trading kar sakeny gy or tohri c investment sy ziada earning kar sakty han
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

            dear forex main ager ap ky pas investment nahi bhi ha tu ap forum main kam kar ky apni invest ko jama kar sakty hain aur ager ap ky pas investment hai tu kam say kam ao 100 doller invest karain aur 0.01 ki lot istmal kar ky trade karain aur kabhi bhi big lot na use karain jab aik trade close ho jay tab ap dosri trade place karain aur apni trade ka sl kam sy kam rakhain jis say ap aik 100 doller ky sath bohut achi income kama sakty hain ager ap daily ky 5 doller bhi apna target rakhty hain tu ap aik week main 25 doller earn kar sakty hain aik month main ap 100 doller earn kar sakty hain aur 100 doller pakistan main 15000 rupees ka hai ju ky ap 100 doller ky sath asa koi business nahi ha ju itni kam invest say itna acha profit kama sakty hain es lea ap ko forex main invest kar ky acha earn kar sakty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

              Forex business me investment karny aur trading karny key ley 200$ se kam ka account balance nahi hona chaye, es ki waja ye hoti hay key app trading karny me koi be ghalti kar sakty ho loss hony par app ko recovery key ley account me balance ka majood hona be zarori hota hay, 50$ account balance par be trading possible hay aur 10$ account balance par be trading ho sakti hay magar account balance ki recovery 50$ ya 10$ key capital par possible hi nahi hay 200$ ka account balance ho to app ko confidence be hota hay key loss ho jaye to app recovery kar sakty ho.
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                dear forex markeet main yeh baat important nai hay k hamaray pass kitni money ka hona lazmi hay important yeh hay k haamray pass is markeet main kaam krnay k liye kitna knowledge aur experience hay ham kis had tak lose ka mukabla kr saktay hain ham kis had tak markeet main achi performance dikha saktay hain aur ham kitni jaldi ya kitni trades main apna lose recover kr saktay hain agar haamray knowledge aur experience acha hay to ham kam say kam money ko bhi bahut jaldi ziada say ziada krnay main success ho saktay hain,for example hamaray pass achi invest hay jis say ham hamaray pass knowledge aur experience na honay ki wajha say ham us main achi entery nai lay saktay to ham markeet main barry say barry invest ko bhi bahut jald lose main change hotay huvay daikhaingay jiska hamko koi khaas faida nai hoga aur agar hamaray pass kam say kam invest hay aur chay say acha knowledge hay jiski help say ham usay bahut jald double aur ziada say ziada krnay main kamyaab ho saktay hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                  Foreign currency trading main initial stages per investment karne ki koi zarurat nahin , Jab aap trading platform per expert ban jaen aur aap apne account ko manage karna samajh jaen to phir uske bad aap investment kar sakte hain. Trading account mein jitna bara capital ho ga aap ki earning ki limit utani hi ziada increase ho gi agar aap aap ko affordable hai to aap 1000 US dollar tak investment Karen aur us ke bad apni trading start karen. Lekin yah baat Jahan mein rakhen ki jab tak aap ko trading ki basics, technical analysis aur fundamental analysis per aboor Hasil nahin hota tab tak aap investment mat Karen balke bonus accounts per trading kar ke learning bhi hasil Karen aur sath sath earning bhi hasil Karen.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                    ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya FIR main aapke liye koi limit nahin hai aap ismein jitni marji investment ke sath kam kar sakte hain is per aap per depend karta hai agar aapke pass investment jyada hai to aapko loss ke chances kam hai jitni aapke pass investment hogi aap use to separate lead lagaye aur usi hisab se Laut side select Karen jitni aapke pass investment jyada hogi utna profit bhi jyada Ho Gaya jitni investment ka bhav kitna profit bhi kam hoga aapko ismein agar investment nahin hai to aap aur ham par kaam karke ek accha bonus banaa sakte hain aur usse trade karke ek accha trophy transfer kar sakte hain mere hisab se agar aapka investment karni hai to aap 200 Dollar yeah song dollar se shuru kar sakte hain aur uske bad Disco mein jaaye aur 1 businessman Ban sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                      forex main hamry pas investment ky lea jitni bhi amount ho pehly forex main ap ky pas experience ka hona zrori hai kyon ky ager ap ky pas acha experience hai tu ap 20 doller ky sath bhi apna account hazron doller main convert akr sakty hain main nay asy bohut say trader dekhy hain ju apna account kuch he doller laga kar un ko kuch he month main hazron doller tak lay jaty hain kyon ky un ky pas acha expereince aur achi grip hoti hai forex market main es lea ager ap k pas big inv3est hai aur experience nahi tu tab a forex main kuch nahi earn akr sakty hain balky loss he kar sakty hain es lea forex main ap ko pehly learn karna chaheay phir chahy ap 50 doller say 100 doller say bhi achi earning kar sakty hain jitna ho saky forex ko sekhain.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                        Salam bhai apko zarori nhn forex me money hona ap khud posts krka paisa kamma sakty ho un paidon sa tradeing kr sakty ho agar ap senior ho apko sb pata hai forex ka to phr ap apni marzi ka paisa laga ka trade kr sakty ho usme apko profit or loss v ho sakta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                          Forex trading business mai agar koi trader apni personal investment say trading kerna chahta hai tou usay chaiye kay Kamm say Kamm 500$ ki investment ker kay apna business start Karey. 500 $ aik aisi initial investment hai jiss say achi trading ki straying ki ja sakti hai aur ye koi Bari investment bhi nahi hai. Agar daikha jaey tou conventional businesses mai iss kay muqabalay mai bohat Bari Bari investments kay saath small businesses shuru hotay hain iss liye 500$ aik average investment kahi aa sakti hai. Forex trading aik 100 % real aur trusted business hai. Jab real trading account aur payment processor. Account verified ho Jaey aur securities achi ho tou forex mai achi investment ker laini chaiye aur start mai soch samajh kay trading ker kay apna experience barhana chaiye aur small profits lainay ki koshish kerni chaiye phir apni investment bhi barhai jaa sakti hai aur profits bhi ziada target kiye jaa saktay hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                            Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading main kamyabi hasail kerain gay too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor ager aap achi planning ky sath trading kerain too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex trading main kamyabi hasail kerain gay too aap ko acha profit bhi hasail hota hay oor aap achi trading ker sakhty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko acha probably be there around too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap achi earning bhi hoti hay.
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                              Real Fprex account main say trading karnay kay liay investment ki soorat main hamaray pas kitnay paisay honay chahiay jin say ham asani say trading start kar sakan?
                              Mere Khyal Mein To Agar Ham is karobaar Mein pahle acche tarike se is ki taleem Hasil karne ke bare mein sochte hain to vah Jyada Achcha hota hai Kyunki Jab aapke pass acchi Jankari Hogi tab hi aap Kamyab ho sakte hain yah Duniya ka itna Bada karobaar Hai Ki ismein Har EK Roj 5 trillion dollars Mein kam Kiya jata hai isliye ismein Jitna Bhi Jama kar wale vah kam Hota Hai hi aur Agar aapke pass acchi Jankari Nahin Hoti to bahut hi jald sab kuch Khali ho jata hai
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading main hamaray pass investment kay liay kitni money honi chahiay?

                                Forex business me investment ki kam se kam limit 100$ rakni chaye aur zeyada se zeyada 1000$ ya be es condition me jab traders samjty hon key us ka expernice acha hay aur wo loss nahi kar sakty, ye trader ne apni marzi se decide karna hota hay key us ko ketni investment karni chaye, agar traders afford karny se zeyada ki investment karen gey to un key le account manage karny me aur emotions ko control karny me bahot mushkil ho sakti hay hamesha investment key bary me be planing karni chaye ta key traders emotional hony se bach saken aur sath me trading me wo pressure be feel na kare saken, etni kam investment be nahi karni chaye key 1 trade open kia jaye aur 2nd new trade open karny key ley free trading margin be majood na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X