Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal
    Dear Friends

    Forex main jab tak ap dunu analysis ko nahi study kar k trade karty hain tu ap acha result nahi hasil kar sakty hain. Fundamental news ap jis kadar achi marzi source se learn kar lain lekin woh ap ki trading k leye kafi nahi hai. ap sath mai technical analysis zaror karain. apny indicators ka mehdood istamal karain gay tu ap ko acha result daikhny ko mily ga or ap sure ho kay phir trade kar sakain gy esleye achi trading k leye yeh dunu bhout zarori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal

    Durust farmaya apne, dono analysis buhat ahmiyat rakhte hai. Technically market ka jaiza lene ke sath sath news pe bhi nazar rakhni chahiye qk her currencies pe news ka buhat effect parta hai. To achi aur profitable trading karne ke liye dono hi analysis buhat zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal

      Meri nazar mein dono hi ehem hai, per mein technical analysis ko ziyada prefer karta ho. Mene notice kia hai ke jab technical analysis hume upcoming move advice karta hai to jo News ati hai wo bhi same direction mein technicals ko support karti hai, aur almost 100% mein se 80% News technicals ki direction mein hoti hai. Mere khayal se ziydatar News traders ke sentiment pe hi depend karti hai.
      Last edited by ; 31-05-2019, 12:02 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal

        G bhai dono analysis ahem hai, kisi bhi ek pe relay karne sahi nhi hota qk ek acha trader tab bhi ban sakte hai jab ap ko her tarha ke analysis pe command hasil ho qk trading mein jitna aham fundamental analysis hai utna hi technical analysis.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental or Technical Dunu Ka Istamal

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
          G bhai dono analysis ahem hai, kisi bhi ek pe relay karne sahi nhi hota qk ek acha trader tab bhi ban sakte hai jab ap ko her tarha ke analysis pe command hasil ho qk trading mein jitna aham fundamental analysis hai utna hi technical analysis.
          Dear main ap ko update karta chalo tu ap ko pata hona hee kay jab ap apny analysis karty hain tu ap nay phir dunu ko verify krna hota hai. jab ap ko verify ho jain tu us kay bad ap apni trade main confidence increase kar kay risk ko zaida involve kar sakty hain lekin yeh yad rahy kay ap ki trading main fundamental long term or short term mai chal jata hai lekin ap ager scalping karty hain tu ap ko phir zaida technical ko nahi fundamental analysis ko focus karna hoga.

          اب آن لائن

          Working...
          X