Forex m taleem ki importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex m taleem ki importance
    Asalamu alaqum dear members of forex
    Forex m trding k ly bhot zorori ha all
    Taleem forex ki jis se ap ko confidence
    Milta h or ap aik mature trader bn jt ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex m taleem ki importance

    G han ap na sahi kah ha forex par sab sa zada importance ltaleem ko hasal ha jo forex ka bar ma jitni taleem hasal karta ha wo forex par utni hi jaldhi ik acha trader ban jata ha aur learning karna aa ap ka pas confidence ayta ha aur us ka sath ya ap ko trading karna ma boht hi help karta ha aur is learning ka zarya sa hi wo forex par khamayab hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Forex m taleem ki importance

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer 12345 پيغام ديکھيے
      Asalamu alaqum dear members of forex
      Forex m trding k ly bhot zorori ha all
      Taleem forex ki jis se ap ko confidence
      Milta h or ap aik mature trader bn jt ho
      Dear Ap ki hasil ki howi taleem kisi kam ki nahi hogi jab tak ap us ko practically use karna nahi seekh patay ho . meri tu ap ko yeh advise hai apni taleem ko demo pay test karian us mai se mistake alag karain or phir daikhain ap ki taleem mai mistake kis waja se ayi hai or un ko kaisy door kiya ja sakta hai., aisy choti choti cheezay forex mai kafi importance rahkti hai or ap ko b cheye apni trades ko es tarha khubsorat banain.
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex m taleem ki importance

        Haan g forex trading krnay k leay forex taleem ki ehmiyat say inkaar nai kea ja skta forex koi hwai business nai ha yeh aik bahut he zbrdast aur trusted online business ha jis ko krnay k leay sb say pehlay uski taleem bahut he zaruri ha jb tak hmain sahe tarha pta nai ho ga k forex ha kia chez ic ka system kia ha kon kon c chezain forex pay direct effect krti hain etc tb tak forex mn kamyabi mushkil ho gi lehaza forex ki taleem sb say say zaruri chez ha.
        Kinza789 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Forex m taleem ki importance

          Yes bro app nay bilkul teek kaha hai humay jo b kaam karna chahaty hain. Uskay liye ye must hai k hum us kaam ko pehlay learn karein sahi tareekay say our pir us kaam ko start karein. Our jahan tak forex ki Baat hai. Forex trading 1 bhut he zayda risky business hai our forex trading ko without learning kabi b nai start karna chahye kun k ager app Bina learn kiye isko start karengy to kafi loss ka Samna karna phar sakta hai. Thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex m taleem ki importance

            bro forex mai taleem ki bht importance hai apko jitna ziada is k bary main ilm hoga wohi ap k lia faiada dy ga.agr apko is k bary koi taleem hai he ni na tu ap trade kr skty hain or agr krty b hain tu wo apko loss he hoga.is lia tradin krny k lia apko is k mutalaq mukmal taleem hasil honay chahia phr he apko trading krny ka faida hai is lia trading k bunaidi asolon k bary apko jankari honi chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex m taleem ki importance

              jis k pass taleem achi wo as mien kamaee achi ker sakta h aur learning b kar sakta h aur hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain as mien khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien behter ban kar kaam karna hota h as lyee jab b kaam karna hota h tu acha kaam karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Forex m taleem ki importance

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer 12345 پيغام ديکھيے
                Asalamu alaqum dear members of forex
                Forex m trding k ly bhot zorori ha all
                Taleem forex ki jis se ap ko confidence
                Milta h or ap aik mature trader bn jt ho
                walaikum assalam bhaijaan jab tak Hamare Paas Hai Kisi business ki knowledge Ya FIR taleem nahi hoti Hum Kabhi Bhi usko understand nahi kar sakte aur Jab Tak Hai Hamein acchi understanding Nahin Hoti hamm use chij Mein kamyabi Hasil nahi kar sakte Hame chahiye ki hum Apne trade Lagane se pahle acche tarike se Forex trading ki knowledge ko Hasil kar le
                • #9 Collapse

                  Re: Forex m taleem ki importance

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Umer 12345 پيغام ديکھيے
                  Asalamu alaqum dear members of forex
                  Forex m trding k ly bhot zorori ha all
                  Taleem forex ki jis se ap ko confidence
                  Milta h or ap aik mature trader bn jt ho
                  Dear Sir Taleem hasil karna zarori nahi hota hai. ap taleem tu hasil kar laity hain lekin dukh ki bat hai trader es ko practically follow nahi kar pata hai or finally us ko loss hota hai. taleem jab trader hasil akrta hai tu us ko lagta hai us ko sub samaj a gya hai lekin practically us ko use nahi karta hai tu woh loss mai chala jata hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex m taleem ki importance

                    Bhai is mein to koe shak nhi hai ke forex ke bare mein jitni achi knowledge hogi utna acha result hasil kar sake ge. Per forex ke bare mein srf theory parhna hi kafi nhi hota magar us ko ache se samajhna buhat ahem hota hai. Is ke ilawa ap theory ko ache se samjhne ke bad us ko practically jab demo pe apply kar ke dekhenge ge to apni mistakes ka ilim hoga phr jab ap un mistakes pe control kar lenge tabhi real trading mein kamiyabi hasil kar pae ge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex m taleem ki importance

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: humsafar پيغام ديکھيے
                      G han ap na sahi kah ha forex par sab sa zada importance ltaleem ko hasal ha jo forex ka bar ma jitni taleem hasal karta ha wo forex par utni hi jaldhi ik acha trader ban jata ha aur learning karna aa ap ka pas confidence ayta ha aur us ka sath ya ap ko trading karna ma boht hi help karta ha aur is learning ka zarya sa hi wo forex par khamayab hota ha
                      Dear Taleem ap ki Forex mian us time mukamal hoti hia jab ap koi taleem hasil kar lain us ko practically use na kar lain ap ki Forex ki taleem mukamal nahi ho sakti hain .esleye ap Forex mian koi b earning karty hain tu ap ko cheye kay ap ko pata ho kay Forex mian earning karny k leye ap ny jo taleem hasil ki haiu kiya us taleem ko practically test kar kay daikha hai ky ap ki taleem kis had tak theek hai or ap ko us ka kaisa result mil raha hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex m taleem ki importance

                        dear forex ki taleem ki importance utni hi jyada hai jitni trading Mai experience ki importance Hai without experience trading nahin kar sakte aur without taleem and knowledge ke bagair forex form par kaam nahin kar sakte kyon kijyada knowledge hoga wohi best quality ki post ho sakti hai aur is per bonus achha mil sakta hai isliye knowledge jyada hona Hi best hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex m taleem ki importance

                          Good evening all friends and my sweet members of pakistan forex forum umeed karta hoon k ap sab theek hoon gay....
                          yes sir hum as mien aa ker aci education ki waja say zayada earning ker sakty hien or main aap say agree karta hon q k mari nazar main aap right ho k hum ko experience zaro hasil karna hota h agar hum experience hasil kar laty hain
                          tu ham bhut zyada asani peda kar sakty hain aur jab hum as main asani peda kar lety hain tu ham her trade main profit bi hasil kar sakty hain as lyi ham ko experience ko demo account astmal ker hasil kerna hota hai or hum ko as mian apna experience level increase karna hota hai as lyi main aik hard worker ban kar kaam karta hoon.
                          or mien as mien aa ker her bar earning ker leta hoon.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex m taleem ki importance

                            Taleem koi b zindagi ka kaam ho bhout zarori hai. Forex main be jab tak ap kay pas taleem nahi hogi ap ko nahi pata chaly ga ky ap ko kiya karan haor kaisy karna hai esleye koshish karni heye kay din ba din taleem hasil karain or us ko Forex main apply kar kay acha experience hasil karain nahi tu ap ko Forex main kabi kamyabi nahi mily gi.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex m taleem ki importance

                              Bhai taleem to zindagi ke her qadam pe kamiyab hone ke liye buhat ahmiyat rakhti hai. Jis tarha koe bhi achi job hasil karne ke liye phly hum apni taleem mein achi kamiyabi hasil karte hai usi tarha forex trading mein bhi kamiyab hone ke liye is ke mutaliq taleem hasil karna ahem hai. Ap agar ese kahe ge ke forex mein kamiyabi ka phla step forex trading ke bare information aur knowledge hasil karna hai to galat nhi hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X