Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips
    Asslam o alekum doston aj mein ap logo se kuch trading ke supply and demand se related info share karuga.
    1: Moderate Volatility
    Iss mein ye hota hai ke supply zone boht hi kam chance mein price behaviuor dikhata hai iss mein boht si candle wicks jo hain strongly aagey aur peeche move hoti hai jo kabhi kabhi supply zone ko future trade ke liye cancel kar deti hai.
    Strong breakout se pehle agar narrow supply/demand zone ata hai trading reaction acha hota hai future trades mein mostly jo ke profit mein jaati hain.

    Timely exit: Traders ye kabhi bhi nhi chahege ke price most of the time supply zone mein rahe jab ke uska jama hone ki position time leti hai jab ke long ranges mein itni buying show nahi hoti hai. behtreen supply zone wo hota hai jo short time space ke liye stay karen aur long na ho jo ke re-enteries ke liye behtar saabit hota hai pullback ke doran kisi open interest mein point pick karne ke liye.
    3: The spring: Spring movement mostly show karta hai price ki movement in the opposite direction breakout ke, spring ek false breakout ki tarah lagta hai jo ke trader ko wrong direction ki taraf lejata hai barhi organization ke traders ye buying ki doran use karte hain phir apni price ko increase kardete hain jis se saamen wale ko high price mein buying leni parhti hai aur trader jis ne spring point pe trades create ki hai usko uska faida hota hai.Click image for larger version

Name:	accumulation.png
Views:	2
Size:	64.6 کلوبائٹ
ID:	12462770
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

    Humery pass traders ko trade kernay k leay supply our demand ki do forces market main act ker rahe hoti hain jo k buyers hty hain wo supply area say koshsh kerty hain k market ko buy karean jab k jo sellers hoty hain un ki koshsh hoti hai k wo demand area main market jeay to whan say sell karein main mazeed app ko supply and demand area main kesy trade kerni hai explain kerta hoon
    forex main jab bhe market supply area main ho ge jes ko hum support area khety hain wahan pay app ko price action bteay ga k kesay sell ya buy kerna hai koin k ager to wick wali candles banti hain to mean demandd barh rahe hai out ud main sellers out ho rahy hian our buyers enter hoo rahy hain ya app ye khe sagty k demand barh rahe hai to app price action ko diekhty hoey trade leian gay to pher app ko us main kafi acha profit milay ga our appp asani k sath us main say acha profit lay sagty hain sab ja resistance area main market ho gee to app sell ki trades inverted hammer like type candles banain geen to pher he sell ker k app sell ki trade lay k profit next support ya supply area tak lay sagtay hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے

      Salam dear mje aap se trading k baare mein kuch info leni hai aap s kese raabta kru
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

        forex aik international business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy hamy lalch ko avoid ka ky forex mai kam karna chahey forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

          forex trading main apko market ko smjhna boht zarori hota hai jis main sub se zayda market apko demmand and suppy par action karty milti hai es liye apko kiis bhi molk k supply and demmand ko madh e nazar rakhna zarori hota hai q k jub ap ko kiis bhi currency ki values ko smjhna hota hai tu os currency main demand and supply se he andza lgana asan hota hai k es ki kiya value hai es liye apko market ko smjhny k liye zarori hai k ap har trha se market main effect karny waly points ko achi trha se smjhny main grip hoti hai es se ap market ko smjhny main asani hoti hai or ayse apko apki trading karny main asani hoti hai or ap os trdaing main acha profit bhi milta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

            forex trading main hmain apni trading k liye market ko follow krna hota hai q k market main hmain har curency ki values k bary main ilm hota hai jis se hmain andaaza lgnay main asnai hoti hai k hum es vurrency ko buy kar k peroft eran akr skty hain k sell karny se hmain profit milta hai es liye market main es k liye demand and supply ka boht asar hota hai q k kiis bhi currency ki values demand and supply par depend hota hai or market main pher osi k hisab se market price show karti hai jis se hmain asani hoti hai k hum kis curency ko buy karen or kis ko sell karen tu kisi bhi molk ki demmand and supply ko madh e nazar rakh kar market ko follw krna hota hai ta k hmain apni trading main proft eran karny main asani ho or hum osko achi trha se smjh kar jub karengy tu he profit milny k cahnces hoty hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Supply aur demand trading mein kuch tips

              bhai ap ny boht achi or informative thrdes create ki hai jis maina p ny demmand and suuply ko explin kiya hai forex trading main jub ap trading karty hain tu apko market ko folow krna hota hai or market ko ap ny folow karna hota hai market ko ap tab he follow karty hain jub apko market smjhny ki salhiyat hoti hai es k liye apki market main demmand and supply ka boht amal dakhal hota hai market jub move karti hai tu demmand and supply sub se zyda effect kartya hain market main enhi awmal ki wjah se market up or down amin move karti hai jis ki wjah se market achnak move kar jta hai tu hmain apni trdaing main demmand and supply par dehan dena chahye ta k hmain loss na ho

              اب آن لائن

              Working...
              X