Dosto achi khabar ya hai kay Pakistan nay apni visa policy asan kar de hai takay seyahat ko farogh dea ja sakay ab 24 countries kay seyah Pakistan main akar visa hasil kar saktay hain airport say jo kay aik boht acha kadam hai seyahat ko frogh denay kay lea.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим