Ibtata main trader ki mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ibtata main trader ki mistakes
    Dear Friends
    Jo new trader trading mai atay hain un ki basic galtiya yeh wali hain

    01- Forex ka galat concept mind mai rahkna like Forex Gambling hai.

    02- Luck pay depend kar laina ky market ka trend aisa hoga or galat trade open karna

    03- koi ik trade profit mai close ho gai tu over trading karna over confidence ki waja se

    04- Humesha Learning kar kay practice na karna

    05- Scalping ka idea na hona phir b lalach mai bari lot ka use karna

    yeh woh basic galtiya hai jin ko new trader karty hain or phir tang a kar humesha k leye trading chour daity hain. esleye in mistakes se door rahain.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ibtata main trader ki mistakes

    G haan ap sahe keh rahy ho aur me apki bat say 100 and 10 percent agree krta hun. Forex trading shuru mn bahut say log gambling samjhnay lag jatay hain jb k aisa nai ha forex aik acha aur trusted online business ha aur reliable bhi ha. Ibtidai trafer maximum yahe ghaltin krtay hain jis ki vja say wo fail ho jatay hain. Oper jo points ap nay share keay hain agr hum in pay ghor krain to loss say bach sktay hain. Acha trader ban'na ha to yeh ghaltin remove krni hon gi.
    Kinza789 Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Ibtata main trader ki mistakes

      Jo sub say zaida mistake daikny main ayi hai woh yeh hai kay trader apni learning ko proper nahi karty hian or woh bhout jald gambling karna shoro ho jaty hian or loss kar laity hain or sath mai un ko nahi pata hota kay money management kiya hai. capital k hisab se kitny volume ki trade suitable rahy gi bus esi waja sy woh bari lot ki trade open karty hian or minto main apna account wash karwa daity hian.
       
      • #4 Collapse

        Re: Ibtata main trader ki mistakes

        Jo sb se khas mistake hai woh hai trader ki learning ka na hona. jab learning nahi hogi tu ap kay pas na he knowledge hogi or na he experinece hoga jis waja se ap ko loss he milay g. ap har roz emotions ka shikar hoty rahy gay or finally ap ko kuch hasil nahi hona. ap short cut ko chor kar ager trading ki taraf tawajus dain tu ap bhout kuch hasil kar sakty hian trading se.
         
        • #5 Collapse

          Re: Ibtata main trader ki mistakes

          Assalamu Alaikum yaar ji Mere Khayal Se Hamein mistake se pahele karna chahie Kyunki agar humne state Karenge To Hum Kabhi Bhi acche trader Nahin Ban Sakenge haan Agar Hum Se mistake ho jaaye tu hamesha hi ke pahle use mistake ko Dur Karen FIR Aage trading Shuru Karen Kyunki jab tak hua mistake Dur Nahin Hogi tho hum Dobara bhi Hua mistake kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Ibtata main trader ki mistakes

            اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
            Jo sb se khas mistake hai woh hai trader ki learning ka na hona. jab learning nahi hogi tu ap kay pas na he knowledge hogi or na he experinece hoga jis waja se ap ko loss he milay g. ap har roz emotions ka shikar hoty rahy gay or finally ap ko kuch hasil nahi hona. ap short cut ko chor kar ager trading ki taraf tawajus dain tu ap bhout kuch hasil kar sakty hian trading se.
            Starting mai jo bari mistake hoti hai Forex business ko gambling samaj laina hai. trader shouchty hian k hum nay luck ki base pay trade lagani hai or bhout sara paisa a jana hai jab kay haqeqat mai aisa nahi hota. woh trader buri tarha fail ho jaty hian or even k apna account b kho daity hain. un ko jab tak proper learning us k bad practice or apny kudh ki stratetegy nahi banain gy woh fail he hoty hian.
               
            • #7 Collapse

              Re: Ibtata main trader ki mistakes

              Well bro, mere khayal se sab se bari galati new trader ki ye hoti hai ke wo samajhte hai jese trading start karte hi unhe profit hi profit hoga aur wo ek do din mein hi ameer ban jae ge, ye concept dimag mein rakh ke trading start karna bilkul galat hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ibtata main trader ki mistakes

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                Well bro, mere khayal se sab se bari galati new trader ki ye hoti hai ke wo samajhte hai jese trading start karte hi unhe profit hi profit hoga aur wo ek do din mein hi ameer ban jae ge, ye concept dimag mein rakh ke trading start karna bilkul galat hai.
                Actually start main new trader ko sahi platform nahi milta hai un ko bhout zaida over khawab dikha deye jaty hain jis waja se woh starting mai itny excited hoty hain k rato rat ameer ho jain or na woh analysis karty hain na learning na he kuch or. jis waja se woh akhir mai loss kar behty hain.
                   
                • #9 Collapse

                  Re: Ibtata main trader ki mistakes

                  ham ko shoro mien kio mistakes nahi kerne hote han aor aap nay buhat achy points note kiya han koi bhe trader aap k points par amal kar k loss say bach kar profit hasil kar sakta hay trade may yeh common mistakes han aur koi bhe mistake loss ke waja banti hay is liay in points ko apny mind may rakhna chaiya ta k aap bhe achi trade kar k profit hasil kar sakian as tara ham kamyab ho sakte han.....
                  • #10 Collapse

                    Re: Ibtata main trader ki mistakes

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Thanks009 پيغام ديکھيے
                    ham ko shoro mien kio mistakes nahi kerne hote han aor aap nay buhat achy points note kiya han koi bhe trader aap k points par amal kar k loss say bach kar profit hasil kar sakta hay trade may yeh common mistakes han aur koi bhe mistake loss ke waja banti hay is liay in points ko apny mind may rakhna chaiya ta k aap bhe achi trade kar k profit hasil kar sakian as tara ham kamyab ho sakte han.....
                    Dear ap nay thread ko tu follow kiya hai lekin ap ko yeh nahi idea kay ap ki jo mistakes hai us main se zaida mistakes woh hai jo ap apnay learning ki hai un ka practical nahi kiya hai ap har achi trading knowledge, strategy ya learning ko experience kar kay . es se ap ki knowledge main izafa tu hoga lekin aisa experience aye ga jo ap ko faida mand hoga.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Ibtata main trader ki mistakes

                      Start main traders boohat sari galtyan krty hain or wo un galtiyon sy seekhty b hain.mery khyaal say agar seekhny k liey kaam kia jaey to ye koi mushkil kaam nhin hai or hun iss business main wqt k saath asaani sy aagy bhr kr apna goal achieve kr sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ibtata main trader ki mistakes

                        Good evening friends...
                        meri nazar mien jo sab say main reason hai wo yeh hai k traders new as mien aa ker greed kerty hien or Jahan per ham ko lagta h k hum ko mazeed b profit ho to hum ko samjh lena hota hai k ab hum as main greed ker rahe hain or jab kio b trader forex trading main greed karta hai to wo janta hai k greed is the enemy of every trader and it kills our account to as ly hum ko apne account ko safe rakhna hota hai or ham ko jab b kaam karna hota hai ya trade karna hota hai tu as ko belkul aor 100% risk free ho ker kaam kerna hota hai aor as mien ham ko her bar har trade main apni safety ko nazar main rakh kar trade karna hota hai as lye greed ko ignore karna hota hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ibtata main trader ki mistakes

                          yes boss ham ko ap ki baat per amal karna hota h aur ham ko galti nahi karna hota h aur mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ibtata main trader ki mistakes

                            Starting mein new theatre bahut jyada mistake karte hain kyunki unko experience nahin hota aur lalch ki vajah sejaldbazi karte hain jisse wajah se bahut jyada loss hota hai new members ko wait karke aur apne senior se Bushra karke trade karna hogi jaldbazi ko control karna hoga save trading karne se hi profit hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ibtata main trader ki mistakes

                              aslamualikum bhaio,,,,Yes bro you are right ky beginner ko trade mein apne mistakes ko ignore lekin ap ko yeh nahi idea kay ap ki jo mistakes hai us main se zaida mistakes woh hai jo ap apnay learning ki hai un ka practical nahi kiya hai ap har achi trading knowledge, strategy ya learning ko experience kar kay . es se ap ki knowledge main izafa tu hoga lekin aisa experience aye ga Karna chahye basically jobao mistakes karte hein wohe ap ky leye ek good lesson hota hai ky ap es mistake ko next time mat repeat kare his se ap ko loss Ka samba Karna pare aur ap nah kamyab Hun es ache traders ky yehe kamyabi ky wajah hai wo Apne mistakes ko khud se dhur karta hai...... thanks bhi,,, good night...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X