Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?
    Dear members trading ma term use ki jati hai natural trading aor aggressive trading in dono ma kya farq hai
    Aggressive trading ky faiday aor nuqsan btain?
    Natural trading ky faidy aor nuqsanat btain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

    Asalam o alikum friends ap ny both acha question kea ha forex trading main natural trading or aggressive Trading trem use hoti Han
    Natural Trading
    Natural Trading main ap proper trading karty han money management k sath trading karty han small lots use karty han risk free trading karti han slow slow profit gain karty han or loss k chance both kam hota ha
    Aggressive Trading
    Jab ap aggressive Trading karty han to is main ap kam waqat main ziada hasil Karny ki try karty han big lots use karty han or high risk laty han or is proper analysis karty han is k baad confirmation pe he trading karty han to kam sy kam waqat main ziada earning karty han
    • #3 Collapse

      Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

      forex trading main hum sub tradors natural trading he karty hain jis main hum trading k liye sub wohi method use karty hain jin se hum apni ko profitable bana skty hain es k ilwa forex trading main aik or trading method sue kiya jta hai jis ko agrassive trading kahty hain es main tadors boht jaldi main profot earn karny ki koshish karty hain or un ko zyda achi trading se nahi zyda eraning se matalb hota hai jub k yah method boht riksy hai q k jub tradors grred main a jaty hain tu un ko loss hony k chances zyda hoty hain or un ko bara loss ho jta hai or account bhi wash krwa lety hain es liye hmain chahye k hum natural trading karen ta k hmain acha profot mily na he loss ho
      • #4 Collapse

        Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

        forex trading main natural trading wo hoti hai jo hum palnning k according karty hain jis k liye hmain market ko folow karna hota hai jis main hum market ko achi trah se analysis kar k trading kar skty hain or jub hum trading karty hain tu hmain os main profit or loss hota hai jub k aggrasive trading se murad wo trading hoti hai jis main hum jald bazi main trdaing karty hain or hum yah chahty hain k hum boht kam time main achi eraning kar len jub k yah trading method galat hai jis main ap kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain jis main apko loss hota hai tu apko chahye k ap natrual trading karen jo k ap k liye faida mand hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

          bhai forex trading main natural trading wo trading hoti hai jis ko hum osi tme market ko folow kar k karty hain es main hum kisi bhi trha ka koi or metod use nahi karty hain apni trading k liye or yah aik acha trading method hota hai jis main hmain achi or miyari trading k bad acha profit mil jta hai or aghr hum agrassive trading ki bat karen tu humain es main risk zyda hota hai q k agrrasive trading main har trador ki yahi kosish hoti hai k hum apni trading ko kam time par karen or zyda se zyda proft eran karen es main jald abzi bhi hoti hai or lalach bhi hota hai or ap es main kbhi bhi acha profit nahi eran kar skty hain tu apko chahye k ap natraul trading karen achy profot k liye
          • #6 Collapse

            Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

            Dear her insan ka apna mind hota hai ap ne dekha ho ga k kai log jab ais market mai kaam karty hai to wo ais mai zayda risk le lety hai aor ais mai ye bhi ni sochty k aun ka account wash ho jaye ga magar kuch log hai jo aik plan k sath kaam karty hai aor apni her trade money management k hisab se lagaty hai ais mai ye hai k jab ap ki trade lagi hoti hai aor ap ko ye pata hota hai k ap ki trade loss mai ja rahe hai to ap aus ko loss mai close kar sakty hai magar jab ap aggressive ho k trade lagaty hai to aus mai ap lot bari lagaty hai aor aus mai agar ap ko loss ho raha ho to aus ko ap close ni karty ais mai ye hai k agar ap ne trade close kar di ho to aus ko loss recover karna bahot muskil ho jata hai ais liay agar ap ne koi trade lagai ho to aus mai ap ne relex mind k sath soch samjh k trade lagani hai.
            • #7 Collapse

              Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

              Assalamu alaikum Pakistan Forex forum members neutral natural trading karna bahut zaroori hai Forex trading market both dangerous hai isme aapko cool mind ke sath emotional control ke sath aur complete money management account management ke sath kaam karna hota hai Forex trading Mai stop loss take profit lagana bahut jaroori hai lo lot size selection ki Jani chahiye Pakistan Forex form mein Maine observe kiya hai ki bahut sari e galtiyan tohare jati hai hi mama score jab bonus milta hai Tu maximum lot size ke saath trades open ki jati hai jiski wajah se a account was hone mein der Nahi lagti hai hi dear Forex trading members aggressive trading karna bahut dangerous hai hi aggressive trading main lalaj ka factor aa jata hai high Grade d approach se aapko bahut nuksan hota hai hi lal se bachke Forex trading karna zaroori hai Pakistan Forex forum ke a arm forest ke gupt ke section mein bahut Sare members galat fehmi mein maximum lot size use karte hain aisa nahin karna chahi neutral aur natural trading co pressure karna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

                Pakistan Forex forum ma humen knowledge hasil krny ky bad kam krna chye aor acha platform hai yahan sy saqab hasil krna chye jo log demo account mein apply kr ky kam kr lety hain wo log zeyada sensitive aor mature ho ky trading krty hain market ma apko emotions ko control krnq hota hai khud ko aggressive nhi hony dena hota hai
                aggressive trading ka mtlb hai ky ap gusy ma kam kro big lots size use kro aor is ma bahot high leverage py ful trade pay bahot kam waqat ma account wash ho jata hai
                apko chye ky forex trading ma normal bonus account py real trading kro money management aor capital management bhi zarori hai forex trading ma apko market ki technical analysis aor fundamental analysis ki trah support aor resistance dekh ky trade open krni chye qor market ko avail krnq chye normal trading krni chye
                • #9 Collapse

                  Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

                  Forex trading mai do Tarah kay traders kaam kertay hain. Aik traders type woh hoti hai jo sakoon say trading seekhtay hain aur iss baat ko samajh laitay hain kay forex aik permanent profession banaya jaa sakta hai. Woh proper tareekay say aik sequence mai trading shuru kertay hain. Aisay traders ko natural traders kaha Jata hai aur iss trading ko natural trading kaha Jata hai. Iss tareeka kaar mai traders ziada arsay takk ziada achi earnings kertay hain. Natural trading say earnings slow hoti hain laikin Mustaqil hoti hai aur aik Mustaqil aamdni ka zariya bann Jata hai.

                  Dusri type kay traders woh hotay hain jo trading ko Thora bohat samajh laitay hain aur phir real trading shuru ker laitay hain. Unn kay mutabiq trading kernay say he trading aati hain aur jaisay jaisay trading kertay rehtay hain woh experience gain kertay rehtay hain laikin iss tareeka kaar mai traders ko loss bohat bardasht kerna parta hai. Aisay traders ko aggressive traders kaha Jata hai kiyu kay woh traders baar baar loss kertay hain tou unki koshish yehi hoti hai kay 4 trades ka loss aik trade mai cover ker lain. Aisay traders aik he achi trade mai ziada lot size kay saath acha profit gain bhi ker laitay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

                    Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein natural trading hoti hai jo Ham planning ke coding karte hain Jiske Liye Hamen market ko follow karna hota hai jismein Ham market ko acchi Tarah Se analyse Karke trading kar sakte hain aur jab Ham trading Karte Hain To Hamen usmein profit aur loss hota hai Jab Ke aggressive trading trading Hoti Hai jismein Ham jald Bali Mein trading karte hain aur Hamen yah Chahte Hain Ki Ham bahut kam time mein charging karne Jab ke yaha A trading method galat hai jismein aapko bhi main acchi trading nahin kar sakte hain jismein aapko loss hota hai to aapko chahie kya aap natural trading Karen jo ki aapke liye faydemand hoti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Natural trading aor aggressive trading ma kya farq hai?

                      Natural trading expert aur professional traders karty hey proper rules key base par trading hi natural trading hoti hay jes me market analysis ko khas kar bahot ehmeyat di jati hay aur targets ki achievement se related rule key sath planing ki trading ko importance di jati hay, natural trading ki jaye to traders ko nakami ka dar nahi hota, jab key aggressive (jahirana) trading wo hoti hay jab traders high risky trading baghir kesi reason key karty hey, esi trading me planing, market analyzing aur trading rules ko kesi kisam ki ehmeyat nahi di jati hay aur na hi aggressive trading me profit targets rules importance di jati hay, aggressive trading key kamyab hony key bahot kam chances hoty hey.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X