What is pip
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is pip
    Dear new traders aj mn ap ko thora sa btana chahta hon k pip Kia ha kisi b pair ki change value ko measure krne ki sab se choti unit pip kehlati ha aur hamin trade pe jo profit ya loss hota ha wo pair jitne pip move krta ha multiply by our lot size hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is pip

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Chanda869 پيغام ديکھيے
    Dear new traders aj mn ap ko thora sa btana chahta hon k pip Kia ha kisi b pair ki change value ko measure krne ki sab se choti unit pip kehlati ha aur hamin trade pe jo profit ya loss hota ha wo pair jitne pip move krta ha multiply by our lot size hota ha
    Nhi bhai ap ne wrong bat ki hai. Kisi b pair pr price ko mesure krne ki Chota Unit Point hota hai or 10 points pr 1 Pip bnta hai. yani k agr hm Gbp/Usd ki price ko yun likhen k 1.21236 is me 6 ko hm Point bolty hen or 23 ko hm Pip polen gy. Hmen apni trading me in chezon kr b khyal rakhna hota hai. Pip Unite jyada tr Forex market me or Point stock market me use hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: What is pip

      Pip ko sahi trah define karin k is ka forex trade main asal masad kia hai? is k faidy or nuqsan kia hain ?? is main kis bhi pair ko pip k sath compare krny say kia milta hai is main use to batain??
      • #4 Collapse

        Re: What is pip

        Jb aik currency pair pay hum trading kr rahay hotay hain misal k tor pay EURUSD ki qeemat 1.1228 chal rahi ha aur hum aik buy ki trade open kr detay hain kuch dair bad iski price barh jati ha aur barh k price 1.1229 pay a jati ha to iska mtlb ha k price mn aik pip ka izafa hua ha. Pip ko sada alfaz mn hum yeh bhi keh sktay hain k isharia k bad chotay number walay hindsay ko pip kaha jaye ga.
        Kinza789 Trading Journal
        • #5 Collapse

          • #6 Collapse

            Re: What is pip

            Yeh bahut hi accha sawal hai ye what is pips peps saal mein kaha jata hai iski Jo definition Hi hua hai. In percentage matlab ja ke kisi bhi price core company ke liye hamein. Ko dekhna padta hai aur. Do kishan ke hote Hain 1 micro pipe aur dusra standard par in dono ke alawa aur koi pic nahi hote
            • #7 Collapse

              Re: What is pip

              Market pe market watch me jo rate chal raha hota hai un rate ka last point pip hota hai yani ke market ka rate agar 1.2280 ya to jab market 1.2281 tak jaye gi to iska matlab yeh hai ke market aik pip ya aik point move hui hai to ap ko apne volume ke size or by pip ke hisab se profit and loss hota hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is pip

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waqaryasin143 پيغام ديکھيے
                Yeh bahut hi accha sawal hai ye what is pips peps saal mein kaha jata hai iski Jo definition Hi hua hai. In percentage matlab ja ke kisi bhi price core company ke liye hamein. Ko dekhna padta hai aur. Do kishan ke hote Hain 1 micro pipe aur dusra standard par in dono ke alawa aur koi pic nahi hote
                Pip sy murad hoti hai percentage in profit. jab ap kisi pair ki prices ko laity hain or un price sy ap jab trade koi short ya long karty hain tu current market price or ap ki buying price mai jo ap gap daikhty hain us ko pip kehty hain.Ap apni trading mai jab risk laity hain tu ap ko phir pip ka kiyal rahkna hoga kay kitny pips up ya down howy hai woh phir lot size sy multiply kar kay profit ya loss calculate kar sakty hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X