MT4 mai kon sa Indicator 100% hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    mt4 main koi bhi aisa indicator nahen hai jo 100% future bata sakay. aisa ho hey nahen sakta kay koi indicator ap ko future price movement bata sakay .. han albata 50% prediction ho sakti hai .. aisay indicator main nay daikhay hain ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Market mn bht se indicators hain lekin esa indicator nahii jo apko market k rates ka up and low hona pehly se bta dy market k rates indicator ki candles hi btati hain lekin market mn kuch achy indector mojood hain jo apko mzeed guide krskty hain
      • #63 Collapse

        Janab indicators ke barey men kaha jara ha keh Future ki nahen Sirf Present ki Wazahat kartey han keh iss waqat ki keya situation ha Tahum Traders apni Tajarba aor Haaliya soorat-e-hall se hee se Aakhaz kartey han ya Predict kartey han keh Mustaqbil men Price ke saath keya honey wala ha Lakin kuch indicators aesy han jinn ke barey men kaha jata ha yeh Future ke mutalliq bhi indicate kartey han Maslan aek RSI , Stochastic waghera trend tabdeel honey se pahley bhi ishara de detey han lakin 100 % inn ko Leading indicators kahtey han Lakin yeh Dhokah bhi dey saktey han Baqee istemal ka tareeqa forum par aor dosrey tareeqon se research jari rakhen pareshan nah hon asani se sab kuch samangh aa jaey ga
        • #64 Collapse

          dear dosto forex trading m mt4 main app ko bohat sari indcator hian mil jayengy or is main tu sari indcator achi hain agar app k in k bary main knowledge raktty ho tu par is main koch indicator esi hain jiss ko agar app use karo tu app ko achi earing mil sakte hain is main parablick Saar hain or is main RSI achi indicator hian
          • #65 Collapse

            main na abi tak koi aysa indicator nahi dakha hain jo 100% real ho her indicator true market ka nahi batta hain is sa hum ko help milti hain ka market ab kiss tarf ja rahi ho market ka trend change ho raha ha ja nahi hum indicator ki help sa sirf market ko study ker sakte hain aur trade hum ko apne experince ka sath karna hoti hain ko hum market sa hasal hota hain
            • #66 Collapse

              Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

              koi b indicator 100% nahi hota ap k technical analysis k sath sath ap ki trading mai fundamental analysis ho gay tu ap ko acha result milay ga or sath mai ap ko trading mai jo problems ati hai woh ap ap just indicator pay na chorain.
              • #67 Collapse

                Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                ap janty ahin k koi b indicator ki bat hi alag hai humy jb loi b trade laini hoti hai to humy lot size ko deakh k hi trade laini hoti hai or humy ye trade time frame ko b deakh k laini hoti hai or ye dono humary liye bht hi important hai .
                • #68 Collapse

                  Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                  MP4 mein acche indicators maujood hai jaise ke bollinger bands ichimoku indicator, parabolic indicator, RSI indicator, moving average indicator,yaroi best indicator jinko metatrader 4 mein laga kar bahut acchi Trading kar sakte hain aur bahut accha profit bhi answer kar sakte hain in ki madad se technical analysis karke UN par bahut acchi trade ki ja sakti hai
                  • #69 Collapse

                    Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                    Indicator kay sath sath baqi cheezo ko mind main rahk kay trade karna hoti hai. just indicator pay 100% trust kar kay trade nahi karna cheye. ap kay fundamental analysis be shamil ho. stop loss ka sahi use or us kay sath sath ap ki money management b achi ho. Indicator ap jab bhout zaida istamal karain gy tu ap ko acha result nahi mily ga. esleye 2 ya 3 indicator ko bar bar istamal karain gy tu ap ko un ka sahi use samaj a jaye ga.
                    • #70 Collapse

                      Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                      Meta trader 4 ho ya 5 ho ap ko us mai kafi zaida built in indicators mil jaty hain or har trader apny hisab or pair kay hisab sy use karta hai jis sy us ko samaj a jaye kay kaisy use karna hai or kon c values dy kay es ko use karna hai woh ap pay depend karta hai.esleye zaorori nahi hai jo baqi use kar rahy hain woh he ap use karain. ap apni marzi or apny experience kay hisab sy koi b chose kar kay use kar sakty ho.
                       
                      • #71 Collapse

                        Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                        forex trading main achi tara analysis kare agar analysis nhe hain tu sirf bollinger band pay kaam nhe karna chahiaye achy achy trades bollinger band main loss kar dete hain qk forex trading main kabi b sirf bollinger band pay kaam nhe karna chaiaye qk jaab tak learning nhe hoti hain tu tu kamyabi b nhe hain kamyabi k liye forex trading main pratice karna parta hain forex trading ek kamyab bsuneiss hain forex trading main jaab tak rules ko follow nhe kiya jata hain tu kabi b kamyabi nhe mil skti hain forex ek best benefit de skta hain agar learning k sath kaam hota hain tu kamyabi easy mil skti hain isliye learning ko strong kare regular pratice kare
                        • #72 Collapse

                          Re: MT4 mai kon sa Indicator 100% hai

                          forex trading main work karne say phly demo account main b kaam karna hoga qk demo account he ek trders ko best earning deta hain demo account main strong learning hoti hian forex trading main pratice he kamyab trades bana skti hain forex trading main best learnnig karna parta hain jaab tak learning strong nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex main best learning kare forex ko samjhy hard work karne wale kamyab ho skte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #73 Collapse

                            Dear jab ap apny indicators ki list ko kam sy kam karain gy tu ap ko faida yeh hogi kay ap apny indicators ko apny pairs pay set karain.Ap apni trade main indicators ki value ko jitna acha find karian gy tu ap ko es sy ap ko faida hasil hoga. ap apni trade ko behtar karny kay leye apni indicators ki value ko find karain. or jis kadar ap ki value achi tarha find kar lain gy tu ap ko faida hasil ho sakta hai.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X