Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?
    Dear Mujhy Nahi Lagta K Hedging Ka Koi Faaida Hai Q K Agar Ap Ko Dono Account Sy Aik Jesa Earning Bo To Ye Beheter Hai Us Sy Jis Sy K Ap Aik Account Sy Earning Aur Dusry Account Sy Loss Kar Dein Ap Ko Ye Kabhi Nahi Karna Chaye Is Cheez Sy Apko Faaida To Hoga Lekin Utna Nahi K jitna Ap Soch Rahy Hain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

    g han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear pahli bat ye kah agr ap ek he account sy hedging karty ho to wo forex trading kay rule kay khelaf hai is me ap aesa nhe kar sakty ho 2nd jab ap is me sy with draw lo gay to ap ka account been kar dya jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

      Hedging stretigy use kerny ka bahot faida hai lekin aesy time main jab market kuch points ky darmian hi move ker rehi ho agar single trend main market move ker rehi ho tou hedging kerny ka koi faida nehi hota ky hamain market ki current supports aur resitance ka idea nehi hota aur jesy hi aik trade profit main close kerty hain tou loss wali main loss increase hi hota rehta hai
      • #4 Collapse

        Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

        Headging nhi kerna chayi kiun kay headging say humay bilkul bhi faida nhi huga balkay loss her surat ma huga kiun kay jab hum air hi pair per Buy aor Sell ki trade open ker letay han tu hamara profit ya loss tu lock hu jata hay laiken humay swap ki madd ma daily charges denay partay han jis ki waja say humay loss huta rehta hay is liye mera mashwara sab dosto ko ye hay kay headging say bach kay raha karay.
        • #5 Collapse

          Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

          bhai hedgeing krne ka bohat faida ha agr hum is main samjdari se kam krein tu hum is main hume account ko safe rakh sakte hein jab hume lose hi ho rha ho tu hume account ko bachne k liye hedging krni hoti ha is liye is main hume soch samj kr kam krna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

            Hedging kabi bhi nhi kro jub tk ky apko maloom na ho jay ky market confirm raang ma hai agr ap bahot achy trader bhi ho phr bhi apko market ma hedging sy bachna chye
            Ya phr market ky akhri kon ko pkrna chye apko ma yeh btana chahta hun mera hedging ma sub sy zeyada experience hai ap kp kabi bhi blind hedging ka koi faida nhi hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

              g han bhai ya blkl fzol kam ha uis sae apko koi faida ni ho sktaa h is sae apka time zy ahoga opko cheyae kae paxe trah ek accoun tp rkam kro or market ko sj kr trading kro isi m apki kamyabi ha or a[ jab market ko smj kr kam kro gy tu ek account ko hy profit m rkho gay or kamayb rhoh gy
              • #8 Collapse

                Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

                meray khayal main hedging kernay ka koe fida nahi hay. que kay hedging kernay main na profit hota hay aur na hi loss hota hay. lakin kabi kabi account ko safe kernay kay liye hedging kerna perti hay is sya account ko safe kia ja sakta hay. aur aik hedging strategy hay jo kay kafi profitable hay us say account kay loss ko recover kia ja sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

                  Dear apne bilkul sahi kahak k is mein hedging kar ne ka koi faida nahi hai ham ko is mein hedging nahi karna chaiye aur ham ko is mein hedging ka matlab hai k is mein aik hi point pe buy and sell lagate hain ham ko is mein aesa nhai arna chaiye uar ham ko is mein ihatyt se trade karna chaye ye iak acha businesss hai ham ko is mein jad bazi nahi karna chaiye is mein ham ko sell ya phir buy lagan chaiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedging Karny Ka Koi Faaida Hy ?

                    hamy hedging kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik real business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik legal business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X