Har Waqt Loss Q
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har Waqt Loss Q
    Bhai jan meine kiye aise afrad dekhe hain jinko is mein har waqt hi loss hota hain aisa q hota hain bhai jan sab log is mein apni rae zroor de agar apko bhi is mein loss hota hin to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har Waqt Loss Q

    Buhut acha question Kia hay aap nay forex trading may har member is liay kaam kartha hay ke osay is business say kuch faida milay our Jo members regular loss karthay hay oskay peechay os ke jaldh baazi our lalich ka haath hotha hay jaldh baazi asay ke wo market ko study kiay baghair trading karthay hay our wait nahee karthay our lalichi asay ke wo apnay trade big lot size k saath karthay hay our yahee dhono cheezay aap ko loss karwathe hay.
    • #3 Collapse

      Re: Har Waqt Loss Q

      Baat nahi hai Har Saal nahi hota Hamen Jab Bhi nuksan Hota Hai Hamein apni kotahi ki vajah se hota hai agar karen to Hamein nuksan nahi hoga Jaisa K trading karni hai to trading ke liye practice honi chahie trading Koi Aasan kaam nahi hai yeh bahut hi practice Karke aata hai time de kar aata hai aise nahi aata hamein chahiye ki Ham demo account per trading ki Jyada Se Jyada practice Kare Agar Hame is business Mein Kamyab hona hai tu
      • #4 Collapse

        Re: Har Waqt Loss Q

        Hamen Jab Bhi nuksan Hota Hai Hame Apne kotahi ki vajah se hota hai agar Hum Soch Samajh Ke kaam karen to Hamein nuksan nahi hoga Jaisa K trading karni hai to trading ke liye practice honi chahiye trading Koi Aasan kaam nahi hai yeh bahut hi practice Karke aata hai time de kar Aata Hai Aise Nahin Aata hamein chahiye ki Ham demo account per trading ki Jyada Se Jyada practice Kare Agar Hame is business Mein Kamyab hona hai tu Jab Tak Hum trading kiye demo account par practice Nahin Karenge us Waqt Tak Hum Kamyab nahi ho sakte is business mein
        • #5 Collapse

          Re: Har Waqt Loss Q

          Forex mein her waqt loss iss lye hota hai kyun kay hum trade beghair sochay samjhay open kertay hain market kay analysis nahin kertay trend ko follow nahin kertay jis ki wajah sae humqin market mein loss zayada aur profit kam hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Har Waqt Loss Q

            hi friends kya haal hen g bilkul boht sy aise traders hen jo hr bar loss kr account wash kraty hen or kuch time bad phr deposit kraty hen waise to inhen trader nahi visitor kaha jata hai basically market men agar apni galti ly kr trade krty raho gy to loss he hoga same input same output.so in ko chahye k trading k bjae wo dekhen k wo kahan galtu kr rahy hen
            • #7 Collapse

              Re: Har Waqt Loss Q

              Dear member Har Waqt loss ki vajah Yaha hoti hai ki hum market Ko Dekhe Bina rose trade Lete Hain Chahe Hamen main Us din in ya is Waqt Koi signal Mile Ya Na Mile lekin Hum trade Karte Hain Is Tarah karne se a ham jyadatar loss Mein Jaate Hain Kyunki Ham rules ko follow nahi karte Jani e ham M indicator yeah candlestick pattern ka istemal nahi karte isliye Hamara loss hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Har Waqt Loss Q

                DEAR FRIENDS ham ko as main as liy har wakt loss hota hai q k ham as main greed karte ain as liy hame chahiy hai kee ham as main kam karte rahe aor hame as main ache se bi kamkarna chahiyhia aor ham ko dil se bi kam karna chahiy hai ta k ham a smin se earning ziada kar sake as main se
                • #9 Collapse

                  Re: Har Waqt Loss Q

                  Mary khyal m forex m her wqt loss ki main waja h hmra inexperience or jaldbazi or entry point ka ghlat use krna ya sb cheezy h loss ki main waja jo bar bar hm dohratay h forex m
                  • #10 Collapse

                    Re: Har Waqt Loss Q

                    Yes brother ap ki baat bilkul teek ha aksar members ko loss kasamna hota ha muhatalif trades ma ye baat ma na bi note ki ha agar hum trading ma jaldbazi sa guraiz kary our kisi achy point k leye wait kary chahy humain 2 3 din hi trade lagany k leye wait karna pary to mery hyal es loss sa hum chutkara pa saktu ha thanks very much
                    • #11 Collapse

                      Re: Har Waqt Loss Q

                      Dear forex main loss hona normal bat hy jab analysis keay baghair trade lagaen gy to loss ho ga.lkn har waqt loss hony ka mtlb hy k forex ko seekhy baghair start karna ya es ka pora knowledge na hona. Es leay forex ko start hi tab karna chahy jab es ka knowledge aa jae phr loss k chances kam ho jaty hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Har Waqt Loss Q

                        ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hame Har Waqt nuksan hota hai to isme Hamari Galti Hoti Hai Humne senior Se Puch kar trading bilkul bhi nahin kiya hoga isiliye Agar hone chahiye kya mai profit Hasil karna hai to Hame Har Waqt senior se Mushaira karte rehna Hoga aur Market Koi Na Lage karte rehna Hoga FIR Hum profit Hasil kar sakte hain thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Har Waqt Loss Q

                          Forex mein humain her waqt loss iss lye hota hai kay hum forex mein market kay analysis nahin kertay beghair sochay market mein trade open kertay hain jis ki wajah sae humari trade open hotay hi loss mein chali jati hai aur humain loss hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Har Waqt Loss Q

                            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bhajan agar aap iss Mein Soch Samajh Kar chatting Karenge to aapko Har Waqt to aapko loss Nahin Hoga Kyunki agar aap is main jaldbazi karte hain aur Lala karte hain to aapko Zeher Si baat hai to aap ko Roz hi hota Rahega na advocate agar aap Kis Mein Soch Samajh Kar chatting Karenge to aap ko Har Bar Khallas Nahin Hoga aapka profit bhi Hota rahega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har Waqt Loss Q

                              Forex main muscles loss hone ki vajah Bass ka thik na hona hai abhi forex market ke bare main knowledge aur experience sahi tarah se nahi hota aur Market Mein kaam karne padte hain Jab jaldbaazi Main Market Mein bagair knowledge ke a kaam Karenge To Har trade Mein loss hi hoga jo members apni baiss theek rakhte Hain Wahi Kamyab Hote Hain...

                              اب آن لائن

                              avatar Sno
                              avatar Sword
                              avatar Yashfa
                              Working...
                              X