Balance of trade deficit kya hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance of trade deficit kya hai ?
    Dosto main ya janana chahta hon kay Balance of trade deficit kya hai? Jo hum roaz Tv shows main suntay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance of trade deficit kya hai ?

    Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m balance of trde difficult hai kia
    Mary khyal k mutabiq balnce of trde deficit is mutlib yahi k ap k forex m trding k Doran jo farik h osy balnce of deficiuit h
    • #3 Collapse

      Re: Balance of trade deficit kya hai ?

      Mery aziz forum ky dosto asalam.o.alikum balance of trade deficit ky matlb hota hau ky apki national import and export ma distinctive measures kya hai kotna deficit hai agr ap ka gardashi karza ziyada ho jaya to khazany py bohj bn jata hai aor apki economic situation default lr skti hai yehni ky tabahi ky dhany py ponch jati hai jesa ky hal he ma Pakistan ma hua hai ky hamara gardashi karza bhi zeyada tha aor hamara neroni khasara bhi zeyada aor karz ki adaigi bhi lrni thi jos ki eaja sy hamara rupeya kamzor hua aor dollar strong ho gia mehnghai bhi brh gai
      • #4 Collapse

        Re: Balance of trade deficit kya hai ?

        ap ne bohat asha sawal raise kia ha, my dear kisi bhi country ki economy ka inhesar os ki trade pe hota jis ma import aur export hoti hain, trade deficit ka matlab hota ha hamara import aur export ma kitna farq ha jis ki wajah se country ko khasarah hota ha jo mulk foreign maqrooz ho to qarz ki adaigi k lye hamain jo capital chaye agar woh kam ha to import k ziadah aur export k kam honay ki wajah se woh trade deficit hota ha jsi ki waja se taxes laganay padtay hain, mehngayi zaidah hoti ha, mulk progress ni kartah ha, is lye trade deficit ko kam karnay k jo tareeqah h woh apni export ko badhanay se aur import ko kam karnay se hal hota ha tab hi aik mulk taraqi karta ha, jis k pas zare mubadlah ziadah hota h
        • #5 Collapse

          Re: Balance of trade deficit kya hai ?

          Dear jaisy ap ne baat ki hai balance trade deficit ki to ais mai ye hai k jab aik mulk import aor export kar raha hota hai to aus mai aus ko kai dafa demand zayda aa rahe hoti hai magar aus k pass supply kam hoti hai jis ki waja se kaha jata hai k ais country mai balance kam ho gia hai kisi bhi cheaz ka keh sakty hai, ais mai ye hota hai k wo country try karta hai k aus k pass jitni bhi product hai wo aus ko export kar dy aor aus se aus ko zayda faida ho ais k liay wo local market se maal autha k bahir de dety hai ais mai country ko zayda faida hota hai ais liay agar aus ka trade balance kam ho jaye to aus ko pora karny ki koshish karta hai aor aus k baad jab aus ka balance pora ho jata hai to wo normal trade karta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Balance of trade deficit kya hai ?

            bhai jan deficite ka mtalb hota hai khasara or hum jo daily new par sunty hain os ka matlab yah hota hai k hum market ki sort e hal dekhty hain k market main kis currency ko khasara ho rha hai or mazzed kitan ho skta hai deficite ka word wo kahasaryy k liye use karty hain or aghr hum apni trading main khasary ki bat karen tu hmain jub loss hota hai tu wo hmara banlnce khasary main chal rha hota hai os ko mazzed kahsa ho skta hai jub hum apni trdaing main skills ko improve nahi karty hain q k jub hmain trading nahi ati tu hmain apni trading main loss hony se hmara balnce khatry main parh jta hai pahly loss hony se balnce minus hota hai os k bad hmara ccount khasary main move kar jta hai
            • #7 Collapse

              Re: Balance of trade deficit kya hai ?

              bhai jan forex trading main deficite ka mtalb yah hota hai k hum kisi currency ki internatipl lvel par chek karem k wo currency market level par kis point par khasary main hai or os currency main kis had tak faida hsil kiya jta hai r market main jub new ati hain internatiol level par tu es word ka use kiya jta hai jis ka matlab yah hota hai k koi currecy main kitna khara chal rha hai pori duniya k hisab se pher apni palnning es trha ki jati hai k hum ny kis trha se apni trading karni hai or hmain kis trha trading karny main asani hoti hai es liye apni trading main jub ap trading karty hain tu ap ko os currency ki market condition ko chek kar trading karni chahye jis se humai andaza ho jta hai k hum ny kis trha apni trading karni hai
              • #8 Collapse

                Re: Balance of trade deficit kya hai ?

                Dear ap ny both acha question kea ha kisi bi mulk main currency strong ya week tab hoti ha jab deficit ziada ho or bhr sy kuch na aa raha ho means hum bhr sy chezen kharid rehy han par bhr mulk main kuch sell ni kar rehe han jis ki waja sy mulk sy pasey bhr jaty han par bhr sy itny pasey ni aty han is ki waja sy mulk ka qarza ziada hota jata ha or khasara bharta jata ha
                Forex trading main phr us mulk ki currency week hoti jati ha is k muqabily main jtni bi currency hoti Han wo is currency k muqabily main strong hoti jati han is mulk ki currency down jati ha jab k baqi sab up ja rehe hoti Han
                • #9 Collapse

                  Re: Balance of trade deficit kya hai ?

                  bhai jan forex trading market news main dificite ka matlb yah hota hai k hum os molk ki currency weak or strong k bary main news main bataya jata hai jub deficite ki bat karty hain tu os ka matalb yah hota hai k os molk ki currency yah economy kis base par weak main ja rahi hai jesa k market ki news main yah msg hmain milta hai k market ki konsi currency khasary main hai or kon si weak hai pher osi k according hmain apni trading karni hoti hai or hmain apni trdaing main so currency ko choose krna chahye jis main hmain market strong trend main mily or os main trading karny se hmain profit mily na k loss ho forex main aghr acha trador bnana hai tu market ki har news ko dehan main rakhna chahye jis se apki apni trading main koi masla na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance of trade deficit kya hai ?

                    Assalamu alaikum bhaio ma apko btana chahta hun ky balance of trade deficit ka mtlb hota hai ky apki country ma imports exceed kr jain apki exports sy
                    is ka formula kch uo ho ga
                    trade deficit = total value of exports-total value of imports
                    so is sy nuqsan yeh hota hai ky apka paisa sara baher mulk chla jata hai doller ki demqnd brh jati hai imports ki zeyadti ki waja sy apko doller kami ka samna hota hai aor apki exports bhi mehngi hony ki eaja sy baher ky mulkon ma zeyada pazerai hasil nhi kr pati hain keun ky jub chezen mehngi hona shuru hoti hain to pressure ajata hai aor kam kharab hota hai inflation ratio increase ho jati hai aor apko preshani ka samna krna prta hai is ki misal ap Pakistan ki economic situation sy lga skty ho
                    free margin ky upper kitna loss hai is ky elaea apka total amount of loss kitna hai dear
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance of trade deficit kya hai ?

                      Forex trading ko kernay k khuch asool hain dosto main nay jo apny 6 saal ki trading life experience main seikhay hian app logoun k sath share kerta hoon main nay 5 saal say instaforex k sath kaam ker raha hoon our jab bay pakistani forum bana hai us ka member hoon us main jab bhe app forum main mehnat karien gay app ko bonus acha milay ga rules ko hmesha follow kar k kaam karein kabhe bh na forum account ban ho ga na he instaforex ka live account block ho ga humesha money management ko follow ker k trade karein gay to app ko us main kabhe bhe account wash nahe ho ga market kabhe bhe one sided move nahe kerti hai humesha choti entries us main app ko acha profit dite hain bare aik din profit to next day account wash hho jeay ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X