Jaiza: Forex spread
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex spread
    Salam everyone forex spread kia hota hai us ke baare mein aap log apni knowledge share karen mein bhi kuch points share karna chah raha hun
    Spread forex trading mein bid and ask price of currency pair ka ek difference hota hai.
    Jese ke example agar bid price eur/usd ki 1.16668 hai aur sell price 1.1669 hai to uska spread hoga 0.0001 ya phir 1 pip. Forex trading mein currency pair ki value ko spread value ko cross karna parhega iss pehle ke wo profit mein jaaye.
    Forex spread mein ye saabit hota hai ke low spread trading ko priority di jati hai trader ke through kyun us mein quick profit milta hai iss mein ziada trades krke achi earning profit le sakte ho ziada trades mtlb number trades zaida hogi but small amount of size ki.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex spread

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
    Salam everyone forex spread kia hota hai us ke baare mein aap log apni knowledge share karen mein bhi kuch points share karna chah raha hun
    Spread forex trading mein bid and ask price of currency pair ka ek difference hota hai.
    Jese ke example agar bid price eur/usd ki 1.16668 hai aur sell price 1.1669 hai to uska spread hoga 0.0001 ya phir 1 pip. Forex trading mein currency pair ki value ko spread value ko cross karna parhega iss pehle ke wo profit mein jaaye.
    Forex spread mein ye saabit hota hai ke low spread trading ko priority di jati hai trader ke through kyun us mein quick profit milta hai iss mein ziada trades krke achi earning profit le sakte ho ziada trades mtlb number trades zaida hogi but small amount of size ki.
    Forex main kisi bhe pair ki bid our ask price main jo difference hota hai us ko spread khety hain basically spread he wo ratio hoti hai jo k app lot select ker k trade kerty hain our wo minus main jo start hoti hai wohi broker ka commission hota hai us main app ager forex main mehnat kerrean gay oiur us ka mazeed knowledge ho ga to pher he app low spread pairs main our high main wja samjh pain gay k trade koin ki jati hai
    app nay diekha ho ga k major currency pairs main low spread hai jesay k EURUSD NZDUSD AUDUSD USDCAD un sab main instaforex 3 ka spread day raaha hai un pay trade karien gay to kkum broker ko commission lot k mutabik dina hoga dosara us k spread k kum honay ki wja un pairs main average per week move boht kum hoti hai ouir jab hum cross pairs ya commodities ki baat kerty hain to pher her pair ki daily our weekly move k hisaab say he un ka spread hai jo k major pairs ki nisbat boht zeada hota hai us main GBPJPY ka 7 ka hai GBPNZD ka 12 ka NZDCAD ka bhe 7 ka hai to un ki move bhe kafi hoti hai app ager sahe direction main trade kerr rahy hain to pher ye cover bhe jaldi ho jata hai
    jab bhe app money management k sath major ya cross currency pairs ya commodity pairs main trade krean gay to pher he us trade ko hold ker pain gay our us k oper spread matter nahe kerta hai app k technical analysis achy honay chahian
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex spread

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samy4
      Spread (a difference between the price of supply and demand) is one of the basic concepts of the currency market, without knowing what the spread will be difficult to imagine the work of the trader. Spread is the difference between the selling and buying price of a particular financial instrument, which is the primary source of income of the broker or broker, where the broker receives a small portion of the spread as commission on their services. The difference in points between the bid price and the asking price. For example, if we have a model for the exchange rate of a pair of currencies and to be the dollar against the euro and the price was respectively 1.4503 / 1.4500 will be read this price orally after the abandonment of the first three digits as it will read so 03/00 From here and from the previous definition of the spread We said that the difference between the bid and ask price means that the spread here in this example is 3 points. These three points are the remuneration the broker takes on that transaction and the broker is the one through which the currency market can be accessed and traded.
      HUmery pass app nay diekha ho ga k her currency pair hai commodity hain apply hai facebook pair hai us main bid our ask price main difference hota hai us ko dosto spread khety hain our jab bhe app trade koi bhe jesay k 1 dollar lot ki lety hain to pher wo minus 3 say shuro hoti hai jesay k EURUSD ki baat ki jeay to ye humery leay best option hoti hia us main jo 3 ka loss hota hia trade k shuro main ye spread ki wja say hai our ye broker ka commission hota hai app ki trade chahy profit main close ho ya loss main broker ko profit he hota hai to jo pairs din main achy move dity hain ya week main kafi ache move dity hain to pher un ka spread zeada hota hai koin k trades k andar greed hota hai k wo zeada earn karein ache move mily to us laey un main major pairs ki nisbat cross main trade ya commodities main jesay k gold hai trade zeada hota hai our gold ka spread main 60 pips hai to dosto app ko apny account balance k mutabik he trade leni chahy pher he app secure our ache profit ker pian gay our loss say bauch pain gay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex spread

        G haan dear aap ne jo spread k baare me tips share ki un se agree kerta ho her senior member ko apni knowledge k hisab se tips or information share karni chahiye jis se New members kuch faida utha sake.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex spread

          Salaam Alaikum real Forex trading members Forex trading account knowledge or experience market understand or not hold true line extending mechanical 6th sem conditioning Pakistan currency selling current account Nazar effectively for the way out kren aor apko is sy jo bonus milta hai usko use kr ju trading ma use kr ky ky achy trader bnen aor account ko grow krby ky bad is ma sy withdrsw len apko forec forum py zeyada kam krna. Hye is sy he apko achi earning milto hai aor apko perfect trading system bhi milta hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex spread

            Forex main spread saray pairs per lago hota hay. aur ager ham selling price aur buye price ki bat karen to is kay darmiyan jo chand pip ka faraq hota hay us ko spread kaha jata hay. yeah har broker wasool kerta hay. spread ko broker ka commission bhi kaha jata hay. jo kay har trade kay lagtay hi broker us trade main minus ker leta hay. is liye ham jo bhi trade open kertay hain wo minus main hoti hay aur phir kuch der kay bad jab market trade ki favor main jati hay to hi wo trade positive ho jati hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex spread

              I'm a time to time apni skills to develop karte rehna chahiye ke jaise Jaise time batayega Hamare Aashiq karne ke chances Yahan Par bahut hi jyada increase Sochenge skillzpot Pada strong balance Sona Tu kutta hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamesha nuksaan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aadhar se kam karne ke liye yahan se
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex spread

                forex trading main spread wo amount hti hai jo k buy or sell main jitny farak k sath show ho rahi hoti hai osko spread kahty hain spraed ka sal maqsad yah hota hai k apko broler provide krta hai ka p itny hisab se apni trading kar skty hain or ap apni rtrading main aghr kam spread waly apirs main trading karty hain tu apko es k azayd acha result milta hai q k jitna pka spread kam hota hai otna he apki trading main proft milny k cahnces hoty hain esi trha jitna spread zayda hota hai otna he hmain loss bhi hota hai zyda tu hmain chahye k spread ki es amount ko mind main rakh kar trading karen ta k hmain loss na ho or hum apni trading main tab tak acha profot eran nahi kar skty hain jub tak hum acha profot eran akrny k liye koi palnning nahi karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex spread

                  Spread mery kheyal sy to broker ki fees hoti hai jo k wo trading krwany k liye kat leta hai jab ap trading karty hai to trade open karty hi ap ko thora loss hota hai us ko hi spread kahty hai .
                  Or spread fix nahi hota har pair k hisab sy different hota hai yani agar ek pair par kam hai to dusry pair par zeyada hota hai or ye pips k hisab sy hota hai 1 pip sy ly kar 10 pip tak hota hai.
                  Or jab ap trading karty hai to ap ko itna feel nahi hota is liye ye spread chahy instaforex broker ho ya koi b or broker ho to zroor leta hai or spread dekh kar hi ap trading kia kray.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex spread

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main spread both zarori ha q k jtna ziada spread hota ha utna he profit kam hota ha or jtna spread kam ho ga utna he profit ziada ho ga is low spread waly broker ko importance di jati ha or Trading k ley low spread broker main account banaya jata ha ta k ziada sy ziada profit ho
                    Example k tor pe eru/usd different broker main different pips ka farq hota ha jab bi trading account bana ho to pehly broker ki site pe ja k check karny k ap jis main account bana rehe han us main us main spread ktna jasa k instaforex trading main eru/use ka spread 30 ha 1.11500 sy 1.11530 ha ye buy or sell value chal rehe hoti han baz broker main piont k bad 4 digit hot han main 1.1150 sy 1.1153 to phr 3 pips banty han isi hessab sy dakhen jo AP ko behtar lagy ap wo select karny
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex spread

                      forex market mai buy or sell y darmiyan mai jo pips ka farak hota hain isy spread kahty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex mai agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai spread ke bohat ahmeyat hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik international or unique business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex spread

                        spread aik khas price hoti hai jo pips par depend hoti hai jo company ki traf se hoti hai or yah pairs par mushtamil hoti hai or en ki qeemton main jo farak hota hai wo spraed hota hai en qeemton ko bid or ask kahty hain or es ko smjhny k liye asani hoti hai k hum bid or ask main jo frak dekhty hain wohi os apirs ka spoaread hota hai misal k tour par ask aghr price main 1100.00 or bifd main 1160.00 hai tu en price main jo spraed hao 60 pips ka hai jo k es k basic par mushtmil hoti hai or forex main wo pairs main trading karna sahi rahta hai jis ka spread kam se kam hota hai zayda sppread main hmain commetion bhi zyda he dena prhta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex spread

                          forex trading main spread wo amount hoti hai jo k hmary account main show hony waly piars main show ho rahi hoti hai jis main bid or ask mar difrrence hota hai wo hi hmra spraed hota hai or jub hum apni trading karty hain tu hmain pairs k spread main kitni value show ho rahi hai or jub ap kam spread main trading karty hain tu wo apka strong pair hota hai jis main aghr humain apni trading main acha profit milta hai or yahi aghr hum zayda spraed main trading karen tu hmain os main trdaing risk bhi zyda hota hai q k osi k hisab se hmain cpmmetion bhi dena prhta hai or jo k hmary account or hmari trdaing par boht gahrea asar rakhty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X