Jaiza: Forex trading mein analysis ka role
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading mein analysis ka role
    Asslam o alekum forex trading mein trade order lagane se pehle analysis karne ka kitna role hai kia hum bina koi analysis ke bhi trading kar sakte hain and kis types ki analysis karni chaye trading se pehle kon si requirements hai for analyzing the market and trading?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading mein analysis ka role

    Bhae forex main analysis ki boht importance Hy us Maen technical and fundamental analysis dono he humery lest importance rakhty haen aik trader ka profit loss us k analysis py he depend ker raha hota Hy hum ager achy our strong analysis ker lety haen to pher us Maen humery pass aik strong signal sell ya buy ka ata Hy humus py confident hoty haen our ache lot laga k achz profit bna letter haen forex trading Maen aik trader ko technical k leay price action ko seikhna hoo ga ya Elliott wave ko learn kerna ho ga pher he hum usmaen ache earning ker pain gy our app ko success Mily gee forex aik acha business Hy but us Maen success k leay app ko hard work kerna ho ga pher he app aik professional trader ban pain gy
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading mein analysis ka role

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
      Asslam o alekum forex trading mein trade order lagane se pehle analysis karne ka kitna role hai kia hum bina koi analysis ke bhi trading kar sakte hain and kis types ki analysis karni chaye trading se pehle kon si requirements hai for analyzing the market and trading?
      Aik trader ki trade ki kamyaab dear us k technical ya fundamental ya pher sentimental analysis k oper depend ker rahe hoti hai us main market k andar jab bhe jo trade open kernay say phealy achy say all analysis ker leta hia to pher wo us main kafi acha profit kerrta hai jo k tukkay pay trading kerty hain to pher wo aik din to profit kerty hain but aik din wo kafi acha profit earn ker lety hian but aksar loss he kerty hian koin k aik trader ki success us k achy technical analysis main he hoti hai oiur jo achy analysis kerta hai jis k pass ache learning hoti hai achy knowledge hota hai jes main price action volume spread analysis harmonic analysis ker leta hai wo acha trader hota hai our wo acha profit forex market say earn kerta hai jis ko analysis kerna nahe atay hain wo us main loss kerta hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading mein analysis ka role

        forex trading main analysis ka role boht zayada ahm hota hay. que kay kisi bhi trading strategy main trader ko market main entry ka point milta hay. lakin wo kabi bhi yeah nahi jan sakta kay wo ager entr ho ga to market kahan tak jaye gi aur wo kis level per exit ho ga. is liye trader ko analysis ki boht zayada zarorat perti hay jis say wo yeah jan sakta hay kay us nay jo entry li hay wo possible kahan tak ja sakti hay aur ager reverse bhi hoti hay to kis level say reverse ho gi. is liye analysis kay baghair kamyab trading kerna impossible hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading mein analysis ka role

          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main analysis k bagar trade karna asy ha jase ap apny hathun sy apny pasey dariya main dal rehe ha q k jab ap ko pata Ni ho ga k market ka trend Kya ha or market ki movement kis tarif ha or agr us k against jany to ap ko both ziada loss ho sakta ha is ley dear analysis karna both zarori han
          Jab ap analysis karny gy to ap ko Market ka trend pata chaly ga or ap us k mutabiq trading karny gy to ap ko loss ni ho ga ap ko Maximum profit ho ga or sath main ap ka knowledge or experience ziada ho ga ap ko samj ay ge k market kase movement karti ha or ap confidence k sath trading karny to ap ko or ziada profit ho ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading mein analysis ka role

            forex mai analysis ko bohat se iqmam hain or forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy inyhy weekend py learn karna chahey or inhy use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hain forex aik world wide business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar skty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain

            اب آن لائن

            Working...
            X