Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?
    Dear members market ma supply and demand zone ki term use ki jati hai lkn mujy is bary ma.confused hun ky kya ueh technical aspects ma ati hai ya fundamental ky tor py jana jata hau
    Supply aor demand zone sy humen market ky over bought aor over sold area ka bhi maloom ho akta hai apr humen market ky stronf trend ka bhi pta chl skta hai lkn ma yeh janna chahta hun ky kya humen is ma sy find out ky leay technical awamil dekhny hon gay ya fundamental awamil?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

    market main moving ka sub se bari wjah demmand and supply hoti hai jub bhi market up or down jati hai tu zyda tar demmand and supply par hoti hai es liye aghr ap trading kar rahy hain tu apko zarori hai k ap market ko achi trah se smjh kar apni trading karen jis se ap apni trading main acha result hasil kar skty hain q k jub ap ko market ko smjhny main asani hoti hai tab he ap acha profit eran kar skty hain es liyez arori hai k ap apni trading ko market k hisab se karen gy tu he ap es main trading kar skty hain es liye ap apni trading ko palnning k stah or market ko analysis kar k karen jis se ap ki trading main risk bhi kam hota hai or loss hony k chances bhi kam hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

      forex trading ki market main kisi bhi trah ki moving or trend k cahnge hony kis ub se bari wjah demmand and supply ki base par hoti hai jis se market up or down main move hoti hai or market tab he trend show karti hai jis se hum apni trading karty hain tading karket main main kiya ho rha hai or mazzed kiya ho skta hai es k bary main maoolmat lena zarori hota hai es liye apko chahye k ap market ko smjhny ki khud main salahiyat paida karen q k juba pko market ko smjhny main asani hai tab he ap market kp folow kar skty hain or tab he apko acha profot milta hai tu zarori hai k market par jo ji awamal asar andaz hoty hain un k bary main malomat arkhen aghr achi trading karni hai tu
      • #4 Collapse

        Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

        bhai mere andaze main supply demand zone tecnical main ati ha kew k aksar market tecnical main movement krti ha ur fundamental main sarif pair ka use hota ha is liye ye tecnical main hi ati ha hume is main menat krni chaiye zada se zada ye business hamre liye sab se acha work ha is main kam kr k hum apni zahroriyat pori kr sakte hein hume is main market k zone k bhahre main mukamal information hone chaiye jab market koi big movement leti hai tu aksar hamre account py kafi zada effect parta ha hume is main smajdari se kam krna chaiye zada se zada knowledge hasil krna hota ha ur ye eik risky business ha risk tu lena parta ha hume is main kameyab hone k liye is liye chaiye k is main hume sab se phaly demo account main kam krna chaiye
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

          Dear jab ap ne ais market mai kaam karna hota hai to aus mai ap ko fundamental aor technical par kaam karna hota hai ais mai ye hai k hum ne agar chart par dekha ho to aus mai ap ko agar aik resistance milti hai to aus ko hum supply point kehty hai aor aus point par hi fundamental par dekha jaye to aus mai supply kehty hai k zayda ho gai hai, agar ap ne technnical par kaam karna hai to aus mai ap resistance zone dekh rahy hoty hai magar yehi agar ap ko fundametal par kaam karty hoye pata chal raha hota hai k ye supply zayda hai, ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai kon sa zone hai aor ais mai ap ne kaisy kaam karna hai ais market mai bahot sari jaga hoti hai k ais market mai ap jaha se entry le rahy hai waha par kai waja hai jis se ap entry le rahy hai ais market mai.

          Click image for larger version

Name:	supply demand.png
Views:	6
Size:	65.9 کلوبائٹ
ID:	12322374
          • #6 Collapse

            Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

            dear Forex trading market members supply aor demand zones ko smjhny ky leay apko market ki technical as well as fundamental aspects ka complete knowledge hina zaroori hai ap yeh bat maloom hini chye ky forex trading market ma bahot sari terms use hoti hain in ma supply aor demqnd zone bhi aik term hai jis ma indicators ko dekhty huy aor chart py candlestick ko study krty huy trend ky hisab sy andaza lgaya jata hai
            shooting star apko short term trend reversal indicator ky tor py hint deta hai aor sath ma marbuzu candle is ki confirmation deti hai lkn market apny demand zone py ponch ky dobarapny trend track py ajati hai aor is ko supply zone kaha jata hai ma nechy picture ma aoko smjhnay ki koshish krta hun
            منسلک شدہ فائلیں
            • #7 Collapse

              Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

              forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy pairs mai or currecny mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy fundamental analysis ko or technical analysis ko learn kar ky use kar ky mahent sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar tuky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik unique or legal busines hain
              • #8 Collapse

                Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

                supply aor demand zone ky bar ma apko simple chez smjhni chye ky jub bhi kisi chez ki demand increase hoti ya brh jati hai wo chez manhgi ho jati jai aor jub kisi chez ki supply brh jati hai uski demand value kam ho jati hai aor uski price decrease ho jati hai members forex trading market ma apko bahot sari batin ka kheyal rakhna hota hai
                aik apko market ka analysis techniques ky sath skills strategies ka use krnq market ko smjh ky technical psychological factors ko find out krnq market ki sari chezen dekhna sentimental analysis krna bhi responsibility ma ata hai alr apko yeh kam kr lena chye ky market ma supply aor demand zone ko bhi amjhna chue
                • #9 Collapse

                  Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

                  bhai jan forex trading main jub hum market ko chek karty hain or dekhty hain k humain kis pair main tading karni hai tu sub se pahly hum os pair k strog or weak hony ki confermtion ko dekhty hain q k kisi bhi pair main hmain pahly esi bat ko dekhna hota hai or faisla karna hota hai k hmain es ko buy kra hai k sell krna hai or kiis pair ki value ka andza he hmain demmand or supply par hota hai...
                  Demand and supply concept in tading.............::::
                  forex trading main currenci pair main otar charhao sub se zyda demmand and supply k ser par hota hai jesa k hum suppose karty hain k kisi chez ki deammnd barh gai hai tu wo mahngi bhi hogi tu os ko log khrreden gy q k es ki demmand hai os chez ki price value zyda ho jati hai jesy he kisi chez ki demmand kam ho jati hai tu wo chez ko khreddna chor dety hain jis wjha se un ki price bhi kam ho jati hai or jis ki wjah se wo chez ki value bhi kam ho jati hai. or ayhi concpt forex trading main hai..
                  technical analysis.........?
                  forex trading main demmand and supply ka jo bhi concept hai wo technicala analysis se he hota hai jis se hum es point ko clear kar k apni trading k liye pair select karty hain es liye technical analysis ka knowledge har trador ko hona zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

                    Dear friend ap ny both acha question kea ha forex trading main demands or supply ka both important role ha jis market main ziada movement hoti ha is ley kisi bi chez ki demands ziada ho jany to us ki price value bahrti jati ha jab k jab kisi chez ki supply ziada ho jay to is ki price value kam hoti jati ha is ki waja sy market ki up down movement ni ziada hoti ha is ka asar forex trading main both ziada hota ha or is ley hum forex trading main demands or supply pe khas tor pe nazar rakheny or ye technical analysis main ati ha jis ko hum easily samj sakty han or us k mutabiq trading kar sakty han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Supply aor demand zone market ky currency pair ma technical hai ya fundamental?

                      Jab ham log hardworking Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard working Karni Hogi to Aankhen ham log Achcha Se Achcha profit hassil kar sake aur ham Logon Ko Jyada Se Jyada kamyabi mil sake

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X