Forex m taleem ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex m taleem ki importance

    Forex trading market Nepal in Bihar mein bahut jyada hai ke aate honge kamyabkabhi hum ismein kamyab Ho payenge Verma isme kamyabi bahut mushkil hai kyunki 1 worldwide business hai aur isme kamyab hona bahut jyada mushkil hai hamein chahiye ki jitne bhi humne note Karen hamara focus hobo knowledge bhi ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex m taleem ki importance

      Forex main ap taleem jab tak hasil nahi karain gy na ap ko yeh pata hoga Forex kiya hai es ko kaisy use karna hai or kaisy es se ap ko profit kamana hai or kaisy ap ko loss se bachna hai esleye learning karain practice or experience ko gain karain es tarha ap ko pata chaly ga kay ap ko yeh business kis had tak faida day sakta hai or ap kaisy kamyab ho sakty hain.
         
      • #18 Collapse

        Re: Forex m taleem ki importance

        Forex business ko done karne ke liye koi bohat zeyada education ki zaroorat nahi hoti hai is me bas insa ko thora bohat market ki moving ko samajhne ki zaroorat hoti hai jo insan moving ko samajh sakta hai wo trading kar sakta hai is bohat zeyada high educated hona zaroori nahi hai bas insan ko thori mehnat ki zaroorat hoti hai.
        • #19 Collapse

          Re: Forex m taleem ki importance

          Forex main jab tak ap ko idea nahi ho ga ap kiya or kaisy learning karian gy tu ap ko pata ho ga ap kaisy learn karian gy kaisy us learning se ap experience hasil karain gy or kaisy ap acha experience gain karain gy yeh sub step wise hota hai. tu tab he ap ko Forex main kam karny ka pata chaly ga. Ap ki trading mai experience matter karta hai lekin jab ap taleem hasil tu kar lain us ko utilize karna nahi seekhain gy tu ap aisy he fail hoty rahy gay or kamyab nahi ho sakay hay
           
          • #20 Collapse

            Re: Forex m taleem ki importance

            G sir Forex m taleem ki importance
            jis k pass taleem achi wo as mien kamaee achi ker sakta h aur learning b kar sakta h aur hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mien khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h
            • #21 Collapse

              Re: Forex m taleem ki importance

              G han dear humy 2sri taleem k sth sth forex ki taleem hasil krna bhot zarori hai humy pas jatni b zayada forex ki taleem aur expireance ho ga hum utny he zayada success hho gy humy cahiyay hum forex ki taleem py bhot zayada zoor dy ta k humy forex k relative knowledge hasil ho saky.
              First LEARN Then You Can Remove The "L"
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex m taleem ki importance

                mery kiyal sy taleem itna matter nahi karti hai jitna ap ka experience matter karta hai or experience ap ka 2 tarha sy increase ho sakta hai. aik tu ap apni trade jab open karty hain tu ap us sy pehlay learning karain or us ko phir ap practically use karain es tarha ap ko experience hasil hoga 2nd tareeqa ap ka yeh hoga kay ap practically work karain.different pattern or chart ki setting ko use karain. indicators ko use karain jis sy ap ko kafi acha time kay sath experience hoga.

                اب آن لائن

                Working...
                X