Ibtata main trader ki mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ibtata main trader ki mistakes

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
    Starting mein new theatre bahut jyada mistake karte hain kyunki unko experience nahin hota aur lalch ki vajah sejaldbazi karte hain jisse wajah se bahut jyada loss hota hai new members ko wait karke aur apne senior se Bushra karke trade karna hogi jaldbazi ko control karna hoga save trading karne se hi profit hoga
    Dear yaha trader ki mistakes ki bat ho rahi hai tu main ap ko batata chalo jo trader Forex ko as a business nahi laity hain wo humesha short cut mai rehty hain galat faislay, emotions ka shikar, or gambling or luck pay depend kar kay trading jab karty hain tu fail ho jaty hain. es leye koshish karain trader Forex ko as a business lain gay tu aghy kamyabi hai woh short cut ki taraf nahi jaey ga or learning or experience ki base pay tarqi kary ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ibtata main trader ki mistakes

      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
      Dear Friends
      Jo new trader trading mai atay hain un ki basic galtiya yeh wali hain

      01- Forex ka galat concept mind mai rahkna like Forex Gambling hai.

      02- Luck pay depend kar laina ky market ka trend aisa hoga or galat trade open karna

      03- koi ik trade profit mai close ho gai tu over trading karna over confidence ki waja se

      04- Humesha Learning kar kay practice na karna

      05- Scalping ka idea na hona phir b lalach mai bari lot ka use karna

      yeh woh basic galtiya hai jin ko new trader karty hain or phir tang a kar humesha k leye trading chour daity hain. esleye in mistakes se door rahain.

      Shukriya.
      Forex trading Mein Jab traders new hote hain to unko trading karne mein bahut jyada problem Hoti Hai Kyunki unke pass Itna Jyada trading ka knowledge Nahin Hota aur na hi experience Hota Hai hi Is liye Ye UN Logon Ko kam karne mein bahut jyada problem aati hai aur unko successful hone mein bhi Kafi time lagta hai isliye Agar new traders cal loss hota hai to unko Pareshan Nahin Hona chahie aur sikhate Rahana chahie
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Ibtata main trader ki mistakes

        Kch main ghaltiya jou k hote hy forex k ibteda may, trader bohot jaldi paiso ke lalach may live trading shuru kredeta hy jis k wajah sy loss aur phir woh aur phir woh afsurda hoga chor daita hy.
        Dosra hamary pass itna capital ni hota k hum sai sy aik trade manage krsaky tou phir loss hota hy
        Yay skill bohot zarori hy insan kou iss kee knowledge aik baar ajye tou capital jama karna itna mushkil ni. Bohot sy tareeko sy ap capital ikhata krsakty hy.
        • #19 Collapse

          Re: Ibtata main trader ki mistakes

          trader ki jo basic mistake hain woh yeh hai new mai woh jo trading mai seekhty hain un mai honay wali mistake ko ignore karty hain or jab woh repeat hoti hai tu un ko loss hota hai esley trader ko cheye woh apni trading mai jab trades karain tu un ko cheye kay sahi se apni mistake ko learn karain or repeat mistake na ho. sath main zaida pair ki taraf na jain 1 ya 2 pair tak mehdood rahain. proper money management kar kay phir trade karain.
          • #20 Collapse

            Re: Ibtata main trader ki mistakes

            Forex mein Jo new trader han un se ziada mistake is waja se hoti han k new trader ki learning knewledge aur experience kam hota hai aur learning knewledge aur experience kam ho ga aur trading karain gay tu is se mistake hi ho gi aur loss hi hota hai aur new trader ko Sab se pahly apni learning ko acha karna cahaiye aur trading ka experience ziada se ziada hasil karna phr trading karain tu kaamyab ho saktay han
            • #21 Collapse

              Re: Ibtata main trader ki mistakes

              اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
              Dear Friends
              Jo new trader trading mai atay hain un ki basic galtiya yeh wali hain

              01- Forex ka galat concept mind mai rahkna like Forex Gambling hai.

              02- Luck pay depend kar laina ky market ka trend aisa hoga or galat trade open karna

              03- koi ik trade profit mai close ho gai tu over trading karna over confidence ki waja se

              04- Humesha Learning kar kay practice na karna

              05- Scalping ka idea na hona phir b lalach mai bari lot ka use karna

              yeh woh basic galtiya hai jin ko new trader karty hain or phir tang a kar humesha k leye trading chour daity hain. esleye in mistakes se door rahain.

              Shukriya.
              Starting Mein traders sabse pahle to yah mistake Karte Hain Ki vah Bina soche samjhe aur Bina market ke analyses kiye trading karna Shuru kar dete Hain unko market ka Kuchh pata nahin Hota aur Woh trade karte hain aur unko sirf nuksan Hota Hai aur traders Ek bhi bahut badi mistake Karte Hain ke Thode balance ke sath Jyada Se Jyada profit banane ki koshish Karte Hain
              • #22 Collapse

                Re: Ibtata main trader ki mistakes

                har trader ki apni strategy, planing or mistakes hoti hai. zarori nahi sub trader ki ik jaisi mistake ho or ap woh he theek karny lag jain. kuch common mistakes hoti hai lalach karna, analysis na karna. leki yeh common hai es pay tu 1st ap ny focus daina hai or phir ap kay apny weak points hai jo kay ap se behtar koi or nhai janta hai woh ap ny find kar kay us ka hal nikalna hai or phir ap ny trade karna hai.
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Ibtata main trader ki mistakes

                  Trading ko start Karne wale beginners bahut Si mistakes karte hain iski vajah se unko loss ka samna karna parrta hai misaal ke taur per unko forex ke rules or regulations ka kai beginners ko idea Nahin hota.. is vajah se vah Kai bar post ko bhi copy paste aur duplicate post kar dete Hain jis vajah se unko bonus ka loss hota hai.. aur pic bar jaldbaji mein vah trading ki practis kiye bagair hi real account banakar forex trading ko bahut hi aasan kam samajh Kar practis Ke start kar dete Hain iski vajah se bhi unko Kafi nuksan hota hai.
                  Isliye behtar yah hai ki trading ki practice ki jaaye aur practice ke bagair kabhi bhi real account per direct working start na ki jaaye.
                  Jo beginners informative videos Nahin dekhte aur experience achcha Nahin hota vo lot size ko bahut barra rakhkar bhi nuksan utha Lete Hain.. isliye senior membran ki post se a aur informative videos se Tamam information lene ke bad hi real account per trade Karni chahie...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Ibtata main trader ki mistakes

                    har traders ki apni mistakes hoti hai or traders ko woh pata hoti hai kay woh kiya mistake kar raha hai esleye ap apny ap ka analysis kiya karian. apna review lain or ap ko pata chaly ga kay kiya mistake kar rahy hain or kaisy ap apni trading mai es ko use kar sakty hain or kaisy ap choti choti mistake ko khatam kar sakty hain or ap jab tak kudh struggle nahi karain gy woh solve nahi kar sakain gy.
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X