China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?
    Jesa ky ap sub janty hain ky China aor America ki sard tijarti jang ka aghaz ho chuka hai is ma hamari kya hikmat e amli honi chye jis sy ham zeyada sy zeyada profit hasil kr sken keun ky is jang ma oil aor gold bahot hassas ho jaty hain apny apny mashvry den...?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

    Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay to bat yeh hay k china aor america dono aik dosray kay bohat baray anti han dono aik dosaray ki tarqi aor khushhali nahen chahtay khas kar america apna khota huwa asro rasookh bardashat nahen kar pa raha aor history main yeh bat wazeh hay k america nay kabhi kisi mulak say wafa naheh ki us nay hamesha dhoka hi dia hay jab k china hamra hamesha say aik acha dost hay aor har mushkil ghari main hamara sath data hay aor is waqat CPAK ki soorat main bohat ziada investment bhi china Pakistan main kar chuka hay is say hamari economy bohat mazboot ho sakti hay aor china ko khitay main bohat ziada taqat bhi mil sakti hay in tamam wajohat ki bana par america yeh sab chezan bardasht nahen kar pa raha is waja say us nay kai qisam ki jang char rakhi hay jis main sard tijarti jang bhi shamil hay Pakistan ko is waqat apni tijart ko china kay sath sath dosray mamalik say bhi apni garoth karni chaihay yehi trading ko ziada say ziada pemanay par philana chaihay aor dosaray mamalik ko Pakistan main ziada say ziada investment kay mawaqaeh fahim karnay chahihay jis say america ki tajarti jang main investment karnay walay mamlik bhi america kay muqablay main ap kay sath kharay hon gay dosra hamen kisi na kisi taran say apnay mulik main dollar ko lana chaihay jitnay dollar hamray pas hon gay hamari economy uti ziada mazboot ho gi haman dollar kay hasool ka liay online Forex trading ko frogh dana chaihy aor ziada say ziada Forex trading say profit hasil karna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

      Forex trading member Assalamu Alaikum main aap ki baat Se Dil Ko like Karta Hoon new nikaliye question race kiya tha aapne Ek ka reply Kiya bahut Jabardast reply hai aapka search Jang mein nuksan Hota Hai hua Jis country ki reproduction aur exports increase kar Jati Hai aur tariff increase hone ki vajah Se Usko bahut jyada loss hota hai Kyunki market Mein uski cheezon ki price production index decrease and consumer index price increase hone ki vajah se cheezo ki demand kam ho jati hai aur uski wajah se login karo Jahan Pacific ki taraf kam ho jata hai so America and China cold war main China ki economy ko Jyada loss ho sakta hai Kyunki China ki production import and export ratio bahut increase hai Huawei company e ko bhi bahut loss ho sakta hai American bahut clever mind people hai 12 iPhone company ko loss ho sakta hai lekin unko trade war mein Main Hamesha fayda Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

        Ap ne bohat hi asha sawal raise kia ha chun k America aur China dono economically super power hain aur dono yeh chahtay hain k woh dunia pe raaj karian is lye dono mulk apas ma tijarat ki wajah se aik dosray pe tax lagatay rehtay hain aur haal hi ma iphone aur Huwaie ka incident. TO is baray hamain sab se pehlay to apnay mulk ko priority deni chaye k kon sa mulk hamray sath ziadah mukhlis ha to zahir ha woh China ha, is lye hamain China k sath dena chye aur is ki import aur export ma hisa lena chaye, q k China jo CPEC bana raha ha is se hamaray mulk ko baht faida ho ga aur shaye dollar ki tijarat Asia ma khatam hi ho jaye is lye hamain apnay mulk ko tarjeeh deni chaye
        • #5 Collapse

          Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

          forex aik business hain is mai kise mulik ke tijarat ka koi farak nahi hota hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai bager pasiso ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

            Dear ap ko ye pata hai k china aor america aj kal kafi up ja rahy hai her kaam mai agar ain k darmian koi jang hoti hai to aus se pori dunia par effect pary ga kun k china ki products pori dunia mai ja rahe hai jis ki waja se wo distrub ho jaye gi ais liay china ki jang atni asani se ni hoti aor agar aisa ho jata hai to ap ko ye pata hona chaye k usd dollor ki value bahot kam ho jaye gi ais se ye ho ga k jitny bhi country hai wo china ki currency ko leny k checker mai ho gay jis ki waja se china ki curreny bahot jaldi up ho jaye gi, america ka usd dollor filhal pori dunia mai use ho raha hai business k liay magar kuch salon k baad china ki currency use ho gi kun k ap ne dekha ho ga china ki products bahot zayda hai aor pori dunia mai ja rahe hai.
            • #7 Collapse

              Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

              dear members Assalamualaikum apko Yaad hona chahiye ki jab bhi China aur America ki trade war Hoti hai to usme in nuksan leading countries Ka hota hai Asian countries mein gold ki value increase ho jati hai jaisa ke aapne suna ke China ne 70 ton khareed liya hai jiski wajah se sone ki kimat mein bahut jyada izafa dekhne ko Mila hai lekin Jaise hi gold ki price warna shuru hui hai America ne China se mzakujarat kar liye aor jesy he yeh comments pass huy gold ki qeemt gir gai oil ki qeemqat bhi gir gai hai is leay ky china ny gold khareeda aor is eaja sy ab kch arsa gold ki qeemat phr azafy ma jay gi apko next trading ky kam ma bahot tawajoo deni ho gi forex forum ma acha acha knowledge share kren members ko motivated kren aor kam ko rules ky mutabiq jain aor acha analysis kren support and resistance ko smjhen understand kren aor us ky sath amal para ho ky trade kren
              • #8 Collapse

                Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain or china or america ke sard tijarat ka forex mai aik hisa hain hum is mai paisa invest karty hain hamy acha profit milta hain or hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zaroroto ko pura kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar ya apny rules bana kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara sara paisa zaya ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke tarha nahi hain yai aik big business hain
                • #9 Collapse

                  Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                  is main humeean america our china ki trade war main jab bhe market main trade karen to aik achy stop loss k sath trade karein chahy tp na ho but account ko wash honay say bachny k leay sl zaror dain koin k us sard jang main market technical analysis ko follow nahe kerti hai our account ur sagta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                    main koi last three month say sun raha hoon our market k oper america our china ki jo trade jand chal rahe boht he burey asraat parey hain us say bachnay k leay humean jab ye shuro hoi the trade nahe leni chahy ya pher humeri hikmatay amali ye honi chhy k hum pure price action k oper trade lain our trend ko follow karin jes pair ka jo trend chal raha hai us k haq main trade lain gay to pher he us main acha profit bna pain gay
                    • #11 Collapse

                      Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                      Jesa ky ap sub janty hain ky China aor America ki sard tijarti jang ka aghaz ho chuka hai is ma hamari kya hikmat e amli honi chye jis sy ham zeyada sy zeyada profit hasil kr sken keun ky is jang ma oil aor gold bahot hassas ho jaty hain apny apny mashvry den...?
                      Assalamu Alaikum is sahab ki vajah se market ki moment mein bahut jyada risk aa raha hai China aur America Dono Hi Ek dusre ke bahut Bade anti Hai dono ek dusre se tarakki karne ki koshish karte hain Jaisa ke aap Dekh Rahe Hain ke USA Chahta Hai Ki Unka dollar International currency Ki Surat mein aa raha hai aise hi China wale Chahte Hain Unki currency International currencies Mein Aaye Jaaye aur Unki Jo trading Jung chal rahi hai usse Hamein bahut jyada nuksan hone ke chances hain Ami chai ke hum acche analyse karne ke bad hi apni tradeco open Karen Kyunki 2 3 month se bahut jyada critical ho gaya hai Forex trading Mein kaam karna
                      • #12 Collapse

                        Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                        dear Forex trading market members china aor American ma super power bnny ki jang hai tijarti jang hai aik dosry py tariff brah dety hain jub uncertainty hoti hai to dono ky mafad ma market jati hai bech ma choti machlion ko nuqsan hota hai gold buy hona shuru ho jata hai oil down ana shuru ho jata hai mean to say unko aik taruf sy faida dosri taruf sy nuqsan hisab brabr kr lety hain yeh sub lkn iska niqsan traqi pazeer mumalik ko hota hai
                        inki jub sulah hoti hai settlement ky bad phr market wahan ajati hai investors aor traders ky account wash ho chuky hoty hai so mera apko yeh mashvra hai ky trade management zaror kia kro phr relax ho jaya kro
                        • #13 Collapse

                          Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                          Ji bhai jan ap nay bohat hello acha sawal kia hay to bat yeh hay ok china aor the usa dono aik dosray kay bohat baray anti han dono aik dosaray ki tarqi aor khushhali nahen chahtay khas kar the us apna khota huwa asro rasookh bardashat nahen kar pa raha aor records important yeh bat wazeh hay ok the usa nay kabhi kisi mulak say wafa naheh ki us nay hamesha dhoka hi dia hay jab ok china hamra hamesha say aik acha dost hay aor har mushkil ghari principal hamara sath data hay aor is waqat CPAK ki soorat most important bohat ziada funding bhi china Pakistan principal kar chuka hay is say hamari financial system bohat mazboot ho sakti hay aor china ko khitay most important bohat ziada taqat bhi mil sakti hay in tamam wajohat ki bana par the united states yeh sab chezan bardasht nahen kar pa raha is waja say us nay kai qisam ki jang char rakhi hay jis primary sard tijarti jang bhi shamil hay Pakistan ko is waqat apni tijart ko china kay sath sath dosray mamalik say bhi apni garoth karni chaihay yehi buying and selling ko ziada say ziada pemanay par philana chaihay aor dosaray mamalik ko Pakistan major ziada say ziada investment kay mawaqaeh fahim karnay chahihay jis say america ki tajarti jang primary funding karnay walay mamlik bhi america kay muqablay important ap kay sath kharay hon gay dosra hamen kisi na kisi taran say apnay mulik essential dollar ko lana chaihay jitnay dollar hamray pas hon homosexual hamari economic system uti ziada mazboot ho gi haman dollar kay hasool ka liay on-line forex trading ko frogh dana chaihy aor ziada say ziada forex buying and selling say earnings hasil karna chahiay.
                          • #14 Collapse

                            Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
                            Jesa ky ap sub janty hain ky China aor America ki sard tijarti jang ka aghaz ho chuka hai is ma hamari kya hikmat e amli honi chye jis sy ham zeyada sy zeyada profit hasil kr sken keun ky is jang ma oil aor gold bahot hassas ho jaty hain apny apny mashvry den...?
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main America or China do bari markets han jab in ki apis main banti ni ha to is k matlab jab bi in ki apis main masla chaly to humy both ahtaiayat karni chae ha proper money management or risk management k sath trading karni chae ha apny account k mutabiq trading karny ta k ap ko loss na ho or ap ko ziada sy ziada profit ho is ley proper planning or strategy bana k trading karny or ache tahra analysis karny us k baad he trade open karny ta k ap ko loss na ho or maximum profit ho is ley humy chae in k jab tak apis main mamlaat Tek na hon to tab tak both ahtaiayat sy trading karny
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: China aor America ki sard tijarti jang ma hamari kya hikmat amli honi chye?

                              Dear friend jo country aik dosry k sath muqably main ati han to un ki currency value auto pe down hoti jati ha han is ley hum jab bi trade open karny lagany to analysis kar lan or market ki movement ko samjny or candle chart ki madad sy ache candle ka wait karny jis sy confirm movement ka pata chal sakeny us k bad trading karny ta k humy maximum profit ho or loss k chance both kam hon is ley humy ziada sy ziada ache trading karny ki try karni chae ha forex trading main kisi bi waqat koi bi movement ho sakti ha is ley humy har waqat ready rehna chae ha or proper stop loss or take profit istamal karna chae ha jis sy humara account safe rahey ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X