USDPKR py trade open keun nhi hoti?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USDPKR py trade open keun nhi hoti?
    Members ma ny currency pair USDPKR py trade open krny ki koshish ki hai lkn open nhi hoti aor wo madahm volor show hota hai is ki kya waja hai?
    Jub ky usdpkr pair ka rate value etc update hai aor daily bases py baki Pairs ki trah chang hoti rehti hai insta forex py hum is pair py trade kesy open kr skty hain kya koii bta skta hai agr kisi ky pas koi info hai to kindly share kren doller ko ab weak hona hai pkr ky against I hope so....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

    Dear jis tarha baat ki hai ap ne usdpkr ki to ais pair par ap trade ni kar sakty hai sirf ais ko dekh sakty hai wo bhi sirf ap k pass insta forex k broker par ye show ho raha hota hai ais k ilawa ye kisi aor broker par show bhi ni hota hai agar ap ne dekha ho to ais mai ap ne aor bhi kafi zayda pairs hai jin par ap trade open ni kar sakty hai magar wo ap k pass broker mai show ho rahy hoty hai ais liay ap k pass aor bahot sary pairs show ho rahy hoty hai jin par ap kaam kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar ap ne ais market mai kisi aik pair par kaam start kar dia aor aus k tamam levels ko yaaad kar lia to ap ko aus mai acha result mil jata hai kun k ais market mai ap ko strong levels ka pata hona chaye aus par market ap ko acha profit de k jati hai aor aus k baad ap ko samjh aa jati hai k ab market ka trend kai chal raha hai.
    • #3 Collapse

      Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

      dear Forex forum members Pakistan Forex forum carefully ated account instaforex broker ke sath aap sab trading kar rahe ho aap sab ko maloom hona chahiye k Pakistani currency mein and unstability bahut jyada hai unstability ki vajah se bahut Sare brokers pk aar par trading allowed nahi karte hain kyunki aap ko dekhne mein Mila Hoga ke Pakistani currency dollar ke against stable Nahin reh sakti hai aur return nahin aati hai dollar hamesha strong hota jata hai Pakistani rupee weak hota rehta hai trade balance deficit ki vajah se imports value increase hone ki vajah se and export value decrease hone ki vajah se hamari currency devaluation teer aati hai is wajah se bahut saare broker Pakistani currency pair trading allowed karne se in security feel karte Hain jiski wajah se hum log apni currency pair trading nahi kar paate Hain
      • #4 Collapse

        Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

        dear friend isliye liye open nahi hoti Kyon Ke Forex mein instaforex mein ya currency pair Shamil nahin hai aur isliye trading Nahin Hoti Tu is wajah se agar aap acchi trading karna chahte hain to Forex ke basic jo bhi pears Hai Jaise ke Euro USD USD JPY buy Yeh Dono Aise par hai hi jis mein aap acchi earning kar sakte hain aur is main aapka accha hardwork aapko kamyabi dilva sakta hai isliye aap kamyabi Hasil karne ke liye in donon pears Mein acchi mehnat Karen aur ismein achha experience Hasil karne ke bad aap isme deposit Karke lot size se trade karen to aap kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

          usdpkr aik aamm se currecny hain hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum usdpkr mai trade opne nahi kar sakty forex aik unique or kabe be band na hony wala real busiess hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jitne amoun invest kary gy hamy utna he acha profiot mily ga forex aik aam business ke bodolat acha business hain yai pury pakistan mai legal business ban cuka hain hamy short cuts ko avoid kar ky is mai kam karny ka risk lena chahey
          • #6 Collapse

            Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

            forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar loss sy bachna chatey hain to hamy usd pkr mai trade open karne chahey pher he hum kamyabe hasial ka saky gy hum forex mai kam karny ky liye kise be jaga py nahi jaty hum is mai agar lalhi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya borkers ka koi qasur nahi hota hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur be qasur nahi hota
            • #7 Collapse

              Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
              Members ma ny currency pair USDPKR py trade open krny ki koshish ki hai lkn open nhi hoti aor wo madahm volor show hota hai is ki kya waja hai?<br />Jub ky usdpkr pair ka rate value etc update hai aor daily bases py baki Pairs ki trah chang hoti rehti hai insta forex py hum is pair py trade kesy open kr skty hain kya koii bta skta hai agr kisi ky pas koi info hai to kindly share kren doller ko ab weak hona hai pkr ky against I hope so....
              Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay aisa aksar traders say suna hay k USDPKR currency pair pay trade nahi lagti bar bar koshish kay ba wajod yahi masla hota hay k trade nahi lagti is baray main jo maray knowledge main bat aai hay woh Pakistani currency ki down value hay kush arsa pehlay dollar ki qemat taqreban Rs.90 say Rs.100 kay darmian thi phir yeh bari tazi say barti gai aor aj taqreban Rs.150 say Rs.165 kay darmian poch gai hay dollar Pakistani currency kay muqablay main bohat ziada strong hay aor mustahkam hay jab k Pakistani currency Bohat ghair mustahkam hay is waja say ziada tar Forex broker USDPKR pair kay sath trading karnay ki ajazat nahi datay lakin INSHA ALLAH bohat jald Pakistan kay halat achay ho jay gay aor Pakistani currency ki value bhi up ho jay gi phir is pair par bhi trading ho gi
              • #8 Collapse

                Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

                ye to broker py depend hota hia k wo app ko kis kis pair main trade allow kerta hae ab main nay diekha hai k khuch broker easy hain jein main oil ki value show hoti hai mean wo pair us main hay but wo trade k leay disable hota hia us pay hum trade us broker ki service na honay ki wja say nahe ker sagty hian same ager app ko jo broker bhe ache services day raha hai to us main app trade karien our jin pair main allow hai un main he karien or acha profit app bna sagty hain
                • #9 Collapse

                  Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

                  bhai jan pkaistan currency pairs ko hum os ki values k liye update dekh skty hain laken os main hum trade nahi kar skty hain asye pairs set tu kar diyr hain laken yah wo pairs hoty hain jis ki price values k bary main hmain andaza hot rhata hai k kis hisab se en ki movemnt ho rahi hai internationl base par or aghr ap pakistan ki currency ki bat karty hain tu yah pairs weak pairs main add hoty hain es liyw en pairs main aghr hum apni trading bhi karen tu hmain koi faida nahi mil skta hai bahtr yahi hai k ap un piars par constarate karen jin main ap achi trading kar k acha profit gain kar skty hain ayse pairs ko ignor karen jin main koi faida bhi nhi milta kisi ko
                  • #10 Collapse

                    Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

                    main nay jo bhe broker check kai hia us main usdpkr main trade nahe hote hai but instaforex main check nahe kai hain ye huemry broker pay hota hia k wo human kin instrument main trading allow kerta hai khuch broker app ko sab main trade allow kerty hain our khuch nay services band ki hoti hain jab bhe app us main trade karo gay nahe hoo gaee but app ko jo currency pairs allow hain metal waghara un main trade ker k app us say acha profit bna sagty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

                      Assalamu alaikum Pakistan Forex forum members Forex trading mein knowledge or experience hona bahut zaroori hai Pakistani currency ghair mustahkum come has ki vajah se is pe trading karna instaforex ki taraf se allowed nahi hai hi main aapko yeah batana Chahta hoon ke Pakistan Forex forum mein knowledge or experience ke sath indicators ko use karte hue kaam karo lo currency pairs pe trading karne ke liye aapko analysis required hota hai three type ke analysis hai fundamental analysis sentimental analysis technical analysis use them and get proper profit real Forex trading members major pairs minor repairs and exotic pairs pe trading karen Pakistani currency pair unstable hai is pe trading karna aasannahi hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: USDPKR py trade open keun nhi hoti?

                        bhai jan apkistan ki currency otni strong nahi hai k es main trading ki ja skty aghr kisi bhi pair main pkr currency sho who rahi hai tu wo just hmari apni update k liye hota hai k hum es currency ki values ko chek kar skty hain k kiya sort e hal hai es main or hum es main apni trading nahi kar sty hain bhai jan yah wo apirs hain jin main kbhi bhi koi trading nahi krta hai jsa k en sse bhi oht he strong pairs hain jis main hum apni tradng kar k achi eraning gain kar skty hain tu hmain chahye k hum apni trading ko boht abhtr kar k apni trading karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X