Greedy trading se avoid kro
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greedy trading se avoid kro
    dear forum members forex trading profession main kush factor aisy hn jin se ap ki trading ko bahut ziada loss ho sakta hy ini main factor greed hy greed trading se avoid kren ager ap ne aik asha aur successful trader banna hy to
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greedy trading se avoid kro

    Greedy tu forex mai chalti hi nahi hai kiun ka greedy s ap ko nuksan ho ga trading mai lalach na karian kiun ka trading mai lalach ap ko nuksan pochaya gi lalach trading mai asa hoti hai ka ap ko profit ho raha hota hai trade ap trade close nahi krta or lalach krta hain zayda profit ho tu jasa hi market ka trend change hota hai tu ap ka profit loos mai chala jata hai pr perashani otahni parti hai is lia lalach na karian tohra hi profit kiun na ho trade close karian
    • #3 Collapse

      Re: Greedy trading se avoid kro

      Jo log bhai jan forex mein greed karte hain inko chahye k wo is mein ihtiyt se kam kare aur humko is nmein ihtiyt se kam karna chahye aur is mein zada mehnat se kam karna chahye aur is mein greed bilkul hi nahi karbna jo log greed karte hain wo kabhi bhi kamyab nahi hote hain
      • #4 Collapse

        Re: Greedy trading se avoid kro

        Trading hamesha safe treeqay say he karni chahye is main hurry factor or greed say bachna chahye bohat jaldi bohat sa profit kamane k chakar main jum aksar zyada loss karwa letay hain. Thoray profit ki koshish karain, thora profit lena zyada safe rahta hai hamaray account k lie.
        • #5 Collapse

          Re: Greedy trading se avoid kro

          Yes dear hum ko trading krty wakt greedy ni krna chahiy q ka agr hum greedy se trading krty hai to hum ko is me hamsa loss hi hota hai is liy hum ko greedy krny ki bajiy market ki movement ko dakh kr trade krni chahiy tbi hum money earn kr skty hai
          • #6 Collapse

            Re: Greedy trading se avoid kro

            G Haan trading karty huwe greed ko jitna ho sky avoid karein q k jb greedy trading ki jati hai tou us me sirf aur sirf nuksaan e hota hai is liye jb b trading Karo mehnat se Karo aur laalach kabhi na Karo.. Warna aap trading me kabhi kaamyaab nai ho sakty..
            • #7 Collapse

              Re: Greedy trading se avoid kro

              g han bhai apki ibt blkl thk ha agr hm forex pr kamyab hona chtyhan tu hme cheyae kae hm greed trading sae abch kr kam krn or axe trah market ko smj kr plannign kae sath throa throa kr ake earnign krn agr hm ek dfa m zyda earnign krnae kae lyae kosish krtyhan or lalch krtyhan tu us sae hm forex pr us trah kamayb ni ho skty han or axe trah profit ni bna skty han
              • #8 Collapse

                Re: Greedy trading se avoid kro

                Forex trading business mein hum kabhi bhi kaamyaab trader nhi ban saktay jab tak hum greed karain gay agr forex trading business mein kaamyaab hona hy aur profit earn karna hy tu greed se bach kar trading karni ho gi greed se bach kar trading karain gay tu hi profit ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Greedy trading se avoid kro

                  Yes boss ham ko as mien greed yani lalach sy dor reh ker kaam kerna hota h agar ham as mien lalach kert ehien tu ham as mien nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mie kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar as had tak lalach ni kerna hota h k hamara account wash ho jaye as lye ham ko as mien lalach sy bach ker kaam kerna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Greedy trading se avoid kro

                    hamy greed ko avoid karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Greedy trading se avoid kro

                      hamy greed ko avoid karna zarore hain yai hamara dusman hain hamy mahnet sy kam karna chahey hamy greed ko avoid karna chahey forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Greedy trading se avoid kro

                        g haan ap ki baat theak hai kay humain hameaha forwx mai lalch se bachna chaye yani kay humain kabhi bhi forex mai lalch ni karna chaue kiyu kay hum jitna zayda lalch kartaye hain humain utna he nuqsan hota hai forex mai kabhi bhi lalch na karain aur jo thora bhut ata hai bus usi se guzara chala laina chaye kiyu lalch tu buri bila hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Greedy trading se avoid kro

                          G haan bhai jaan hamen chahiy hai kee ham as main greed na kare aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen soch samjh kar kam krna chahiy hai as main
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Greedy trading se avoid kro

                            Bil kul hmain greedy trading say avoid krna chaheay. Agr daikha jaye to greed hmaray account ko tabah krti ha. Asal mn jb hum lalach krtay hain to hmain askar loss hota ha hum apni trades ko manage ic tarha krain k risk factor kam say kam ho aur. Lalach insan ko waisay bhi tabah krta ha aur trading mn to lalach me samjhta hun zehar ha. Jitna ho skay lalach say avoid krain.
                            Kinza789 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X