currencies vs commodities new traders k leay msg
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currencies vs commodities new traders k leay msg
    dear friends forex par new traders hamesha aik galti krty hen jo ye hy ka bgair experience k gold crude oil etc par trading shuru kr dety hen jis ka nuqsaan ye hota hy k in cheezo ki movement samajh nahi paaty aur account wash ya big loss me chaly jaaty hen aur disheart ho jaaty hen hala k new traders ko chye k wo shuru me currencies oar trade kren aur experience gain kren isky sath sath trading skills improve kren
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

    Bahut hi accha question hai hi kyon ki a aapne new members ko achchi advisory Hai new member currency per trade karne se accha experience hasil karne ke bad commodity per trade kar sakte hain commodities betrayed karna bahut hi dangerous hai aur inki movement bahut jyada hoti hai last night big moment Hui kyon K commodities main bignews ki vajah se Hi volatility aur bahut jyada members ka loss hua new member
    • #3 Collapse

      Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

      g han Bhai apki bat belkul thek he .jub tak ham apna knowledge Junior tk ni pohanchain gy.uswaqt sekhny sekhany ka ammal shuru ne ho sakta .asi trah agr sub log apna knowledge share karna shuru kr dain to bht se log
      fiada utha sakty hn .ar maximum log zyda profit earn kr sakty he.
      • #4 Collapse

        Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

        G Mohid bhai apne bohot hi achi bat ki hey aur aksar dekhne mein bhi yehi ata hey keh new trader yehi ghalti kartey hein keh woh foran gold par trade karne lag jatey hein jiske natijey mein unhe bohot hi jaldi loss hota hey aur waqai every new traders ko chahiye keh woh gold trading se avoid karen to yeh unke liye kafi ziada better hota hey.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

          Instagram account verify karna Koi Jyada Mushkil Kam Nahin Hai Is per Ham aapka account ko verify karne ke liye hamare pass just national ID card ka hona lajmi hai hamare pass Agar Ham student hai to domicile ka hona lajmi hai agar Hamare Paas domiciled Nahin Hai To Ham Apne Naam per koi bhi utility bill Lekar Apne account ko verify kar sakte hain yah Ek acche wala stability wala business Ban Jaega Ham Sabke Liye earning karne ke liye account ke sath
          • #6 Collapse

            Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

            Assalamu alaikum my dear friends ji han bhai aapki baat theek hai jab tak ham Apna knowledge Duniya Tak Nahin pahunchaen ge tab tak sikhane sikhane ka Amal Shuru Nahin ho saktaforex par new traders hamesha aik galti krty hen jo ye hy ka bgair experience k gold crude oil etc par trading shuru kr dety hen jis ka nuqsaan ye hota hy k in cheezo ki movement samajh nahi paaty aur account wash ya big loss me chaly jaaty hein or waqai every new traders ko chahiye k woh gold trading se avoid karen to ye unky liye kafi ziyda beter hota hy
            • #7 Collapse

              Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
              dear friends forex par new traders hamesha aik galti krty hen jo ye hy ka bgair experience k gold crude oil etc par trading shuru kr dety hen jis ka nuqsaan ye hota hy k in cheezo ki movement samajh nahi paaty aur account wash ya big loss me chaly jaaty hen aur disheart ho jaaty hen hala k new traders ko chye k wo shuru me currencies oar trade kren aur experience gain kren isky sath sath trading skills improve kren
              New traders ko currency pairs Mein trading Karni chahie Kyunki current affairs main market Jyada fast Nahin Munh hoti aur new traders aaram se currency pair Mein kam kar sakte hain Jab new traders commodities Mein kam Karte Hain To unke liye Achcha Nahin Hota risk bahut jyada increase ho jata hai isliye unko currency pairs Mein kam karna chahie
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                dear friends forex par new traders hamesha aik galti krty hen jo ye hy ka bgair experience k gold crude oil etc par trading shuru kr dety hen jis ka nuqsaan ye hota hy k in cheezo ki movement samajh nahi paaty aur account wash ya big loss me chaly jaaty hen aur disheart ho jaaty hen hala k new traders ko chye k wo shuru me currencies oar trade kren aur experience gain kren isky sath sath trading skills improve kren
                New traders ke liye to currency pairs Mein trading karna hi jyada best hai agar commodities Karenge to bahut jyada money loss kar sakte hain isliye traders ko chaye k currency pair Mein kam karna chahie aur yah bhi try Karni chahie kya currency pair Mein kam bhi proper analyses Karke Karen aur bahut jyada risk Na Le
                • #9 Collapse

                  Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

                  Well bro bager experience aur knowledge ke commodities mein trading karna bilkul galat bat hai, even ap currency trading mein bhi achi kamiyabi bager knowledge ke bager nhi hasil kar sakte. Hume trading usi currency pair ya commodity mein karni chahiye jis ke bare mein hume achi knowledge ho tab hi hum achi tarha kuch profit bana sake ge. Khas kar ke new trader ko to buhat ziyada khayal rakhna chahiye aur demo account pe ziyada se ziyada practice kar ke currency pairs ya commodities ki movement ko samjh ne ke bad hi real trading start karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

                    Ji forex trading mein jo new trader hote hain unke pass forex trading ka experience on knowledge kam hota hai isliye unko chahie ke vah starting mein currency pears per hi trading Karen kyunki currency pair mein is kam hota hai aur Inka spread bhi kam hota hai isliye ismein kam experience se bhi kam chal jata hai lekin new traders ko hamesha apne balance ke mutabik kam lot size use karna chahie shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

                      Their new members Mera aap sab ke liye yahi message hai ki aapko Ho sabse pahle forest reading ko acchi tarah learn karna chahie aur iska han achcha experience aur knowledge hasil karna chahie aur uske bad starting mein sirf currency pears bar hi trading karni chahie kyunki inmein risk kam hota hai aur profit acchi hoti hai aur ham kam balance hai bhi ismein trading kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: currencies vs commodities new traders k leay msg

                        Forex trading business Mein currency or commodities per trade Lagai Jaati Hai Forex trading business per Jo traders new Hai unko chahie ki vah currency per apni trailer gaye aur apne experience ko increase Karen Hamen kabhi bhi commodities per trade Nahin Lagani chahie jab tak hamare pass Jyada knowledge aur Jyada experience Na Ho new members ko chahie ki vah Jyada Se Jyada practis Karen aur currency ke analysis per focus Karen currency ke trading se Hamara knowledge aur Hamara experience be increased hota hai aur Hamesha profit bhi Milta Hai isiliye senior traders prefer Karte Hain ki commodities Se Zyada currency pay focus Karen aur UN per trade lagaen market ka analysis karte hue, ki trading Kafi risky consider ki Jaati Hai
                        • #13 Collapse

                          New Traders ko shoro mai major pairs pay he trade karna cheye. Jab un ka capital ki amount puri ho jaye withdrawal ho jain tu phir woh kisi aik commodity jis mai un ko interest ho or kuch us mai mazeed learn or experience hasil kar kay trade karain gy tu faida ho sakta hai. esleye koshish karain kay jo ap trade karain us main ap pehly eurusd sy start lain or badf mai apny capital kay hisab sy trade kar kay faida hasil ap kar sakty hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trading main achy achy traders big loss kar dete hain har traders ko best learning k sath kaam karna parta hain jaaab tak learning strong nhe hoti hain vo traders big profit nhe kar skte hain forex main job traders loss main hote hain vo agar achi tara learning kar k kaam kare gy tu vo traders achi tara earning kar skte hain jisne learning nhe ki vo trader big profit kabi b hasil nhe kare gy is liye loss ko recover karne k liye kabi b big lotkouse na kare jo b big lot ko use karte hain vo traders big profit nhe big loss kar dete hain is liye learning ko samjhy hard work k sath kaam kare best benefit hasil karna hain tu forex trading ki learning ko strong karna parta hain fofrex main regular pratice karna must hota hain forex ek trend ki tara chalti hain jaab tak trend ko follow nhe kiya jata htaizi ki tasdeeq ki mom batii kharidari ke dabao aur oopar ki taraf bherne ke mumkina tasalsul ki nishandahi karti hai. - bearish tasuki gap : yeh patteren up trained mein hota hai aur neechay ke rujhan ke mumkina ulat jane ki nishandahi karta hai. pehli aur doosri mom batii ke darmiyan farq muzahmati satah ke tor par kaam karta hai. bearish confirmation candle saylng pressure aur neechay ki taraf bherne ke mumkina tasalsul ki nishandahi karti hai. yeh note karna zaroori hai ke kisi bhi takneeki tajzia ke alay ki terhan, tasuki gap patteren faul proof nahi hai aur usay bakhabar tijarti faislay karne ke liye dosray isharay ya tasdeeqi signals ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye. traders aur tajzia car –apne tajziye ko mazboot bananay aur ghalat signals ko kam karne ke liye aksar izafi tools jaisay trained lines, support aur rizstns levels, aur accelators istemaal karte hain. aakhir mein, tasuki gap patteren aik murawaja rujhan mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye aik mufeed candle stuck patteren hjaisay engulfing patteren ya hathoray ke patteren, ya takneeki isharay jaisay moving average, trained lines, ya accelator isharay. tasdeeqi signals kamyaab rujhan ko tabdeel karne ke imkaan ko mazboot karne mein madad karte hain. yeh note karna zaroori hai ke frying pan patteren, kisi bhi dosray takneeki tajzia ke alay ki terhan, ghalat nahi hai aur usay deegar isharay aur tajzia ki taknekoon ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye. taajiron ko sirf frying pain patteren ki bunyaad par tijarti faislay karne se pehlay market ke majmoi halaat, patteren ki tashkeel ki taaqat, aur deegar awamil par ghhor karna chahiye. aakhir mein, frying pan candle stick patteren aik chart patteren hai jo neechay ke rujhan se oopar ke rujhan ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai. yeh aik gole neechay se aik flat bees mein muntaqili se bantaa hai, is ke baad bees ke oopar break out hota ha Jb jbra dant r hont ek sth jury hoty hy to iska mtlb hay ky alligator so rha hy. R market my koi oper ya phir neechay ka ruhjan nahi hay. Bill Williams aisy advar ky doran market sy Bahar rhny ka mshwra detay hy. Allegator jtni der sota hy utna hi bhoka jagta hy. Jb ye lmbi nend sy bedar hota hay to wo apna mo kholta hay. R Bazar ka ekk bara kat leny ky lye tyar hojata hy. Ye tijart krny ka wqt hy. Alligator qeemat ka bht dor tk peecha kary ga. R ek tajir ko maqol munafaa pesh kary ga. Kafi khany ky bd alligator wapis sojata hy. Is lye faida uthany ka waqt agyamatlab yeh hai ke ab yeh pehlay ki nisbat bilkul mukhtalif maqsad ke liye kaam kar rahi hai. rujhan mein tabdeeli, ya rujhan mein tabdeeli, is baat ki nishandahi karti hai ke aik taweel mudti rujhan mein tabdeeli aayi hai, jaisay taizi ka rujhan aik mandi ke rujhan mein tabdeel ho raha hai. jummay ko sonay ki qeemat mein wazeh izafah sun-hwa kyunkay is ne taizi ki mom batii banai, lekin sonay ki qeemat ab bhi –apne urooj par nahi pohanchi kyunkay woh abhi tak –apne aap ko durust kar raha hai. rujhan tab tak neechay rehta hai jab tak qeemat harkat Pazeer ost isharay se neechay rehti hai, jis ka matlab hai ke qeemat ab bhi mutharrak ost se neechay ha Hammer aur Hanging Man patterns ko single candlestick patterns kaha jata hai. Hammer pattern ek downtrend ke baad aata hai. Is pattern mein candle ki body neeche wick ke beech mein hoti hai aur upper wick lambi hoti hai. Hammer bullish reversal signal ho sakta hai, jahan price neeche girne ke baad wapas upar ja sakta hai. Hanging Man pattern ek uptrend ke baad aata hai. Is pattern mein candle ki body upar wick ke beech hoti hai aur lower wick lambi hoti h

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X