Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea
    Dosto achi khabar ya hai kay Pakistan nay apni visa policy asan kar de hai takay seyahat ko farogh dea ja sakay ab 24 countries kay seyah Pakistan main akar visa hasil kar saktay hain airport say jo kay aik boht acha kadam hai seyahat ko frogh denay kay lea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Eard1957 پيغام ديکھيے

    ya aik boht acha kadam hai. Pakistan key Gov key janib say is say zarorr Pakistan main seyahat ko farogh milay ga hamain chaye kay hum bhi apnay country kay lea achay achay kam karain or aisi services provide karain jis say seyahat ko faida ho ..Hum apnay mulk key achi tasveer logon ko dekhayen jo hain or negativity ko khatam karain takay Pakistan main log amonosakon say rah sakaian.
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Eard1957 پيغام ديکھيے
      Dosto achi khabar ya hai kay Pakistan nay apni visa policy asan kar de hai takay seyahat ko farogh dea ja sakay ab 24 countries kay seyah Pakistan main akar visa hasil kar saktay hain airport say jo kay aik boht acha kadam hai seyahat ko frogh denay kay lea.
      Bahtreen, agar ese hai to Pakistan Govt ka ye ek acha step hai tourism ko frokh dene ke liye. Umed hai future mein bhi hamari Govt mazeed ache ache iqdamat leke mukhtalif mumalik ke logo ko Pakistan ki visit karne pe attract kare.
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea

        Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed hay kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay ham apny piary mulk jis ka name pakistan ha ham is main araam say reh rahy han dear pakistan ak bahut he natrul beauty rakhta ha is ko hammy bahut sara enjoy karny ko milta ha ham is main jitna achy say enjoy karna chaheye is ko kar sakteey han dear pakistan nay new policy banai ha visa ko asaaan banany ki dear is main Pak govrment ko bahut he faida hota ha is say zitny yehah ayeey gay un ko utna he enjoy karny ko mily ga ham is ko achy say enjoy kar sakteey han dear bahir any or jany kay leye bhi asani ho gi ha lakin abhi virus ki waja say proper toor pa is kam ko start nai kia gia crona kay khatam hony kay badhe ye fSILTY HO GI
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan nay apni visa policy ko asan kardea seyahat k lea

          my dears friends
          umeed ha kay app sab tthk ho gay ji app ki bat thk ha pakistan aik sab say beautiful country ha or ya naturally tor par ha or sath hi is ma seyahat kay bot hi zyida places ha jin ko insan dakh kar bot hi zyida enjoy karta ha or sath hi pakistan ko pory world ma naturally tor par sab say 1 st number par mana jata ha or pakistan nay apni seyahat kay lyia bot hi tazz tabdili ki ha or bot hi zyida seyahat ko strong karnay kay lyia bot sary soholyat di ha or sath hi visa ma bot had tak rayat ki ha ta kay ghar mulky log bi pakisatn aa kar visit kay

          اب آن لائن

          Working...
          X