Question about payza
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han bhai jan payza k fees bohat zayda hai ap payza sey withdraw mit karo moneybookers sey karo is k koi fees nhe hai sab free ho rha hai moneybookers sey deposit bhe or withdraw bhe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jee han dear jeb be ap payza main ya kisi aur payment processor main apna withdraw latay hain to is ki fee zroor kati jati hay but fee main kem ya ziada ka freq ho sekta hay.
      • #18 Collapse

        Aap apni income ab payza main withdraw nhe karwa saktay hain aap ko skrill main account banana perray ga aur aap issi main apna account khol kay wthdraw lay saktay hain aap ko iss main withdraw lay bhe saktay hain aur iss main apni income mangwa bhe saktay hain
        • #19 Collapse

          Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam karta rahana chahia ya hum ko hamara kam karna ka paisa data ha
          • #20 Collapse

            yes jab hum online withdraw layte hain to is ka kuch charger hote hain aur wo charger her koi electronica bank katata hain hain payza ka be charger hain ja bohat kam charger hain payza ko main na used kayea hain ja kafi secure system hain
            • #21 Collapse

              payza ya koi bhi exchanger ho ye apni fee tu lete he hein,payza 2.50% withdraw pe fee leta hai,aur isi traha har ka apna apna hisab hota hai,sending tu free hoti hai,receiving pe charges lete hein
              • #22 Collapse

                Maen khuch earsay phelay tak to payza use ker raha tha aik din 17 usd ka withdraw lagaeya to instaforex nay to bohat kum fee kate but payza nay boht charges leaya us k bad say main to permanent skrills use ker raha hoon
                • #23 Collapse

                  dear yes payza ku fee kafi hai
                  iss sa withdraw k waqat ye fee kati ajti hai ma na ye experw kiya hai
                  iss ki fee about 25 cent or sath kuch % hai jo k har transaction pr kati jati hai
                  sab ki apmi apni fee hoti hai
                  skrill ki bhi hai
                  but bitocin ki sab s akam hI na hony k brabr agrbaap chahy tj wo bhi use kr sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Question about payza

                    Dear Payaza ka Pakistan main itna use nahi hai. ap ko cheye behtar hai kay ap Skrill ya bank mai apni withdrawal or deposit ka chose karain. es ka faida yeh hai kay ap asani sy deposit or withdrawal kar sakain gy. Pyaza ka Pakistan mai use bhout kam hai. esleye jab ap buy karain gy or jab ap sale karain gy tu ap ko issues ayain gy. esleye behtar hai ap Skrill ka intikab karain. Aik tu es ka use zaida hai ap asani sy buy or sell es ko kar kay apny account balance ko maintain kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X