forex market up or down hony ki wajohat.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex market up or down hony ki wajohat.
    for example jub koi country kisi dosri country se kuj buying karta hai tu wo boht bari maount main hoti hai tu yah len den se market up or down hoti hai es k ilwa banks kisi bhi molk ki currency ko up or down karny main boht aham kardar da karty hain aik andazy k murabik 50% hisa banks ka hota hai jis se market up or down hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex market up or down hony ki wajohat.

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex market mein hum currencies ka business kertay hain aur iss mein hum currencies.ko sell bhi kertay hain aur buy bhi jub market neechay move ker rahi ho tou sell kertay hain aur jub market ouper ja rahi ho tou buy kertay hain
    • #3 Collapse

      Re: forex market up or down hony ki wajohat.

      Forex trading co up ya down Hum hi Karte Hain Jo log trade Karte Hain Misal ke Taur par Agar Main sell Kiya Hai aapne by Kiya Hai tu Agar market Mein bhaiya Jyada Honge to market by Jayegi aur Agar jyada hongey to market cell Jayegi
      • #4 Collapse

        Re: forex market up or down hony ki wajohat.

        forex market ka matlub hi yahi hota hai k ye market up and down hoti rehti hai so jub ye market up ho to hume buy karna chahiye or jub ye market down ho to hume sell karna chahiye or yahi tareeka hai forex me kam karne ka ku k isi tareeke se hi forex me kam hota hai or forex market bi isi tareeke se chalti hai ku k market up and donw hoti hai isi liye hume bi buy and sell karna parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex market up or down hony ki wajohat.

          g han ap theek kah rhy ha ham logo ko forex par trading karta howa market ki up anf\d down movement ko achi tyra sa dek lana chayia aur mara khal ma market ki up nad down movement ki waja kisi country ki currency ka up nad down hona hota ha aur ham logo ko is market ki up and down movemnt ki waja sa loss aur profit wagra hota ha
          • #6 Collapse

            Re: forex market up or down hony ki wajohat.

            forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum kam kar ky pasia kama sakty hain forex mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain
            • #7 Collapse

              Re: forex market up or down hony ki wajohat.

              market up hote hain or down hote hain hamy is ko dahk kar is mai amount invst karne ho ge pher he hum market mai run kar saky gy or hum munfa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum agar gredy ban ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
              • #8 Collapse

                Re: forex market up or down hony ki wajohat.

                forex trading ka up down hony ke waja supply ya demand ma kami ya zaydti ha or buyer seller ka revia ha.Forex market ma up ya down kam e dakny ko malta ha q ka forex 80% range karti ha or up ya down jab market ho to os ma invetment kar ka ak pkan ka sat trading ke jy to acha return mal sagta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: forex market up or down hony ki wajohat.

                  forex aik international karobar he jis mein international level par trading hony ki waja se jab 2 countries apas mein len den karti hein to ek dusry ki currency par effect parta he is len den ka trading market par asar hota he or is traha market mein up or down hoti he forex aik world wide karobar he jis mein hum all over world apni trading information convey karty hein
                  • #10 Collapse

                    Re: forex market up or down hony ki wajohat.

                    Forex trading main market uptodown hone ki ki vajah UN countries ke halat bhi ho sakte hain aap tab tak trade nalgan jab tak aapko Na Lage ki market stable Ho Gai Hai Jab marketable Ho tabhi trading Karen Taki aapka Jyada Se Jyada nuksan Na Ho
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex market up or down hony ki wajohat.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairswl پيغام ديکھيے
                      for example jub koi country kisi dosri country se kuj buying karta hai tu wo boht bari maount main hoti hai tu yah len den se market up or down hoti hai es k ilwa banks kisi bhi molk ki currency ko up or down karny main boht aham kardar da karty hain aik andazy k murabik 50% hisa banks ka hota hai jis se market up or down hoti hai
                      Forex trading market ke up or down hone ka Hamesha reason hota hai bina reason ke Forex trading market Mein Kabhi Bhi movement Nahin Hoti e Jab Bhi market Mein Koi moment ho to aap search shak kar sakte hain ki iska kya reason tha aur aapko uska result Jarur milega

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X