Market analysis zaroori hy kia ya hum market ko analysis kiy baghair trade kr sakty hain ? kamiyaab trading k liy kia krna chaahiy tmam dost behtar rahnumai frmain
Market analysis zaroori hy kia ya hum market ko analysis kiy baghair trade kr sakty hain ? kamiyaab trading k liy kia krna chaahiy tmam dost behtar rahnumai frmain
Ap ko kabi be koi be trade market ki movement ko analysis kiya bgr nai open karna chayia ku ka aisa karna sa apko sirf aur sirf lose hi hoga aur ik khamayb trader ban ka liya ap ka pas knowledge aur experience ka hona lazami ha aur demo account par boht hi zada pratice karni parti ha aur kab be greed nai karni chayia
Successful traders apny analysis kudh karty hain woh kisi signal ya kisi or pay depend naih karty hain. woh kudh source of trading ko banaty hain or apni learning or research se woh apny analysis ko final karty hain. woh fundamental or technical dunu ki base pay trade karty hain or yeh he waja hai un k loss k chances kafi kam or profit k chances kafi zaida barh jaty hain.
So best trader k liay zarori ha k wo market is analysis zaroor kery as liay so chahey k ager so am best trader banana chahty ho tu sab sy phely ap forex related news ko lazmii perhy or forex related knowledge gain krain..phr ap am achyy trader ban sakty Hain.
Acha Trader kabi be analysis k bina trade nahi kary ga. ab baat yaha a jati hai kuch log analysis karna tu seekh laity hian lekin woh baqi cheezay nahi seekh patay hain like money management es taraha woh achi knowledge or learning honay k bwajood b loss mai jaty hian esleye sub se pehlay mt4 k tools ko seekhain us k bad analysis kar k trade karian. Fundamental analysis ap zaida tab karo jab ap scalping ki taraf ja rahy ho or technical analysis ka use ap tab zaida karo jab ap long term trade karna chahty hon.
Dear Market ka analysis karna yeh nahi hota hai ap market k chart ko daikhain. ap ko cheye Ap technical or fundamental anlaysis karain or phir ap judge karain apni learning or experience ki base pay ap ko pata chaly ga kay market ka trend kis taraf ja raha hai. Ap ko cheye Ap Forex main Apny analysis or apni learning ko rozana ki base pay update karian es se ap ko yeh faida hasil hoga k ap aram se apni trading main acha trend hasil kar sakain gay.
Analysis ak important hasa ha Market ka Aor zurori be ha Analysis 2 tara ka hota ha Technically analysis aor dosra Fundamental Analysis Lakan dono zurori han.Aor Analysis ka be ak Plan hona chaya aor plan ka matabiq chalna chaya.Aor Analysis ka bad Market ma Enter hona sa phala Entry point and Exit point ka be dayan rakna chaya.
Nhi bhai bagair market ka tajzia kiye bagair kese achi trading kar sako ge. Analysis mein hum price ki history mein movement ko check kar ke us lihaz se apne trade lagane aur close karne ke points select karte hai to agar apko ache se andaza nhi hoga k kaha pe trade lagani hai aur kaha pe close karna munasib hoga to ap ek achi trading nhi kar pae ge. Achi aur profitable trading ke liye market ka analysis buhat ziyada ahmiyat rakhta hai.
Well bro, market ka tajzia karna buhat hi aham hai ek achi trading karne ke liye. Hume dono fundamental aur technical analysis pe proper dhiyan dena chahiye. Jab ap ne ache se jaiza liya hoga market ka to ap confidence ke sath trading karo ge to ap ke ander trade ke galat ho jane ka dar kafi had tak khatam hoga aur ap achi trading kar pao ge.
Market main analysis karny kay leye ap ko cheye k ap news se update rahain or technical analysis be use karian tu us k bad ap ko pata chaly ga trend kaisa ja raha hai. Analysis jab tak ap nahi karo gay tu ap kamyab nahi ho skaty us k bad ap just risk pay trade karain gy ap ki trading jis kadar achi hogi us ki reason ap k analysis hai koshish karain kam pair pay trade karain or just un kay he analysis karian.